Jaiza: Reverse Hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Reverse Hedging
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Aaj mai aap kay saath aik aisi strategy share kerna chahta Hu jiss say forex mai bohat faida uthaya jaa sakta hai. Traders hedging ko use kertay hain takay unn kay loss ko roka jaa saktay. Agar hedging ko reverse ker kay istamaal kia jaey tou profit bhi tou ziada kia jaa sakta hai.

    Reverse hedging technique mai hum Agar aik trade Eur/Usd mai sell ki open ker laitay hain aur uss ka lot size 0.02 rakhtay hain. Aur wo trade profit mai chali janay say faida hota hai. Issi jab Eur/Usd mai Usd faida day raha hota hai tou ussi waqt kisi aur pair mai jaisay Usd/Chf ya Usd/Cad hain uss mai buy ki trade open ker lain aur uss mai bhi same 0.02 ka he lot size rakh lain iss Tarah aik trade sell aur aik trade buy mai profit day jaey gi.

    Iss Tarah hedging ko reverse ker Lia jaey tou bohat achi strategy bann sakti hai. Forum ka monthly bonus anay wala hai iss liye iss baar iss strategy ko apply zarur ker kay daikhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Reverse Hedging

    Hedging;

    Hedging basically apki jo bhi trade open hoti hey chahe woh profit mein hoti hey ya chahe woh loss mein hoti hey usko Lock karne ko hedging kehtey hein yeni keh hamari trade wahin par hi lock ho jaye, to iske liye jesa keh apne bataya he keh aik ko buy kar len aur dusre pair ko sell kar len, I think yeh aap kuch time keliye to kar saktey hain apko profit bhi hoga but aap isko long term tak nahin chala saktey hein uski wjha yeh he keh always pairs aik dusre ke against nahin ja rahey hotey hein kabhi bhi against pairs bhi aik dusre ke sath chal rahey hotey hein aur yeh techniq apko jahan par profit araha hota to dusri side par apko loss bhi de sakti hey jiski wjha se apka profit wala hisa bhi loss mein convert ho jayega jo keh bilkul ghalat hey aur mein is se agree nahin karta hun baqi har traders ki apni strategy hoti hey jiske sath woh work kar raha hota hey.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Reverse Hedging

      Dear ais market mai jab ap aik dafa apni trading strategy banaty hai to aus mai ap ko ye dekhna hota hai k ap k pass account kitna hai aor aus par ap ki ye trading strategy kamyab ho sakti hai ya nai agar ap ne ais market mai hedging karni hai to aus k liay ap ko account bara chaye aor aus k sath high leverage wala account chaye ais mai ap lot zayda karty jaty hai aor jab tak ap ki over all sari trades profit mai na aa jaye ap ais market mai trades lagaty jaty hai ais mai ap starting mai chaye aik trade lagye ya 2 ye ap ki apni marzi hoti hai aor aus k hisab se ap ais market mai trade karty hai aor ais market mai se paisa kamaty hai ye ap ki plan par hota hai k starting kis tarha ap ko leni hai.

      Click image for larger version

Name:	Hedging.jpg
Views:	6
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12323551
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Reverse Hedging

        Jab ham log forex market Mein hardworking Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko market ki moon Matka Pata Chalna shuru ho jata hai isliye Jab Ham market ki movement Ka Pata Laga Lete Hain To is Waqt ham log market Se Achcha profit arslan kar sakte hain isliye Ham Logon Ko is Waqt Jyada Jyada hard working Karni Hogi
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Reverse Hedging

          hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy hamy expert ban ky hedging karne ho ge hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga per he hum market mai runing gain kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hamy mahnet karne ho ge forex aik acha busienss hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga forex aik legal busienss hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain yai kabe be band na hony wala busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Reverse Hedging

            Hedging strategy.
            Forex trading mein hedging se Murad yah hoti hai ki Jab Ham ek trade place karte Hain aur hamari trade hamari prediction se reverce move karna shuru kar deti hai Ham kuch time wait karte Hain Magar trade reverce chalti rahti hai, ek waqt aisa aata hai ki hamen lagta hai ki hamara account wash ho jaega to use Surat Main broke ne hamare liye ek facility muhaiya ki Hai jisko hedging strategy kaha jata hai. Jitne lot size ka humne order place Kiya hua Hai uske same lot size ka order ham apni trade ke ulat Main laga sakte hain is process ko hedging strategy kaha jata hai. Hedging ko aap emergency situation ke liye use kar sakte hain normal halat main is ki zarurat nahin hoti.
            Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	2
Size:	31.2 کلوبائٹ
ID:	12323556
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Reverse Hedging

