Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex sy earning itni mushkil hai Kia?
    Forex market main ham investment tou ker lety hain lekin earning itni mushkil hai Kia?

    980.39215686
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

    Assalamu alaikum my dear friends bhai mujhe aisa nahin lagta kya aapke pass knowledge ho aur aap Forex trading se apne man karvao Forex trading asal mein itna jyada mushkil business nahin hai jitna humne banaa liya hai kyunki agar Ham knology nahin karenge to mere Bhai Forex trading hamare liye bahut jyada mushkil hai aur bahut risky business hai lekin agar hamare pass knowledge hoga to yahi business hamen acchi khasi profit dega aur ham ismein se lifetime nahin karte rahenge hamen se kuchh log aise bhi hote hain ki vah log mehnat karna hi nahin chahte ho kahate Hain ki bus satta baji karke hi hamare profit a jaaye lekin baat yah hai ki main baat karne se hi insan kamyab hota hai aur main bhi log hamesha hi kamyab hote hain isliye main bhi jaenge ke Forex trading ka jyada se jyada share Karen aur jyada se jyada logon ko bataen kyunki jab Koi karta hai to usmeinapni Jeb se kuchh nahin bhej rahe ho FIR vah Forex trading market se hi Kama Raha hota hai hamara sirf batana uske liye agar kam a jaaye to mere khyal mein Hi hamare liye bahut acchi baat hai aur dusre Bhai ki humne madad ki hai is tarah ki soch honi chahie hamari tabhi Ham Forex trading se acchi apni kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

      Salaam alaikum my dear friend mere Bhai Forex trading mein earning karna mushkil bhi hai aur aasan bhi hai mushkil UN logon ke liye hai jinke pass hone nahin jaise ki ham log junior hain aur Junior ke pass itna knowledge nahin hota to hamen chahie ki Ham senior ko follow Karen to Ham bhi Forex trading mein se earning hasil kar payenge lekin agar ham log is mein baat nahin karenge to Ham kaise Forex trading mein se earning kar payenge hamen chahie ki Ham khud ko iska bil banaenge Forex trading mein kamyab Ho jaaye lekin usse pahle hamen khoob mein baat karni hogi aur ko practis karni hogi tab jakar hamen knowledge of plus experience hasil hoga vahi Ham Forex trading mein sharing aise karenge FIR Forex trading hamare liye aasan business ho jayega
      • #4 Collapse

        Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

        nahin mere Bhai mujhe aisa nahin lagta ki Forex trading mein se Kam nahin karna bahut jyada mushkil hai yah Forex trading mein se ham log running nahin kar sakte dekhe meri baat sune market to ek side per move karna hi hai usne chahe vah down ye chahe vah up jaaye to ismein itna jyada ishwar nahin hai Forex trading main kisi Na kisi site per to market name of karna hi hai to isliye yahan per depend karta hai ki hamare pass kitna knowledge hai aur ham market ko is tarah analyse kar sakte hain ya kisi bhi pair ko kis tarah analyse kar ke usmein se acchi nahin kar sakte hain agar hamare paas knowledge Ho Gaya to Ham usse zaroor kamyaab hoge aisa to nahin hai jab Forex trading market donon side per jaati hai Kya hamen loss hi deti rahti hai hamen profit bhi hota hai hamen loss bhi hota hai to yah kahana bilkul galat hai ki Forex trading mein se earning karna bahut jyada mushkil hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

          Forex trading business mai traders earnings ko itna mushkil nahi samajhtay hain aur khas tore pay wo traders jo pehlay dusray fake aur ponzi type kay online businesses ko chore kay aur unn mai bohat ziada nuqsaan utha kay aey hotay hain woh iss business ko bohat he asaan aur seh samjhtay hain aur iss wajah ye hoti hai kay unhain apnay saamnay apni investment nazar bhi arahi hoti hai jisay wo khud trade mai jitna unhain mjnasib lagta hai use kertay hain aur iss Tarah withdraws bhi apni marzi say kisi bhi time ker saktay hain.

