jaiza : greed karny sy loss hota han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : greed karny sy loss hota han
    forex mai greed hamara dusman hain hamy is ko katem kar ky kam karna ho ga q ky greed karny sy hamy loss ho jata hain hamy mahnet karny per foruce karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha busines hain hum is mai pairs mai or currecny mai trading kar sakty hain hum is mai investment ber kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum agar forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knolwedge gain kar ky mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

    Dear esy traders jes ko loss hota hay un ko apni mistakes ka esaas be ho jata hay apni ghaltiu ko accept karna be zarori hay hamari 1 ghalati greed karny ki be hoti hay me ye nahi kehta hay key loss siraf greed karny se hota hay magar 70% traders ko agar loss ho sakta hay to es ki main waja time par trades ka close na karna hota hay jes ko ham greed karna hi samaj sakty hey, greed ko khatam karny key sath ham market me loss ko be khatam kar sakty hey hamary ley greed karna etna zarori nahi hota hamary ley important ye hay key ham responsible aur discipline key sath trading karen.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

      G ha dear ye to ais market mai hai agar ap ais mai lalach karty hai to ap ko ais market mai loss hota hai ais market mai jab banda koi trade lagata hai aor aus ko profit ho raha ho to banda lalch ki waja se trade ko thory profit mai close ni karta aor trade chalny deta hai magar jab aus trade par loss hota hai to samjh aati hai k jab profit ho raha ho to ais market mai trade ko close kar dena chaye, aisy hi jab banda ais market mai analysis kar k trade banata hai aor lot bari laga deta hai k ais mai aus ko zayda profit ho ga to aus mai bhi lalch kart hai aor aus trade par agar loss ho jaye to aus time phir banda tension le jata hai ais liay ap ko agar ais market mai kaam kar k kamyab hona hai to ap ko ais mai lalch ni karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

        Greed lalich ko kehty hain.
        Lalich boht buri chez hy.
        Zindgi mn kisi bhi field mn ap lalich kren gy to hmesha mon ki khaen gy.
        Logon mn bhi ap badnam ho jaty hain.
        Jab bat hoti hy forex trade ki to is mn to apko phar jitna jigra chaye. Sabr chahye. Agr ap yahan py lalich kren gy to bhai ap ik din apna account wash kr bethen gy.
        Ap lalich mn aa kr zyada trade lot size bra kr lety jis sy halki c movement sy apko boht loose ho jata.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

          Ji han friend ye bt to sb janty han k lalich buri bala hy lalichi insan is dunya m hmasha nakam rahta hy apny lalich ki waja sy wo apna profit b khtam kr dyta hy forex b aik difficult or risky business hy is m to lalichi traders ki bilkal jga ni q k wo lalich m a kr zyada or bari trades open krty han wo forex ko join krty wakt sochty han k forex unan mehnat or learning k bagar hi bot sa profit dy dyta hy or wo jaldi sy ameer ban jain gy mgr apny lalich or over trading ki wja sy wo apna loss krty rahty han forex aik bahtreen business hy jo hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b frahm krta hy forex m ham trading krty han to hamy is m loss b hota hy hamy loss sy dil ni harna chaiy balky apni mistakes sy sekh kr agy barhna chaiy forex m ham apny boss khud hoty han is liay is m ham koi b timetable bna kr us m kam kr skty han forex aik international business hy jo hamy bahtreen profit frahm krta hy
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

            Greed kernay say bohat loss hota hai. Kisi bhi business mai jab greed say kaam Lia jaey tou nuqsaan hota hai. Greed ka Matlab hota hai kay jo kaam achay aur faida man's tareeka say kia jaa sakta hai usay khud he kharaab ker Lia jaey. Jab aik acha profit mill jaey tou us kay bawajud bhi mazeed profit ki khawhish rakhna he laalach aur greed hai.

            Traders jab aik profit target apnay liye select ker laitay hain us waqt unhain apna target achieve kernay kay liye he kaam kerna hota hai aur jab traders ka target achieve ho jaey phir unhain mazid profits kay liye dobara analysis aur trends ko daikhna chaiye aur new trade open ker kay he koshish kerni chaiye. Pehlay waley profits ko safe kerna zaruri hai. Agar aisa nahi karengay tou wo profit bhi greed aur laalach ki wajah say zaya ho jaey ga aur saath saath loss bhi Hao jaey ga jo account ko wash bhi ker data hai. Isi liye kaha Jata hai kay greed say hamesha loss hota hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

              G han boss boht achi baat share ki hy ap nay forex business main jo members lalach aur jald bazi main trading karty hain unhain loss hota hy piary dosto forex business main humain greedy aur hasty ho kar trading nahi karni chahiay balkay achi planning k sath aur patience k sath trading karni chahiay takay humain acha profit hasil ho
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

                Ham Logon Ko market Mein laalach Nahin Karni chahie Agar ham log lalach Karenge To Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi to Aakar ham log market the Achcha profit Hassan kar sake aur ham log Kuchh Na Kuchh banaa sake
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

                  Dear friend duniya ka koi bi business ho us m ham jb tk lalichi ban kr kam karty han humy kuch bi hasil ni hota forex trading main b lalichi trader's ki koi jga ni ham agr ye zahn ly kr trading m aty han k ham ny zyada sy ziada pasa kma kr jaldi sy ameer ban jana hy asy traders forex ko aik easy business smjty han jab k forex aik difficult or risky business hy is m hamy bot zyada mehnat k bad hi kuch milta hy hamy successful hony k liay zyada sy ziada learning karni ho gi hamy forex m kam karty hoay kbi kbi loss b hota hy is m market ka koi qsor ni hota hamy apni mistakes sy sekh kr trading karni chaiy forex aik international business hy ye kbi b band na hony wala business hy
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : greed karny sy loss hota han

                    Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree hoon. Forex trading main ziada tar loss Forex main greed karnay say hota hay. Aam tor par jab traders Forex kay baray main yeh suntay hain k Forex aik profitable business hay aor es say bohat kam time main bohat kam investment say bhi big profit earn kia ja sakta hay to woh esi big profit kay lalach main Forex ka knowledge gain kiay baghair uncompleted learning kay sath without experience trading start kar daitay hain aor pehli mistake bhi yahi kartay hain k without anay Forex analysis small account main big lot size kay sath trade open kar daitay hain jes say hota yeh hay k jaisay hi market nay down movement ki to loss bari tazi say honay laga aor chand seconds yehni bohat kam time main big loss say account bhi wash ho gia aor trade bhi close ho gai es taran pehli trade main hi trader fail ho gia es liay har trader ko Forex trading kay doran greed say har soorat bachna chahiay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Greed trader tab karta hai jab us ko pata hota hai kay ab us ki har trade profit mai jaye gi tu us kay bad woh apni trade bina analysis kay open karta hai ya phir woh daily ya weekly target set kar kay trade kar rha hota hai tu woh target ko jab nahi pounch pata hai tu woh greed ka sahra laita hai. yeh greed bhout sy traders ka common masla hai. jo be es ko apni mistake mai add kar kay again dobara nahi karta hai tu woh just greed sy nahi dour rehta sath main woh apna acha experience bana sakta hai or achi earning har trade sy kar sakta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X