jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : take profit ko use kar ky trading karna
    forex aik acha business hain hum is mai agar trading karna chatey hain to hamy take profit ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha businss hain agar hum take profit ko ignroe kar ky kam kary gy to hamy mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik legal business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bahtren business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy analysis ko zaror use karna chaehy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

    Experience key sath app jes trading tool ka be use karo gey market me es ka faida app ko ho saky ga, take profit ko be stop loss ki tarha hi importance hasil hoti hay app key ley profit ko manage karna etna hi important hona chaye jetna key app stop loss tool use kar key apny account balance ki hefazat karna samjty ho, loss take profit use na karny ki waja se be bahot hota hay app agar note karo to koch orders profit me jany key bad loss me convert ho jaty hey jo traders ko bahot hi emotional kar sakty hey agar esy order ko take profit use kar key hold par raka jaye to ye profit hamara zaya nahi ho sakty ga.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

      Dear ais market mai ap k analysis hi sab se important hai kun k agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai mehnat karty hai aor achy analysis kar k ais market mai se trades nikalty hai agar ap ne ais market mai se achy trades bana liay to ap aun par acha profit bana sakty hai ais market mai ap ko apni trade k sath take profit aor stop loss lazmi lagana chaye tab hi ap ais marketmai acha profit bana sakty hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ap ki trade k sath agar take profit laga ho to ap beshak ho ya na ho market aus level par jaye to ap ki trade close ho jati hai aor aus k sath sath ap ko ais market mai profit ho jata hai beshak aus k baad market wapis aa jaye ais liay her trade k sath take profit lazmi use kary ais se ap ko ais mai kafi zayda faida ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

        Jab ham log trading Karte Hain To Ham Logon Ko take profit kolaj Mr Amal karna chahie Kyunki track profit ko istemal karne se ham log Kafi nuksan se Bach Jaate Hain isliye Ham Logon Ko take profit ko istemal karte hue trading Karni chahie Taki Ham Logon Ko nuksan Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

          Take profit forex trading ka aik aisa tool hai jo traders ko confirm profit haasil kernay ka moqa daita hai. Take profit ka use bhi bihat asaan hai. Jab order ki window open ki jaati hai tou wahi pay take profit ka option bhi show hota hai. Forex trading mai take profit ki setting currencies aur commodities kay liye traders khud set kertay hain. Jiss currency pair mai trade open kerni ho uss kay spread aur future movement ko daikhtay huay lot size kay mutabiq take profit set ker Lia Jata hai. Agar lot size ziada rakha hoto take profit kay pips Kamm he rakhna behtar hota hai. Issi tarah commodity ki trade open kertay waqt take profit ziada bhi rakha ja sakta hai kiyu kay commodities jaisay jay metals ya energies hain unn ki movement ziada aur tez hoti hai. Take profit set ker kay trader ki ye pareshani khatam ho jaati hai kay trade ka profit aik baar movement ki wajah say kahi trade close na kernay ki soorat mai khatam na ho jaey.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

            Ji han friend ap ki bt drust hy ham forex m trading krty han to hmary pas bagar loss kiay profit hasil karny k trading k kuch tools hoty han jin ko istmal kar k ham trading m kamyab ho sakty han jin m sy ahm tool take profit b hy wasy to hmary liay tmam tools hi important hoty han mgr forex jasy bary or risky business m take profit bot ahm tool hota hy jis k zariye ham apny profit ko loss m jany sy phly hi rok dyty han mtlb ham jo trade open karty han or us m take profit ka istamal krty han to hmari trade jb profit m chal rehe hoti hy or ham market ko wach ni kar rahy hoty or hmari trade profit sy loss m jany lgti hy to take profit py close ho jati hy ham take profit or stop loss apni trading m use kar k kisi b bary nuqsan sy bach kr profit hasil Kar sakty han forex trading aik bot bara online profitable business hy is m hmari mehnat k bagar hamy kamyabi ni mil sakti
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