          Forex trading business kisi bhi lehaaz say mushkil nahi hai. Kiyu kay jitna ziada seekhnay kay mawaqy forex seekhnay kay milta hai aur jitni ziada sahooliaat forex seekhnay kay liye mojud hain aisay kisi bhi dusray business mai nahi hain. Khaas tore pay demo trading account aur pak forex forum pay traders ko mushkil nahi aati aur inn dono mai kaam ker kay forex ko bohat asaan banaya jaa sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

            Koi bhi km mushkil ni hota us k liye jo karna chahta ho. Jo ni karna chahta us k liye to boht mushkil k wo panch mint bhi kam kry. Forex mn wo log jo kam krna chahty hain ya jinko money ki zarorat hy to wo to shoq sy or easy ho k pesa kma lety hain. Is mn bat ye hy k koi jitna kam kry ga us hisab sy wo is mn kmyabi or earning kry ga. Mehnat sy hi kamyabi hy dosto. Hmen apny friends ko bhi advice krna chaye k wo bhi is international business ko join kr k earning kren. Hmary ird gird itny log free kam k liye ghom rhy hotu to unhen btana chahye or sath mn motivate bhi krna chahye k ap is mn mehnat kren gy to kamyab hon gy. Or ik is sy jo bhi bonus milta ap 💯 percent withdraw krwa sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

