Day trading se kia Murad hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day trading se kia Murad hy?
    Dear members day trading se Kia Murad Hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day trading se kia Murad hy?

    Forex market main trade kerty huey day trading sy ham yehi murad ly sakty hain ky day trading ya tou aesi trading hoti hai jo ham forex market main day time main trade kerty hain ky ham night time per forex market main trade nehi kerty then day trading sy ham yeh murad bhi ly sakty hain ky market ko ham D1 time frame ky sath chart open ker ky usi ky mutabiq market ky analysis kerty hain aur market same time frame ky hisab sy jis direction main move ker rehi ho usi hisab sy trade open ker ky continue kerty hain tou ham acha profit hasil ker sakty hain Jitna bara time frame ham select kerty hain market ki movement ko read kerna itna hi hamary liay asan hota hai ky ham phir trend ky mutabiq trade ker ky short time main bhi achi earning ker sakty hain Jesy kuch members small or short time frames ky sath market chart ko read kerty huey trade open kerty hain aur isi time frame ky sath trade continue kerty hain tou usky hisab sy market ko samajhny main mushkil hoti hai tou loss ky chances bhi zyada hoty hain lekin agar ham bara time frame select kerty hain tou market ko samajhny main bhi asani rehti hai aur loss ky chances bhi kam hota hai isliay agar ham day trading sy murad D1 time frame sy trading lety hain tou yeh best time frame hai market ko read kerny aur trade open ker ky continue kerny ky liay
    • #3 Collapse

      Re: Day trading se kia Murad hy?

      Dear jaisy ap ne baat ki hai day trading ki to ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ais mai diffrent trading strategies hai jin par ap ais market mai kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai dekha ho to ais market mai ap ko kaam karny k liay day trading agar select karni hai to aus k bary mai ap ko pata ho aor aus k sath sath ap ko ais mai ye pata ho k ais mai hum ne profit kaisy lena hai agar ap ais market mai analysis karty hai to ais mai time frame kam rakhy aor aus par analysis kary ta k ap ko ais market mai jo trade mily aus ka take profit ya stop loss aik hi din mai close ho jaye aor previors day ki candle ko dekh k hum ais mai trade lagaty hai aor trade ko aik hi din mai close kar dety hai.

      Click image for larger version

Name:	day trading.png
Views:	3
Size:	626.4 کلوبائٹ
ID:	12323568
      • #4 Collapse

        Re: Day trading se kia Murad hy?

        Forex market mein 3 session hote hain jismein ham log trading karte hue cprofit hassil kar sakte hain jismein se ek session ko ham log day time trading Kahate Hain isme trading karte hue ham log Kafi Achcha profit Haasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Day trading se kia Murad hy?

          bhai jan forex trdaing main day trdang se murad wo trdaing hoti hai jo ap iak he din main apna order set karty hain or osi din apka order close ho jata hai or apko apki trdaing ka result bhi mil jata hai forex trdaing main boht se trador day trdang karty ha day trdaing main aik or rdaing method use hota hai jis ko hum short term trdaing kahy hain day trdaing k liye hmain short term main trdaing karni hoti hai or wo hmara jo order hota yhai wo yah tu kuj minute ka hota hai yah aik din ka hota hai es se zyda ka time period nahi hota hai esi liye boht se trdaors boht se trading techniwues koi use kar k trading karty hain jis se un ko ach aprofit mil jata hai boht se logon ka yah kahna hota hai k day trdaing main risk kam hota hai or wo kuj he time main market se trdang kar k bahar a jaty hain boht se new mamber es method ko use karty hain apni trdaing k liye un ko lgta hai k humain loss na ho jay esi liye kam time main he trdea lgany k bad jaldi close bhi ho jay ayse mambers day trdaing main risk bhi kam se kam lety hain
          • #6 Collapse

            Re: Day trading se kia Murad hy?

            Day Trading:

            Day trading mein hum jo planning kartey hein ya trading kartey hein woh utni hi kartey hein jitna keh hum usko aik hi din mein apni trades ko close kar saken yeni keh hum koi bari trade us mein nahin kartey hein aur little trades hi lagatey hein jo keh Day ke ander ander hi finish ho jaye, jabkeh agar hum Long term trade kartey hein to woh apki Weeks mein bhi ja sakti hey aur Month mein bhi ja sakti hey jab keh Day trading apki Aik hi din ke ander uska koi na koi Target jo apne diya hota hey woh Hit ho jata hey aur us mein Traders Chote Chote Targets select kartey hein takeh woh aik hi din ke ander trade khatam ho jaye aur phir naye din se phir se plan karke new trade ko open kiya jata hey isko hum Day trading kehtey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Day trading se kia Murad hy?

              Gmail trading intraday trading trading hoti hai jo aap ek hi din mein apna order set karte hain aur usi din aapka order close ho jata hai aur aapki trading ka result bhi Mil jata hai forex trading mein bahut se aise Hain Jo trading is tarah ki karte hain trading method use hota hai jisko Ham short term trading bhi kha sakte hain short term trading karni hoti hai aur vah hamara Jo hota hai vah yah to kuchh minut ka hota hai yah ek din ka hota hai isase jyada ka time period nahin hota isliye bahut sare trading trading se technik ko use karke karte hain aur ismein profit hasil karte hain ismein experience banta hai vah hi profit hasil kar sakta hai Anya Express Banda is male or uska samna bhi karna pad sakta hai ismein trading Ham jaldi chale jaate Hain aur jaldi hi close ho jate aati hai members day trading meri sabhi kam se kam lete Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X