              g han ap ny bikul sahi bat ki hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain trading k sub he rolls ko achi trha se use kar k apni trading karni hoti hai jis se hum apni trading ko bahtr kar skty hain or kamyab ho skty hain or un main se aik take profit bhi hai forex tarding main take profit aik aysa too hai jis k bgaor hum apni trading kar he nahi skty hain or aghr hum karengy tu hmain os se koi faida nahi milny wlala hai forex main take profit ko achi trha market ko smjhny k bad set krna chahye q k baz okat hmain market kam profit show krwati hai jis se hmain andaza ho jata hai k hmain kam profit hoga or kbhi kbhi market main acha trend chal rha hota hai jis se hmain boht acha profit mil jta ai es liye take profit ka level otna rakhen jitna apki market os tak ja saky yah na ho k apki market os tak jay he na or apko kuj mily he na es liye soch smjh kar ap kam karen apna trdaing ka
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                Ji han bhai jaan aap bilkul sahi baat ki hai frustrating Mein Jab Ham trading Karte Hain To Hamen trading ke rules ko acchi Tarah Se use Karke apni trading Karni Hoti Hai jisse ham apni trading ko Bistar kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain aur Un message Ek Tak profit bhi hai Forex trading mein tag profit Ek Aisa To Hai Jiske bagair Ham featuring kar hi nahin sakte hain aur Agar Ham Karenge To Hamen usse Koi fayda Nahin Mile ne wala hai frocks main tag profit ko acchi Tarah market ko samajhne ke bad set karna chahie Kyunki bus pocket Hamen market kam profit show karvati Hai jisse Hamen andaza ho jata hai ki Hamen kam profit Hoga aur kabhi-kabhi Market Mein Achcha Trend chal raha hota hai Ajit se Hamen bahut Achcha profit Mil Jata Hai isliye tag perfect ka level utna Rakhna Jitna aapki market use Tak Ja Sake Na Hoke aapki market use Tak Na Jaaye to aapko usmein bolya nuksan ho jaaye
                 