              Frustrating way handling se Murad yah Hoti Hai Ki Jab Ham Ek tradeplus karte hain aur Hamari trade Hamari predication se reverse Bob karna Shuru kar deti hai Ham Kuchh time wait karte Hai Magar trade receiver Chalti rahti hai ek Waqt Aisa Aata Hai Ke Hamen lagta hai ki Hamara account Band Ho Jaega to use Surat mein broke Nahin Hamari liye ek factory mohiya Ki Hai Jisko heading 17 tag kahan Jata Hai Jitna lot size Ho kya Hamen order plus kiya ho Uske sem lot size ka order Ham apni trade ke ult me main Laga sakte hain is proakis ko had King Kahate Hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Reverse Hedging

                Forex trading main maximum log hegding tab karty han jab un ka account loss main chal raha ho or wo is ko hegding Kar k wait karty Han ta k ziada loss na ho is ley humy both ziada soch samj k trading karni chae ha ta k Hegding ki zarorat he na pary phr bi jab hegding karny to proper money management or risk management sy trading karny ta k humy ziada sy ziada behtar profit ho or loss sy Bach saken or account safe ho saken or jtny humy apni learning behtar karny gy to hum kamyab ho saken gy is ley humy proper analysis karny seekeny hon ta k hum kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Reverse Hedging

                  Dear Forex trading may maximum log hegding tab Karte Hain Jab Unka account lss mein chal raha ho aur vah isko hegding Karke wait Karte Hain To Taake Jyada loss Na Ho isiliye Hamen bahut jyada Soch Samajh Kar trading Karni chahie Taake hegding ki jarurat Hi Na Pade Fir Bhi Jab hegding current of proper money management or risk management aur share trading Karen Taki Hamen Jyada Se Jyada beta profit ho aur loss Na Ho aur ham Logon se bacche ke aur kaun se wale ho sake aur aur Jyada Se Jyada mehnat Karen aur learning ke sath hi earning Hai jitni Jagah Le Nahin Hogi apni haisiyat Nahin Hogi Jyada Se Jyada Behtar se behtar kam karne ke ismein kamyabi Hasil Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Reverse Hedging

                    Ji bilkul Aasan Tarika Akil Boss gaya tha LOC reverse charging karte hain hedging karne se unko Apne account ko Bachana hota hai Kyunki bahut Sare Log Yahan Par Aise Hain Ki Jo hygiene karke hi Apne dost ko recover karte hain aur barabar Karke close Karte Hain To iska Mere Khyal mein meri Shakal ke mutabik aur meri knowledge or experience ke mutabik iska Koi Jyada fayda Nahin Hai Kyunki Tumse sirf aapka account Ban Sakta Hai Magar aapko kabhi bhi profit Nahin ho sakta aur aap Hamesha Apna Aisa waste karte hain time ko to bata raha hai Jise avoid Karen Kyunki bahut Sare form or broker Kis chij Ko Na Pasand Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Reverse Hedging

                      jahan tak hedging ka taluq hai tu is ko apply karna tu buhat asan hai matlab ap aik hi pair ya commodity main buy aur sell kar laitay hain with same lot jis ki waja say market oper ya neechay ki taraf move karay tu ap ki equity per koi asar nai parta aur wo same rehti hai chahay market kitna bhi upward ya downward move kar jaye lakin mariay khyiyal say hedging ka faida asal ap ko tab hota hai jab ap kai pass achi market knowledge aur behtar analysis karnay ki taqat hoti hai because har trader yahan per profit earn karnay ata hai tu agar hedging kar kai hum trades ko chor dain gay tu kabhi bhi profit nai kar sakain gay us trade main haan albata ap ko agar resistance aur support ka pata ho tu ap phir hedging ka acha faida utha saktay hain means kai ap ko agar pata ho kai market aik certain point per ja kar wapis a sakti hai tu ap apni buy aur sell trade ko accordingly close kar kai profit earn kar saktay hain dono trades kai sath. inexperience logon ko hedging nai kani chahiyay because un ko support aur resistance ka pata nai hota aur wo galat time per trade ko close kar daitay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Reverse Hedging

                        agar multiple pairs me same time me 1 buy aur 1 sell order ko open kia jaye to es ko hedging trading strategy nahi kaha jata hay, hedging trading strategy key ley same pair me hi 2 esy orders ko open karna pardta hay jo key 1 buy ka order ho aur 1 sell ka aur lot size be same rakni pardti hay, traders ko baghir loss key hedging trading ka risk nahi lena chaye ye most risky trading strategy samji jati hay agar loss ho jaye to ye risk le lena chaye magar jab tak loss na ho traders ko 1 hi direction me epny experience key help se profit earn karny key ley risk lena chaye loss ho jaye to per hedging trading karna traders ki majboori ban jati hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Janab ap ki jab trade loss mai ja rahi ho or ap kay pas mazeeed capital na ho tu ap us kay analysis kar kay pair ka ap aik new trade same lot kay sath opposite laga kay chour skaty hain or bad mai ap ko jab analysis sy pata chaly kay jo profit wali trade hai ab us ko close kar daity hain or market return lay kay jo loss wali hai us ko kam sy kam karti jaye gi tu ap aisa kar kay apna loss be khatam kar sakty hain or apni trade sy ap acha faida be hasil kar skaty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X