Jaiza: Repeated Threads
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Repeated Threads
    Pak forex forum pay members jiss wajah say sub say ziada aik dusray ka loss kertay hain wo repeated topics pay duplicated threads open kerna hai. Pak forex forum wesay tou bohat acha forum hai aur yaha her member dusray member ko faida pohanchamay kay liye he kaam kerta Hai Lakin aksar traders kay zehan mai ye baat nahi rehti hai kay repeated aur duplicate threads members ki bohat ziada mehnat zaya ker daitay hain aur ye kaam wo baar baar dohra bhi rahey hotay hain.

    Jab moderaters forum pay checks lagatay hain tou bohat say thanks Kamm ho chukay hotay hain aur saath saath posts ki tadaad bhi Kamm ho chuki hoti hai. Iss baat say bohat shock pohancta hai. Aur ye iss liye bji ziada hota hai jab kisi member ko samjhanay kay liye posts ki jain aur ho delete ho chuki hoo.

    Iss liye aap sub say guzarish hai kay aik baar jawaab dianay say pehlay aur new threads kernay say pehlay Kam say Kam 2 pages zarur daikh Lia karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Repeated Threads

    Dear ais forum par ap ne agar koi thread lagani hai to ap ko ais mai koi aisa topic select karna chaye jis par ap ki thread ais forum par repeat bhi na ho aor aus mai ap jo baat share kary wo new ho ta k her kisi k knowledge mai izafa ho aor aus k sath sath ap ko ais par log thanks bhi dey agar ap ais mai bar bar aik hi jaisi threads karty rahy gay to ap ko ais mai faida ni hai ais mai ap k threads delete bhi ho sakty hai aor aus k sath sath agar ap ne ais forum par kisi topic par thread lagana hai to aus k bary mai aik dafa search kar ley aor aus k baad ap ais mai wo thread open kary tab ap ko ais mai faida hai agar ap aik jaisy hi thread karty rahy gay to ap k thread ais mai delete hoty jaye gay jin ka ap ko ais mai faida hi ni ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Repeated Threads

      Ham Logon Ko, trader repeat Nahin Karni chahie Is Tarah Se Ham Logon Ko loss ho sakta hai agar Ham Logon Ko Achcha banaa shasan karna hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi tabhi ham log kamyabi Hasil kar sake
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Repeated Threads

        ji bhaijaan is form per aapane agar koi Thread Lagani hai to aapko ismein koi aisa topic select karna chahie Jis per aapki Thread is form per repeat Bhi Na Ho Aur usmein aapko Jo Baat share karen vah new ho sake Har Kisi Knowlge mein izafa ho aur uske sath sath aapko Is Pal ok thanks bhi De agar aap ismein Bar Bar ek hi Jaise Thread karte rahenge to aapko ismein fayda nahin hai Threads ismein aapke delete bhi ho sakte hain aur uske sath sath agar aap ne is form per uske sath sath Agar aapane is form per Kisi topic per Thread lagana hai to Uske bare mein ek dafa search kar le aur Uske bad aap ismein vahThread open Karen tab aapko ismein fayda hai agar aap Ek Jaise hi Karte Rahe to aapko fayda Nahin Hoga balki aapko is se nuksan hi hoga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Repeated Threads

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha Pakistan forex Forum best plate form ha is ley humy is main rules ko follow karna chae ha or bar bar same thraeads post Ni karny chae Han balky humy ziada sy ziada behtar knowledge or ache information wali post karni chae Han ta k aik new members bi aa k pary to usy ache tahra samj aani chae ha or sakun sy trading karni chae ha or ache earning kar sakeny is ley humy apni learning jari rakhni ho ge is ley humy sakun sy trading karni ho ge or behtar planning or strategy sy trading Kar k ache earning karni ho ge jtni ziada mehnat karny gy humy utna he fayda ho ga is key humy ziada sy ziada ache threads or knowledge wali post karni hon ge kamyab hony k ley
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Repeated Threads

            Repeated threads ka nuksan bahot zeyada hay aur faida bahot kam, repeated threads ki waja se hi threads ka bonus ab nahi dia ja raha hay aur repeated threads ki waja se hi new members ki knowledge possible nahi hoti, new aur useful threads ki waja se hi kesi members ko knowledge aur information mil sakti hay repeated threads ko delete be kar dia jata hay aur bonus key ley esy threads ko count be nahi kia jata hay, har senior aur new members ki responsibility ye hay key wo hamesha new thread hi kary aur repeated threads karny ki bilkul be koshish na karen, bonus hasil karny ka short tareeqa jo members repeated threads ki waja se use karty hey un ki esy threads delete hony ki waja se un ki mehnat be zaya ho jati hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X