Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?
    Forex trading business mai gold ki prices kaafi ziada up down hoti rehti hain. Agar hum gold ko kisi currency ki movement kay saath compare ker kay trading kerna chahay tou kiss currency ko gold kay saath compare kerna behtar rahey ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

    Dear member jaisa ke aap sab log jante Hain ki pichhle do weeks a gold ki price rapidly gir rahi hai, Magar is ki price aur gir bhi sakti hai aur achanak rise bhi ho sakti hai is ki prediction bahut mushkil Hai. Main internet per senior traders ki prediction read karta rahata hun lekin aksar aukat woh galat Ho jaati Hain. Gold ka comparison kisi bhi currency ke sath karna bahut mushkil Kam Hai Magar gold US dollar ke sath directly linked hai aur uski price ke sath up and down move karta hai. Isliye agar aap koi bhi relation currency ke sath banana chahenge to to gold ka relation US dollar ke sath hi banega.
    • #3 Collapse

      Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

      Dear agar ap ne ais market mai gold par trade karni hai to ap ko ais mai sab se zayda focus us dollor par karna hai kun k ais ki moment jab bhi hoti hai to aus mai usd ki waja se hoti hai agar usd strong hota hai to gold down jata hai aor agar usd weak ho to aus time gold up jata hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai ye dekhna hai k ais mai usd ka index ka kai trend hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai kaam karny k liay ap ko analysis karny hoty hai aus k baad ap ais market mai kaam kar k acha profit bana sakty hai aisy hi gold par ap ki lot par depend karta hai k ap ais mai kitna risk lety hai aor trade ko kab tak hold rakhty hai ais mai ap ki trading strategy par depend karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

        Gold kisi currency ky sath compare nehi kia ja sakta ky gold ki apni hi movement hoti hai jo bahot fast hoti hai ky agar ham gold main bara risk ky ker trade open ker lety hain tou bahot short time main ham bahot zyada earning bhi ker sakty hain aur bahot short time main hamara account wash bhi ho sakta hai lekin kisi aik currency main trade kerty huey aesa possible nehi hota ky short time main hamain bara risk leny per bahot zyada profit bhi hasil ho jaey ya short time main hi hamara account wash hi jaey kuch currency pairs aesy hain jin main market ki movement bahot zyada hoti hai jesy usdzar mwah daily basis per market ki movement bahot zyada hoti hai lekin agar hamain itna zyada loss ya profit short time main nehi ho sakta Jitna gold main hota hai tou ham forex market main trade kerny ky liay gold ka comparison kisi other currency pair sy nehi ker sakty ky gold main movement bahot zyada hoti hai jo other kisi currency pair main nehi ho sakti
        • #5 Collapse

          Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

          Agar Ham Logon Ko gold Se Achcha profit Hassan karna hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi Kyunki Jab Ham Logon Se Achcha profit Hasil Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log market Se Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

            Forex business mein Gold par bhi trade karne wale bohot hi ziada traders hotey hein aur purey world se log Gold par trade kartey hein aur is se kafi acha profit bhi kartey hein aur jahan tak bat he compare ki to hum Gold ko US Doller ke sath compare kar saktey hain, Hamen har waqt market mein US Economy ki news ke sath update rehna chahiye aur jab bhi hamen koi achi news Doller ke hawale se milti hey to hum usko Gold ke sath bhi compare kar saktey hain aur agar kisi bhi waqt Doller strong hota hey to Gold bhi Automatic strong hota hey aur iski move fast hoti hey aur yeh Buy mein hi jata hey, is trha apko chahiye keh aap always market news ke sath touch rahen to aap is mein kamiyab ho saktey hain.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

              Dear gold ko ham USD ke sath hi compare kar sakty hey other currency ka relation Gold key sath nahi hota hay, gold aur US dollar ko agar 1 pair kaha jaye to koch ghalat nahi hota ga es ki be 1 waja hay gold traders ne note kia ho ga key gold aur US dollar ki market price movement same time me same direction me nahi hoti ye opposite direction me movement ki koshish karty hey, gold ko samjna ho to us traders key ley USD dollar ko samjna be zarori ho jata hay andazy ki trading be dangerous hay aur sath me siraf gold market ka jaiza lena be dangerous hay hamy gold aur US dollar dono ka hi jaiza lena chaye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Gold ko kiss currency kay saath compare kerna chaiye?

                gold ki movement ko samjhny ky lea ap ko doller ko dekhna chaheay ager sirf ap doller ko samjh jaty hain tab ap ki forex market main bohut sari currency cover hoti hain jesy euro bhi doller ky sath hai aur pound bhi doller ky sath oil bhi doller ky sath aud bhi doller ky sath hai sirf aik pair ko samjhny say ap gold ky sath dosri currency pay sab sy ap kam kar sakty hain es lea ap ko sab sy pehly jis currency ko samjhna hai wo doller he hai aur es ky pechy ki complete knowledge ko samjhna chaheay ky doller kis base pay weak ya strong hota hai phir ap asani ky sath sab pair main trade kar sakty hain aur un main sab pair main acha gain kar sakty hainn jin ky sath doller laga hota hai chahy wo base currency main ho ya quote currency main ho.

                اب آن لائن

                Working...
                X