jaiza : indicators ke forex mai improtance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : indicators ke forex mai improtance
    forex ka kam pakistan mai ho raha hain hum is mai investement be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum iis mai day mai be kam kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy elarning be deta hain or hamye earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote forex aik acha busines hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai apny boss ap he hoty han yai aik wiorld wide business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain
    Last edited by ; 11-11-2019, 04:07 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : indicators ke forex mai improtance

    Dear ais market mai jo log technical par kaam karty hai aun k liay to ye indicators kafi help full hai aor aus par agar ap ne trade karni ho to ap ko ais mai indicators aor aus k sath kuch trading tools hai jin ko use kar k hum ais market mai analysis kar sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai indicators ko dekh k ais market mai trade karni hai to ap ko ais mai indicators k rules ko follow karna ho ga aus mai ap agar koi trade lagaty hai to aus mai ap ko jab indicator exit ka signal dy to ap ais market mai ais mai apni trade ko loss mai hi close kar k trade se nikal jaye tab ap indicators ko use kar k acha profit bana sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12323543
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : indicators ke forex mai improtance

      Jab ham log market Mein indicate ko istemal Karte Hain To isase Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Teri Aadat Hai Teri ya yada indicator istemal karne chahie Taki ham log Jyada Se Jyada profit kar sake aur ham Logon Ko market Mein kamyabi mil sake
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex ka pakistan mai kam ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
        forex ka kam pakistan mai ho raha hain hum is mai investement be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum iis mai day mai be kam kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy elarning be deta hain or hamye earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote forex aik acha busines hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai apny boss ap he hoty han yai aik wiorld wide business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain
        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main indicators ki both importance ha is sy hum market ki movement ko samj sakty han forex trading main jtni behtar trading indicators ki help sy kar sakty han or kisi bi chez sy ni kar sakty han is ley humy proper money management or risk management seekeni ho ge ta k hum successful ho sakty han forex trading best online business ha is sy hum ache trading kar k kamyab ho sakty han is main maximum knowledge or experience hasil kar sakty han or ache earning k sath kamyab ho sakty han is ley humy proper money management or ziada sy ziada ache earning kar sakty han forex trading sab k ley equal ha q k jo mehnat karta ha sabir sy trading karny gy to ap ko maximum profit hasil ho sakty han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : indicators ke forex mai improtance

          Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy indicators forex trading main bot zyada ahmiat rakhty han ham agr in ko use kar k trading karty han to acha profit hasil Kar k successful trader ban skty han forex aik bot bara or behad profitable business hy is m ham agr anylyses ko study kr k best money management or risk management k sath kam karan gy to ham kamyab hon gy forex aik asa wahid business hy jo hamy achi earning or learning dono frahm krta hy ham is m agr achi mehnat k sath or learning k sath kam karan gy to hamy acha faida ho ga hamy is market m agr successfully kam karna hy to hamy forex k rules ko follow kr k kam krna ho ga q k rules k khlaf ja kr kam krna hmari investment k liay nuqsan dy ho skta hy
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : indicators ke forex mai improtance

            Forex market ko traders ne har tarha se jaiza lena hota hay indicators ki importance be bahot zeyada hoti hay news se market ka acha aur conform jaiza to ham le hi sakty hey magar technically be agar market ko samjny ki koshish ki jaye to indicators hamari bahot help kar sakty hey, indicators ko samjna aur techniques key sath trading karna bahot zarori hay, agar short term ki trading karni ho to hamary ley market ka technical base par jaiza lena zarori ho jata hay es situation me ham indicators ki ehmeyat se inkar nahi kar sakty hey, indicators key bary me pehly achi tarha se dekna chaye key kon sa indicator sab se best hay aur demo account me es ka result kia hay ye be check karna zarori hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : indicators ke forex mai improtance

              Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading main dar asal kamyabi esi soorat main hoti hay jab market kay trend aor movement kay mutabiq trading ki jay agar aisa na kia jay aor market kay against trading ki jay to us main loss honay kay chances increase ho jatay hain. Market ki movements and market kay trends ko understand karnay kay liay Forex trading main many types kau indicators use kiay jatay hain aor taqreban all indicators kobohat ziada Forex main importance hasil hay kun k aik aam trader kay liay Forex market ki movement aor market price kay trend ka thek taran say andaza lagana bohat mushkil ho mjata hay lakin indicators ki madad say market trends ko understand karna bohat ziada easy ho jata hay es liay Forex main indicators ko bohat ziada importance hasil hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X