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                  Ji Bhai Jaan is market mein aapke analysis ki sabse important hai Kyunki agar aap is market Mein kaam karte hain to aapko is market Mein fayda tab Hota Hai Jab aap is market mein baat karte hain aur acche NLC Karke is market mein se trades nikaalte Hain Agar Apne is market mein se acche treat banaen liye to aapane UN per Achcha perfect banaa sakte hain is market main aapko apni Chahat ke sath Tak profit aur shop close lazmi Lagana chahie tab hi aap is market Mein Ek Achcha kam kar sakte hain aur Achcha profit banaa sakte hain Kyunki is market mein agar aapane Dekha Hai To aapki trade ke saath August Tak profit Laga Ho To aap beshak Ho Ya Na Ho market is level per Jaaye to aapki trade close Ho Jaati Hai aur uske sath sath aapko is market Mein profit ho jata hai beshak Uske bad market Wapas a Jaaye isliye Har trade ke sath Tak profit lazmi use Karen isase aapko is market Mein Kafi jyada fayda ho sakta hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                    Assalamu Alaikum dear friend ji han yah bilkul bahut hi Achcha question hai take profit ko use karke hi Ham Achcha business kar sakte hain Kyon Ki Forex Mein investment ke bagair kam ho sakta hai lekin Agar Ham Kuchh Bada kam karna chahte hain to usmein investment Jaruri Hota Hai aur aur take profit ko use Karke ham trading kar sakte hain ismein Ham Raat Din Har Waqt kam kar sakte hain ismein Ham Agar bahut jyada mehnat aur Himmat se kam Karenge To Hamen Jyada bonus milega jisse Hamen bahut jyada profit Hoga aur mein acche businessman banenge
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                      forex trading main hamisha take profit ka use kar k apni trading karni chahye qk aghr hum apni trading main take profit ka use nahi karty hain tu hum kbhi bhi apni trading main profit earn nahi kar skty hain es liye hmain es chez ka khas khyal rakhty howe apni trading main take profit ka use krna hoga forex main boht se mambers apni trading main bara take profit ka use karty hain jo k galat hota hai q k aghr hum bary points k sath apna take profit select karty hain tu hmain baz okat otna profit milta bhi nahi hai hmain lalach nahi krna hai hmain market main kam points par take profit ka use krna hoga jis se market hmain asani se hmara profit de kar kamyab ho saken jub hum lalach karty hain tab he hmain loss hony lag jata hai tu yah apni trading main se khatam karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                        Assalam o alaikum friends market mai ap k analysis hi sab se important hai kun k agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai mehnat karty hai aor achy analysis kar k ais market mai se trades nikalty hai agar ap ne ais market mai se achy trades bana liay to ap aun par acha profit bana sakty hai ais market mai ap ko apni trade k sath take profit aor stop loss lazmi lagana chaye tab hi ap ais marketmai acha profit bana sakty hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ap ki trade k sath agar take profit laga ho to ap beshak ho ya na ho market aus level par jaye to ap ki trade close ho jati hai aor aus k sath sath ap ko ais market mai profit ho jata hai beshak aus k baad market wapis aa jaye ais liay her trade k sath take profit lazmi use karna behtar hota hy.helpful hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                          forex trading main take profit aik best trading tool hai jis main hum apni trading main use kar acha profit lay skty hain es liye es ko apni trading main use karen ta k ap apna acha or miyari profit haisl kar skty hain forex main kbhi bhi apni trading main take profit ko ignor na karen qk yah apka profit hota hai jo ap apni trading main set karty hain forex main take proft ko apny accounts or apni market k hisab se set krna hota hai q k aghr ap zayda take profit ka use karty hain tu hmain kbhi bhi zayda profit nahi lay skty hain tab he hmain loss hota hai es liye hmain apni trading main kamyab hona chahty hain tu hmain apni trading main soch smjh kar apni trading main yah tool use krna hoga nahi tu hmain loss hony k chnaces bhi zyda hoty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                            Forex trading karne ke liye aapko ek trading terminal ki zarurat hoti hai jo ke metatrader 4 iska best option hota Hai jis per aap kam karte hue acchi aur Nahin Le sakte hain. metatrader 4 isliye tamam traders Ka intekhab hota Hai kyunki is per kam karna bahut aasan hota hai aur is mein tamam chart graphics aur tools read karna bahut aasan hote Hain. Metatrader 4 per common tools used hote hain jinko stop loss and take profit kaha jata hai aapane apni post mein dekh profit ke bare mein acchi Rai di hai aur hamesha take profit use karke trading karna ek bahut acchi strategy samjhi jaati Hai. Jitne bhi professional traders hai vah stop plus use karne ki wajah take profit use karne ko ziada preferred karte hain kyunki is stretgy ke tahat aap Forex mein zyada earnings Le sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : take profit ko use kar ky trading karna

                              Ji han bilkul take profit ke sath trading Karte Hain To yah Ek bahut hi accha Tarika hai Kyunki take profit ki help se Ham bahut accha profit kar sakte hain jaise ki agar aapane koi trade open ki hai to usmein aap market se out ho chuke hain to Kisi bhi vajah se market se out Rahane ki vajah se market aapke soche eway plan ke mutabik up Gai ho aur Wapas aapki trade laws Mein a chuki ho to ya FIR aapko bahut jyada pareshani Ka Samna karna padta hai to uske liye jaruri hai ki apni fatrade open karne se pahle take profit Sath Jarur lagaen Taki Jab aap market se out bhi ho aapka system Band Ho Jaega kisi vajah se aap market ke sath touch Na Rahe lekin Tu Jab market bus stand per Jayegi use point per pahunch Jayegi to tab autotrade close ho jayegi aur aapka profit Hit Ho Jaega To aapka profit save ho jata hai to isliye Har trade t time take profit aur stop loss ka istemal Karen jisse aapko accha benefit Hasil Hoga aur aap trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X