jaiza: knowledge and confidence..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: knowledge and confidence..
    Forex trading business Ek professional business hai Agar Ham confident se apne experience ko use karte hue behtarin trade lagaen To Ham Achcha profit Jama kar sakte hain Jyada Se Jyada profit earn karne ke liye Hamen Jyada mehnat aur profitable trade Lagani chahie aur yah sirf tab possible Hai Jab hamare pass experience knowledge aur skills isiliye Har trader ko chahie ki vah Jyada Se Jyada knowledge experience and information collect kare aur usko use karte hue trade lagaen bahut se traders learning on Knowledge ko ignore karte hue trade Lagate Hain Aise trader kabhi bhi Kamyab nahi hote Kamyab hone ke liye Hamen knowledge aur confidence se trade Lagani chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: knowledge and confidence..

    Aoa to my all forex members umeed kerta hon sb members khariyat sa hon ga .ap na bahot hi acha swal kia hy kh knowledge and cofidence insan ko tareki data hy uger hmara pass knowledge nhe ho ga to hm kamyab nhe ho skty uger hamary pass confidence nhe ho ga to hm phr bh kamayb nhe ho skty
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: knowledge and confidence..

      Dear ais market mai jab ap k pass knowledge hota hai to aus k hisab se ap ais market mai analysis karty hai aor aus par ap ko jo profit hota hai ya loss hota hai wo ap check krty hai to aus k baad ap ko ais market mai confidence aa jata hai k ais market mai kaam kaisy karna hai agar ap ais market mai achy se kaam karty hai to ap ko ais market mai acha result milta hai agar ap ais market mai apny analysis par trade lagaty hai aor aus k sath money management k lehaz rakhty hai to ap mai confidence aa jata hai aor ap ais market mai se paisa asani se kaama sakty hai ais liay ap ko ais market mai kaam karny k liay planing k sath kaam karna chaye jo sekha hai aus ko apply kary ta k ap ko ais mai faida ho jaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: knowledge and confidence..

        Forex trading mai knowledge aur confidence ka apis mai bohot he close relation hai . ager traders kay pass knowledge ho tu phir inke trading mai confidence b zaroor majood hota hai aur ager traders kay pass forex trading ka knowledge majood na ho tu phir traders khabi b forex trading kay dornan confident nai ho skaty hain.
        Iss ke main reason yeh hai ke forex trading ka business asal mai knowledge per kafi ziada based karta hai aur forex trading aik knowledge based business hony ke waja say traders kay knowgle per kafi ziada depend kar raha hota hai. traders ka knowledge inky confidence ko increase karta hai iss liye traders ko apny knowledge ko improve karny per zaror kam karna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: knowledge and confidence..

          Forex business bahot hi unique business hay es me knowledge ki be zarorat hoti hay aur confidence ki be kesi 1 cheez ki be agar kami ho to traders key ley survive karna mushkil ho jata jata hay, jetna ham knowledge hasil karny key ley mehnat karty hey hamy confidence increase karny aur es ko hamesha maintain rakny ki be koshish karna ho gi, knowledge difference sources use kar key increase ki ja sakti hay jab key confidence siraf aur siraf demo trading account me practice se hi increase ki ja sakti hay koshish karen gey knowledge key sath app ka confidence be acha ho.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: knowledge and confidence..

            Hamare pass Itna Jyada knowledge Ho Gaya forex market Mein Ham Logon Ko Itna hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko sabse pahle Apne knowledge ko increase karna chahie Taki ham log Jyada Se Jyada profit in karne mein kamyabi Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: knowledge and confidence..

              Ap ki bt bilkal durst hy forex aik international or bot bara profitable business hy is m agr ham mehnat krty han to hi successful hoty han hamy agr is m successful hona hy to phly hamy trading ka acha knowledge or experience hasil krna ho ga ham demo account bna kr us m practice kr k experience hasil kar sakty han aik achi trade open karny k liay hmary pas acha knowledge achi learning or best experience ka hona bot zrori hy ham forex m jb b learning or knowledge k bagar koi trade open krty han to wo trade hamy kbi b faida ni dyti hmasha nuqsan hi dyti hy hmari bhrpor mehnat hi hamy forex m kamyab bnati hy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: knowledge and confidence..

                Dear friend forex trading main humary pass jtna ziada knowledge or experience ho ga hum utny he kamyab hon gy or utna he humara confidence ziada ho ga is ley humy apny knowledge or experience pe tawaja dani chae ha analysis karny seekeny chae han or forex trading main humy ziada sy ziada ache practice karni chae ha jab hum forex trading main proper money management or risk management sy trading karny gy or apny account balance k mutabiq trade lagany gy to humy loss ni ho ga or hum maximum profit hasil karny gy jtna profit mily ga humara confidence bi ziada hota jay ga is ley humy maximum knowledge or experience hasil karna chae ha ta k humara confidence bi barhta jay
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: knowledge and confidence..

