dear jub ham forex markeet main emotions say kaam krtay hain to hamko ziada tar lose ka he samna krna parta hay ab main aap say yeh swal krta hoon k kia hamko cool mined ho kr kaam krna chaye kia hamesha cool minded traders he achi earning krtay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим