markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?
    dear members maira aap say yeh sawal hay k kia agar ham kuch dair tak forex markeet say out rehtay hain to is k baad in honay say hamara knowledge waisa he rehta hay ya zaya ho jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

    Nahe dear aisa to ni hota magar jab ap ais market se kafi time tak bahir rehty hai to aus se ap ko ais market mai pata ni hota k ais time market ka kai trend chal raha hai agar ap ne ais market mai trade lagani ho to aus ko 2,3 din observe kary aor aus k baad ap ais market mai kaam kary gay to ap k pass jo phly experince ho ga aus k hisab se ap ais market mai achi trade laga sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai ais mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai aik dafa kaam sekhna hota hai aus k baad ap ko ais market mai agar time na mily to ap ko khuch bhoolta ni hai kun k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai aor aus k baad ap ko profit hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

      Nhi is ky sath sath him logo ko demo account py practice jri rkni chyae ta ky him log forex market Se Achcha profit Hassil kar sakte jib him log dobra trading start kre to him logo ky pass zayada knowledge ho jis ki waja sy him log market ma kamyabi hoty ha or Acha profit bna skty ha is leya him logo ko zayada sy zayada kam krna ho ga forex market ma
      • #4 Collapse

        Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

        Jab bhi insan koi kaam karta hay to us ka knowledge us kaam main increase hota jata hay bilkul isi tarha forex ka knowledge bhi watar kay sath sath increase ho jata hay jo kay daily basis pe kam karnay se prefect hota hay agr ham is main kaam nai karin gay to ye waqat kay sath sath decrease ho jata hay wo is pe wo polish nai rehti jo honi chahiye is liye agar long time tak market se untouch rahin to jab wapis aain to atay sath hi direct is main trading nai start kar deni chahiye balkay kuch period tak demo account pe practice karnay kay baad real trading start karni chaihiye..
        THKS
        • #5 Collapse

          Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

          Ilm ik esi dolat hy k koi bhi isko cheen ni sakta.
          Forex mn kuch arsa kam chorny sy knowledge zaya ni hota. Han mgr thora backfoot py chla jata hy. Jab ap daily ik kam krty ya field mn hoty to apka ilm daily increase hota hy. Mgr jab ap chir dety hain to wahan py stop ho jata hy is liye log kehty k knowledge kam ho gya hy. To actually uska ilm kam ni hova hita mgr baqi ki nisbat jo Daily kam krty hain unka ilm barh jata us ki nisbat jo chor deta islye lgta k ilm kam ho gya.
          • #6 Collapse

            Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

            dear forex market main ju ap nay knowledge sekha lia hai wo tu kam nahi ho ga mager jab ap market say door rehty hain aur kafi arsy ky bad ap dekhty hain tu ap ko jiss chez ki need hoti hai wo apka experience hota hai aur experience practicaly karny say ata hai knowledge tu wo he rehta hai mager experience forex market ki changing hony waja say badlta rehta hai aur kuch method bhi change hoty hain kyon ky forex market aik jesi nahi rehti ha aur na he aik jesi move hoti hai ap ko update rehna parta hai sath sath jab bhi ap kcuh din leave kar ky market main wapis jaty hain tu sab sy pehly ap ko dmeo account main achi tara say practice kar ky apni skils ko dekh laina chaheay phir he ap ko forex main again real account main kam karna chaheay es lea ap ko loss nahi ho ga ju ho ga demo main ho ga aur ap ko apni skils ki testing ho jay ge.
            • #7 Collapse

              Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

              G nahi dear esa bilkul be nahi hota hay app agar long time tak Forex market me trading nahi karty to ho sakta hay koch cheezi Forex business se related app key mind se nikal jaye magar 1 month ki trading karny se app pehly jesi trading karny key position me a sakty ho, koshish yahi karni chaye key Forex market se khud ko zeyda din tak door na raka jaye Forex market ka knowledge aur experience hamary ley important hoty hey hamy es ko zaya nahi karna chaye agar app market me trading nahi karty to per be koch trading learning karny key ley nikal leya karo.
              • #8 Collapse

                Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                dear agr hum market main kuch arsey main off hote hein tu phr hume hamre knowledge main nuqsan ho jata ha hume is main dobra se knowledge hasil krna parta ha hume is main menat k sath kam krna lazmi ha hume is main daily analysis ko9 fallow krna lazmi ha jitna acha kam krein gey utbi hi jaldi hum is main kameyab ho sakte hein hume is main daily analysis ko dekhna lazmi ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko dekh k kam krna hota ha agr hum is main daily kam krein gey tu bohat asani se hum is main kameyab ho sakte hein hume is main acha se acha work krna lazmi ha tecnical analysis ko dekhna hi market kz asal analysis hasil krna lazmi ha hume is main demo account ko use krna chaiye
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                  Kuch Arsa chorne se koi nuqsan nahin hota

                  Forex aik aisa business he keh agar hum is business ko aik dafa achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum chahe isko kuch arsa keliye chor bhi dete hein to hamen koi bhi nuqsan ya koi bhi aisa kam nahin hota he keh hamare knowledge zaya ho jaye because forex business mein aap ko just aur just achey analysis ki zarurat hoti hey jo keh aap kisi bhi time kar skatey hain aur mein samjhta hun keh agar 24 hour mein apke pas totally Adha ghanta bhi ho to aap us mein bhi isko achi trha se kar saktey hain is chez mein aisy koi limit nahin hey keh aap is mein kam work karen ya ziada yeh apke uper hi depend karta hey aur apke analysis ke uper hi depend karta hey aap is ko agar kuch arsa chor dete hein to is se koi farq nahin parta hey aap dobara se easily comeback kar saktye hain.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                    Forex trading business ka knowledge Agar achay tareekay say haasil kia Gaya Hua ho aur iss lki learning bhi serious ko kay li jaey to koi bhi trader jitna arsa bhi iss businesses say dur rahey usay koi masla nahi hota aur na he ye aisi knowlegd ya learning hai jo kisi ko bhool jaey.

                    Forex trading business aik world wide business Hai jiss mai kaam kernay ka moqa jab bhi milay zarur avail kerna chaiye aur achi Tarah is say seekh laina chaiye. Aur kerna na kerna ya kitnay arsay kerna hai ya chorna hai. Kiyu kay dobara jab bhi isay shuru kerna ho to masla nahi ho.

                    Ziada time kay baad sirf softwares ki updates he seekhni parengi baaki sub tou wohi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                      Assalamu alaikum my dear friend muhtram traders baat yah hai ki agar ham log kisi bhi kam ko lagatar karte Rahe to usmein hamara experience jyada ho jata hai lekin agar Ham kisi bhi kam ko chhod nahin ja usmein se kuchh achcha sach mein Na Rahe to Ham use tarah dobara agar kam karenge to nahin kar payenge kyunki hamara experience kam ho chuka hoga to ISI tarah agar Ham Forex trading ki baat karen to Forex trading ke hawale se bhi agar Ham ismein trading karna chhod den to ismein kamyabi mushkil Ho jaati hai lekin agar Ham mehnat aur Dil laga ke kam karte rahenge to dobara se hamesha main apna experience hasil kar lenge aur acchi earning karne ke kabil Ho jaenge isliye hamen chahie ki hum Forex ke sath touch Rahe aur iski Jo news hai aur usko daily dekha Karen uske bad candlestick pattern ko jarur use Karen har indicator tools ko har strategies ko hamen acche se dekhna chahie aur uski practice karni chahie tab jakar Ham Forex trading mein kamyab Ho payenge otherwise lost to hamara ho hi raha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                        nahi dear market ko chorny say hamra knowledge zaya nahi hota hai ju ap ny aik dafa seekh lia hai wo ap ka kabhi bhi zaya nahi ho ga ager ap aik month bad bhi market main wapis aty hain tu ap kuch din demo main practice kar ky phir say usi method say trade kar sakty hain mager ap ko pehly demo main apni trade ko chek zror kar laina chaheay kcuh din laga kar practice karni chaheay phir he ap success ho sakty hain es lea ap ko forex market main pehly tu leave nahi karna chahea chahy ap mobile pay he kam karty rahin ya mobile pay he demo acount ko open kar ky us main market ko chek karty rahin es say ap ko dialy baisi pay market ki satuation ka pata chalta rahy ga aur ap forex market ky sath touch main rahi n gay es lea mera ap ko yehi mashwra hai ky touch rahin forex market main phir ap ko koi masla nahi bany ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                          Salaam alaikum dosto Ham jab bhi kisi bhi kam ko karte Hain lagatar karte rahte Hain to hamara experience pata rahata hai lekin jab agar Ham study ko hi le lenge Ham study continue rakhen aur School rojana jaate rahen to hamara Jo study ka level hai vah aap rahega lekin agar hamari jab chhutiyan aati Hain jab ham teenmar ki chhutiyan gujar kar dobara School jaate Hain to hamara experience level vaisa nahin hota aur na hi hamare pass Paisa knowledge hota hai kyunki Jo hamen paida hota hai vah Ham khel kud mein bhul chuke hote Hain SO isliye hamen chahie ya Ham Forex trading co bhi karte hue iske sath mein rahe aur Forex trading co dekhte Rahe chahe hamare paas kaun Ho ya Na Ho kam se kam Ham market ko bahut karte rahen Taki hamen pata chal raha hai ki kis pair ki price action kis tarah chalti hai aur kis pair per chat kis tarah move kar raha hai aur kaun se pare per trade bani hai aur kis pair per hamen abhi trade nahin karni hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet ko kuch arsa chornay say hamara knowledge zaya to nai ho jata ?

                            Market ko agar aap daily basis Barbad karte rahenge to aapko Apne bete ko Lagane Mein aasani Rahegi agar aap bhi Hamen Chhod Denge FIR aapko Apne analyser se ko 12 se start karna padega aur Kafi Mushkil Ka Samna bhi karna pad sakta hai isliye aapko chahie kya aap Hamen chahie Apne capital Ho Ya Na Ho Apne analyses koay Kheda ke Ek Bura Waqt Aane per aapko acche tarike se Pata Hoke aapko kya karna hai aur Market ki situation Mein Se Kaise handle karna hai yah sab bahut jyada Jaruri chij hoti hain Ek Jabardast Business mein kamyabi Hasil karne ke liye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X