              no dear esa bilkal esa nai hai is main agr ap ko kameyab hona ha tyu phr ap ko is main dori menat krni hoti hai is main hum earning hasil kr sakte hein lekin os k liye hume is main phaly menat krni hoti hai menat kr k hui hum is main kameyab ho sakte hein agr ap is main ese hi kameyab hona chahte hein tu ese main kameyab hona bohat muskil hota hai ap is maindaily acha work krein daily demo account main kam krein daily tecnicsl analysis ko fallow krein dai;ly fundamental analysis ko check krein ye hamre liye eik sab se acha ur power full business ha hume is main daily fundamental ko dekhte rehna lazmi ha hume is main chart ko fallow kr k kam krna hota ha
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                dear sab say pehlay ham aik example laitay hain k ham ko jo bhi kaam krna hay us main hamko usk baray main janna bahut zaruri hay agar ham kuch jantay nai hain to hamko us kaam ko start he nai krna chaye,same isi tarha say ham forex markeet ki baat krtay hain k agar hamaray pass iska acha knowledge nai hay aur ham kuch nai jantay hain to hamko is main lose he hoga ham kitna bhi acha system hasil kr lain hamko lose he hoga jub tak ham is main practical nai karaingay hamko lose he hoga aur agar ham is kabil hain k hamaray pass acha system hay aur ham achi skills k malik hain to hamaray liye forex markeet main earning krna bhi asaan hay aur ham honewlay lose say bhi bach saktay hain is k baad ham yeh bhi keh saktay hain k markeet main earning krna asaan kaam hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                  Forex market se profit earn kia ja sakta hay magar 1 new trader aur jes ka trading ka expernice kam ho wo bilkul be asani se earning nahi kar sakta hay agar mushkil se profit ko earn kia jaye to es ko achi trading ka name ham nahi de sakty hey, traders ko etna qualified hona chaye key wo market se bahot asani se profit ko earn kar saky, mehnat ki jaye aur experience ko build be kia jaye to market se profit earn karna intehai asaan ho sakta hay, app ki trading par app ki learning positive effect karti hay agar market me profit earn karna asaan hota to har trader aur har investor hi earning kar sakta magar ye possible nahi hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                    Nahe dear aisi baat ni hai kun k ap ne agar ais market mai invesmtnet karni ho to aus se phly ap ais market mai learning karty hai aus k baad ap ais market mai jab trade karty hai to ais market mai analysis karny k liay diffrent tools use karny hoty hai aor aus k sath sath ap ko ais market mai khud analysis karny hoty hai jis se ap ko ais market mai trend ka pata chalta hai aor ais mai diffrent time frames k hisab se trade mil jati hai jin ko ap apny account par laga k asani se profit bana sakty hai ais market mai kaam muskil tab tak hai jab ap ko ais mai trade karni ni aati jab ap ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad ap ais market mai asani se acha profit bana lety hai aor ais market mai invesmtnet par profit bana lety hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                      Jo log forex market Mein hardworking Karte Hain vah Log forex market se Accha profit banaa sakte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi Taki ham log forex market Se Achcha profit Hasil kar sake aur ham Logon Ko kamyabi Mil sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                        Dear member Forex trading Ek online business hai jo ke aaj kal ka yah sab se popular business hai Magar is mein Koi shak Nahin ke is per earning Hasil karna Ek Mushkil kam hai, us ki Sab se Bari wajah yah hai Ki Is per earning Hasil karne ke liye Hamen bahut zyada knowledge ki zarurat hoti hai jo ki hamare pass available Nahin Hota. Agar Ham Forex trading ki ki Mukammal learning Hasil Karen aur us ki buniyad per trading start karen gay to Trading karna Mushkil Nahin balke bahut Aasan ho jata hai, aur us se Hamen acchi earning bhi mil Jaati Hai is liye Ye is Mushkil ko Aasan banana Ek trader ke Hath Mein Hota Hai. Agar aap is mein earning Hasil karna chahte hain to Aaj Se Hi is ki learning start karen aur use Waqt Tak Hasil Karte Rahe jab tak aap fully confident Nahin Ho Jaate.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                          Friend ap ny bot acha question kea hy forex aik bot bara or behad profitable business hy ye un logon k liay mushkil hy jo is m mehnat ni krty or acha knowledge or experience ni rakhty trading ko achy sy learn ni krty forex un logon k liay koi mushkil ni jo mehnat kr k trading ko sekhan trading sekhny k liay salon lag jaty han ham isy aik din m ni sekh skty jo traders sb sy phly forex trading ko achy sy learn kr lyty han phr pak forum join kr k forex ka mukamal knowledge hasil krty han or us k bd sb sy zrori chez demo account hy jis m ham practice kr k experience hasil krty han hamy aik dam sy real account m trading ni krni chaiy phly bonus hasil kr k us m trading krni chaiy phr ham jb feel krty han k forex m kam krna koi mushkil ni ham aik expert trader ban chuky han to hamy real account m trading krni chaiy phr hmary liay trading koi mushkil ni
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                            Forex business mein Learning itni bhi mushkil nahi he jitna keh dikhaya jata hey aur mein samjhta hun keh agar dunia ka koi bhi business apko asani ke sath pesa deta hey to woh just aur just forex hi hey kioun keh is business ko agar hum rules ke mutabiq use kartey hein aur is mein work kartey hein to phir hum kabhi bhi is business mein nakam nahin hotey hein aur phir hum bohot hi easily smart money yahan se nikal saktey hein just hamen achi trha se analysis karne partey hein jis mein totally apka 1 ya 2 ghanta hi surf hoga aur phir uske bad aap purey week ka ikatha aram se beth kar kama saktey hein apko koi aur kam karne ki zarurat hi nahin rehti hey isliye mein samjhta hun keh agar hum is business ko aik dafa achi trha se learn karne mein kamiyab ho jayen to hum is business se alot of money bohot hi ziada asani ke sath earn kar saktey hein.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex sy earning itni mushkil hai Kia?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
                              Forex market main ham investment tou ker lety hain lekin earning itni mushkil hai Kia?

                              980.39215686
                              Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading in k ley muskal ha jo proper learning ni karty han or bagar knowledge or experience k trading start karty han jis sy uny loss hota ha or uny lagata ha forex trading karna both muskal ha is ley humy maximum learning karni chae ha or proper practice karni chae ha ta k humy maximum knowledge or experience hasil ho humy analysis karny ka tariqa aa jay to hum behtar trading kar sakeny gy or humy maximum profit ho sakta ha or humy forex trading both ahsan lagy ge jab tak knowledge or experience ni ho ga to humy forex trading both muskal lagti ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k him kamyab ho sakeny gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X