jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly
    agar hum forex mai kam karny ka risk lena chatey hain to hamy confidence ky sat risk lena ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning be ddeta hain or hamy earnng be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik international busiess hain agar hamary pass pasia nahi hain to hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai learning or earning gainsakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

    Forex trading business me risk leya jaye to positive result be mil sakta hay magar risk soch samaj kar aur planing key sath lena zarori hota hay app baghir trading experience ya fundamental analysis experience key kabi be kamyab risk nahi le sakty hey, es situation me agar app risk len gey to app ko big loss ho saky ga, khud ko pehly polish karen technical aur fundamental analysis me khud expert bana len market analysis karny me aur market ko samjny me app se small mistake me nahi honi chaye es condition me app ka risk lena profitable trading key equal hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

      G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai achy trader ban jaty hai aor ais market mai atna kaam karty hai k hum ko market ki moment ki samjh aa jati hai to hum ais market mai achy se kamyab ho sakty hai kun k ais market mai agar ap confidence k sath kaam karty hai to ap ko ais mai achi trader par phly se yaqeen hota hai aor aus par risk lena chaye to le sakty hai ais liay ap ais market mai jitny achy pattern hai aun ko note kary aor ap ko ye pata ho k ap k analysis k hisab se best trades kon si hai aun k hisab se ais market mai trade lagye agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai risk tab lena hai jab koi achi trade ho aor aus par ap trade ko hold rakh saky aor zayda profit banye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

        Jab hamare pass confidence Hoga To Ham market Mein risk Le sakte hain isliye Ham Logon Ko sabse pahle Apne confidence ko increase karna hoga Jab ham log Apne confidence ko increase kar lete hain To Ham market se Kafi Achcha profit banaa sakte hain aur ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai isliye Ham Logon Ko Apne confidence ko increased karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

          Confidence ka bohot hi bara role hey Forex mein:

          Forex mein business mein agar hum apne ander aik acha confidence rakhtey hein to phir hum is business mein bohot hi ziada achi trha se succesful ho saktey hein aik acha confidence hi hamen is business mein kamiyab kar sakta hey kioun keh jab hum confidence ke sath trading kartey hein to phir hum bilkul fear nahin hotey hein aur hum jo analysis kartey hein woh bhi hum kafi strong apply kar saktey hein apni trades par aur agar hum confidence ke baghair trade kartey hein to phir hamare jo analysis hotey hein woh bih kafi ziada week hotey hein aur phir hum kabhi bhi achi trha se trading nahin kar saktey hein isliye mein samjhta hun keh aik acha confidence hi apko is market mein agey le ja sakta hey aur apko is mein kamiyab kar sakta hey.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

            g han bhai jan ap ny bilkul sai bat ki hai wesy bhi forex mian confidence ka boht bara hath hai q k forex main kamyb hony k liye khud ki trdaing main confidence lana bohz arori hai q k jub hum cpfidence k sath trdaing karty hai tu hmain loss hony k chnaces bohat kam hoy hain or jub hmain loss hota hai tu es k pechy hmary zaror hmara dar hota hai k hmain loss he na ho jay es liye apko chahye k aghr ap kis bhi trade ko karny main dar rahy hain tu apko lgta hai k hmain such main loss ho jay ga tu apko wo tade kani he nahi chahye q k jub hum khud dart darty kam karty hain tu hmain paka loss tab he hota hai tu kamayb trdaors k lye confidence bahal karna bohtz yda zarori hai jis se hum api trdaing ko bhi successful bana skty hain or achi eraning k sath ap tab he trading kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

              Trading mein risk to bahut zyada hota Hai aur hamen na chahte hue bhi Lena parta hai lekin Jab ham trading mein expertise Hasil karte hain to use Surat mein ham trade place karne mein jhejhak mahsus nahin karte balke confidence ke sath apni tradeplace kar dete Hain. Is confidence ko Hasil karne ke liye hamen start main bahut zyada hard work karna ho ga aur Forex trading ki mukammal learning Hasil Karni ho gi jab tak hamare paas trading ki learning Nahin ho gi confidence Nahin aae ga aur hamara experience built Nahin ho ga. Isliye Forex learning ko trading mein primary aur essential haiseait Hasil Hai is ke bagair kamyabi mumkin Nahin.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

                ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha agar hamen Forex mein kam karna hai to hamen iske bare mein jyada se jyada knowledge hasil karna hoga kyunki jitna jyada hamare pass knowledge hoga utna hi best tarike se Ham trade kar sakenge utna hi achcha profit hasil kar sakenge isiliye hamen Forex mein jyada se jyada profit hasil karna hai to hamen iske bare mein knowledge Lena hoga jitna jyada hamare pass knowledge hoga utna hi behtar profit hoga aur yahi baat ki agar aapko ismein expert hai tu Hi aap ek achcha display sakte hain agar aapke pass experience nahin hai to aap ismein loss kar sakte hain aapane bilkul theek kaha aap iske bare mein expert Ban Kar FIR aap Jo marji train laga sakte hain ismein aapko profit hi hoga aap jitna marji risk Le Le apne analyse karte hue market ko to aapko ismein profit hi hogakyunki aapke pass uski market ke bare mein experience hai aur aap expert ki tarah trade karenge
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

                  Expert tabhi Bana Jata hai jab trading mai risk nahi liye jatey bulkay planning aur strategies say kaam kia Jata hai. Forex aik aisa business hai jitna mai risk jitna Kamm aur study aur analysis jitna ziada hongay ye utna he faida day ga. Experience aur learning risk say he tou rokti hai kiyu kay jab trader kay paas experience hota hai tou usay ye pata hota hai kay kisi bhi trade ko open kernay say pehlay usay trends daikhay jatey hain, uska analysis kia Jata hai, signals aur news daikhi jaati hai phir unn sub ki verify kia Jata hai tab uss trade ko open kia Jata hai. Iss aintime bhi lagta hai aur tajurba bhi kaam ata hai. Average traders inn sub baato ko nahi daikhtay aur sirf terminal pay he chart pay movement daikh kay he trade open ker laitay hain jo basically risk hota hai. Jiss kaam mai mehnat na ho wo hamesha risky he hota hai. Aur expert traders kabhi bhi risk nahi laiatay kiyu kay wo homework ker kay kaam kertay hain jiss wajah say unhain pehlay say he pata hota hai kay unki trade profitable hogi iss liye woh wait bhi ker laitay hain aur unhain kisi kisam ki jaldi nahi hoti kay wo risk lain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                    agar hum forex mai kam karny ka risk lena chatey hain to hamy confidence ky sat risk lena ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning be ddeta hain or hamy earnng be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik international busiess hain agar hamary pass pasia nahi hain to hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai learning or earning gainsakty hain
                    Dear friend forex trading aik both bara or profitable business ha jis main hum log ziada sy ziada ache earning kar sakty han par is main risk bi both ziada hota ha jis ki waja sy humy loss bi ho sakta ha is ley is ko seek karna both zarori ha is k ley humy proper practice karni chae ha jis sy humy maximum knowledge or experience hasil ho ga or humara confidence ziada ho ga to phr ap ko proper manage kar k risk lana chae ha ta k ap ko maximum profit hasil ho or ap ko loss na ho agr loss ho bi to manage kea ho ziada loss na ho humy is tahra ziada profit hasil kar sakty han is ley humy proper learning karni chae ha forex trading ko seekena chae ha or proper money management or risk management sy trading karni chae ha k humy maximum profit hasil ho
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

                      JI ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex profitable honay kay sath sath aik difficult and risky business hay esay agar without knowledge, learning and experience kay start kia jay to yeh bohat hi difficult ban jata hay aor es main investment karna bhi kafi risky ho jata hay kun k knowledge and experience ki kami ki wajah say trader say bohat ziada mistakes ho jati hain aor en mistakes ki wajah say un ko trading main bohat ziada loss ho jata hay es taran un ki sari ki sari investment wast ho jati hay. Lehaza all traders ko chahiay k woh Forex start karnay say pehlay achi taran Forex ka knowledge hasil karain aor learning compete karnay kay sath sath demo pay practice kar kay achi taran expert ban jayin aor apnay andar confidence paida kar kay hi trading start karain aor koi big risk lain otherwise bil kul bhi koi risk na lain aor apni learning complete karain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : experts ban ky confidence ky sat risk ly

                        Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy forex aik bot bara or behad difficult business hy is m agr ham ny acha kam krna hy to is k liay hamy expert ban kr confidence k sath trading karni ho ge mtlb k phly hamy forex trading main expert ban na ho ga or expert banny k liay acha knowledge acha experience or learning hasil krni ho gi aik kamyab trader m jo khobian hoti han phly wo hasil karni hon gi or phr jb ham trading start karty han to hamy apny andar confidence lana ho ga confidence k sath trading karni ho ge or hamy trading m expert b banna ho ga or confidence k sath trading karni ho ge tbi ham forex m kuch hasil Kar saken gy hamy money management or risk management k sath trading karni ho ge anylyses ko study kr k acha kam krna ho ga ham tbi forex trading main achi earning kr k kamyab hon gy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X