                  ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya lekin agar aapke pass knowledge nahin hoga to aapke pass confidence bhi nahin hoga aapko training karne ke liye donon hi bahut jaruri hai agar aapke pass ine donon mein se ek bhi nahin hai to aap ismein loss ka samna karna pad sakta hai lekin mere hisab se sabse jyada am hai ki aapke pass knowledge Ho experience ho to hi aayega chetra Ban sakte hain aur uske alava aapke pass confidence bhi hamen chahie donon hi bahut jaruri hai lekin donon mein se jyada jaroori knowledge hai kyunki knowledge ke vagaira kuchh nahin kar sakte isliye hamen forex mein kamyabi hasil karni hai to hamen knowledge or experience aur kaun haiine teenon ko milakar hi Ham ek achcha trader Ban sakte hain aur iski duniya mein kamyab ho sakte hainhamen ektrit lagate ho pahle experience hasil karna chahie aur uske bad ful confidence ke sath trade karni chahie Taki Ham ismein profit
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: knowledge and confidence..

                    Knowledge aur confidence.
                    Forex trading mein buniyadi tore per hamen is ki learning Hasil karni parti hai jo ki har mauka per hamen kam aati Hai Jab Ham step-by-step learning Hasil karte rahte hain tu woh combined ho kar knowledge ki Surat mein a jaata Hai. Koi bhi business knowledge bahut ziada zaruri hota Hai is liye is ki ahmiyat ko nazar andaaz nahin kiya ja sakta. Trading start karne se pahle Jab Ham demo trading account per practice karte Hain to is practice mein Ham apny knowledge spend karte Hain Jab yah knowledge trading mein shamil hota hai to is tamam process se hamen experience Hasil hota hai jo ke real trading mein madadgar sabit ho ga. Knowledge or experience aapas mein interlink hote Hain Jo ke aik sequence se hamare pass aate Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: knowledge and confidence..

                      Forex business me achi performance aur good result traders key knowledge par be depend karta hay aur us key confidence level par be, app ka knowledge without confidence ki trading kesi kam ka nahi hota, knowledge aur confidence ka combination hi traders ki kamyabi hoti hay, confidence ki waja se traders ka har decision mery experience key mutabeq acha hota hay, app knowledge aur confidence se jo be decision lo gey app key ley es me risk kam ho ga aur profit margin bahot hi zeyda.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: knowledge and confidence..

                        Knowledge ke sath Confidence:

                        Mein samjhta hun keh dunia ka chahe koi bhi business ho agar hum us mein acha knowledge hasil karne ke sath sath acha confidence bhi rakhtey hein to tab hi hum us mein achi trha se kamiyab ho saktey hein aur isy trha same hamen forex business mein bhi aik achey confidence ka muzahira karna hota hey aur aik achey confidence rakhne wale traders hi is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hein aur jab aap is business mein koi bhi analysis kartey hein aur agar apko uske sath sath apni trades par acha confidence hota hey to aap us trade ko achi trha se win bhi kar saktey hein otherwise aap kabhi usko pehle close kar dete hein aur kabhi aap Loss ko recover karne ke chakron mein apni trades ko loss karwa bethtey hein.
                        Hamen always fully confidence ke sath Apni trades ke mukamal hone ka wait karna chahiye is trha se hum is business mein achi trha se successful ho saktey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: knowledge and confidence..

                          Business mai confidence knowledge say ata hai. Agar traders ka knowledge acha hota hai tou unka confidence level bhi bohat acha hota hai jo trading kertay huay unkay bohat kaam ata hai. Jitna knowledge acha aur strong hoga aur valid hoga utna he trader confident hoga. Iss liye knowledge aur confidence ko aik dusray ko support kaha jaey tou ghalat nahi hoga. Kiyu kay confidence knowledge say barhta hai aur knowledge hamesha confidence data hai aur trading mai profit ki base he confidence pay kerta hai.
                          Forex trading mai kaamyab honay ki kunji ya chaabi trader ka confident hona hai. Trader koi bhi trade open kernay say pehlay jab tak achi Tarah trends aur analysis na daikh lain uss waqt tak apni trade open kernay mai confident nahi hota. Jab trends aur analysis ker liye jaey tou trade kay profit ka pehlay say confidence ajata hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X