jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary
    agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy mahnet kamyabe ke razz hain hum mahnet kar ky har muskil kam ko asan bana sakty hain hamy ache leanring gain kar ky mahnet sy ir tawajo sy kam karna chahey pher he hum pasia kama saky gy forex ak bohat bara business hain hum is mai night mai be kam kr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

    Mehnat kamyabi ki kunji hy.
    Zindgi mn ap kisi bhi field mn mehnat kren gy to ap hi hi ni sakta k nakam hon. Ap zarooor kamyab hon gy. Jo jitni mehnat krta hy usi hisab sy apny field mn utna hi kmyab hota hy.
    Same forex mn jo bhi bnda hard strugg kry ga to wo usi hisb sy kamyab hoga ab kuch trader zyada expert kuch thora kam to wja yehi hoti k har bndy ki mehnat kitni or us ka ustad kitna mehnti jis ny usy training di to plz mehnat kkren ta k kamyab hon
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

      Forex market main hamain kamyabi tab hasil ho sakti hai jab ham profit ky liay use hony waly tamam options ko achi terha learn ker lety hain ky hamain forex market main risk management learn kerna hoti hai ky ham jab bhi trade open kerain tou apny balance ky hisab sy risk lain aesa na ho hamara balance small ho aur ham bara risk ly ker trade open ker lain aur hamain loss hona shoru ho jaey tou hamain risk management ky sath sath money management bhi learn kerna hoti hai ky ham apny balance per kis pair main trade ker sakty hain aur same trade main hamain kitni lot use kerni hai kahan tak ham loss ko bardashat ker sakty hain aur hamain Kitna profit hasil kerny ky bahd trade close ker leni chahiay yeh sab money management main ata hai isky bahd kisi bhi pair main trade open kerny ky liay achy planning kerna learn kerna hota hai ky ham apni open trade main loss ko aik limit tak rakhty hain aur profit ka bhi target select ker lety hain hamain chahiay ky ham forex market main profit ky liay use hony waly tamam options ko achi terha puri mehnat sy aik dafa learn ker lain then hamain future main forex market main trade kerny per acha profit hasil hota rehy ga
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai zayda mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamyabi hoti hai agar hum ais market mai dekhy to ais mai jo banda kaam sekh leta hai aor aus k baad ais mai market mai money management k sath kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho sakta hai agar ap ais market mai kaam sekhna chaty hai to aus k liay ap ko ais market ki moment ko samjhna pary ga aor aus k sath sath ap ko ais market mai mehnat karni ho gi tab ap ais market mai kamyab ho sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ne ais market mai kisi teacher se kaam sekhna hai to ap ko ais mai aus k experince se faida authana chaye ais tarha ap kamayb ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

          Hardworking ki ahmiyat.
          Pyare doston business koi bhi ho sakta hai lekin us ke liye hardworking bahut zaruri hoti hai aur start mein to hard working ko bahut ziada ahmiyat hasil hoti hai. Jab aap ka system ek streamline Ho jata Hai to phir aap normal routine se work karte Hain Magar inline karne se pahle aapko bahut ziada time Lena parta hai tab ja kar aap ka han business ya phir setup hoti hai. Skills and hardwork Jab donon Ho akhty Ho Jain to Kamysbi mukaddar ban jaati Hai Magar jab tak yah donon chizen alag alag hoti hai to kamyabi 50% per chali jaati Hai. Kyunki yah do aisi chizen hai ke in mein se ek maujud ho aur dusri na ho to aap ko kam karne mein mushkilaat a sakti hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

            Agar Ham Logon Ko forex market Mein kamyabi Hasil karni hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna hoga Taki ham log forex market Se Achcha profit hassil kar sake aur ham Logon Ko Jyada Se Jyada kamyabi mil sake
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

              Friend zahir c bt hy ham koi kam achy sy mehnat sy or dil lga kr krty han to hi us ka result hamy acha milta hy dunya ka koi bi kam ya business ho us m ham tbi successful hoty han jb ham us m mehnat krty han forex b dunya k sb sy bara profitable or aik risky business hy is m b hamy zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy mehnat m hi kamyabi ka raz hy agr ham is m mehnat kr k achi learning acha knowledge or experience hasil krty han to hi forex market m run kr skty han agr ham chahty han k bagar mehnat k hi hamy sb kuch hasil ho jaiy to ye namumkin c bt hy ham agr forex m lalichi bn kr ya emotional ho kr kam krty han to b hamy kuch hasil ni hota hamy isy apna business smjty hoay mehnat or bhrpor lgan sy kam krna chaiy
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

                bilkul g me is baat say fully agree karta hun k mehnat he sab kuch hey or hamyn dunya k andar reh kar kamyabi hasil karni hey to hamyn mehnat say kam lena chaehay or aisa he kuch yaha forex trading market k business me b hey k yaha reh kar agar apko kamyaab hona hey to apko chaheay k ap is me bharpoor mehnat say kam kren or is me apni learning ko mazeed behtar banyn ta k hamyn kisi chez ko samjhny me mushkil paish na ay or kamyabi k liay agar hum chup chaap beth kar investment kar k earning ka zehan rakhyn to mery khyaal say is trah kabi b earning nahi ho sakti kiu k earning k liay hamyn mehnat karna parti hey or hardworking kar k thek say achy experience k sath trade kar k he hum profit earn karny k kabil ho sakty hen
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

                  Ji han aapane bilkul sahi kaha agar Ham forex Mein kamyab hona chahte Hain to hamen jyada se jyada mehnat karni hogi aur achcha Na Lage rahata experience share karna hoga fir bhi Ham kamyabi hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehmat krta hun forex trading main kamyb hony k liye zyda se zyda mahnt karenq k jub ap mahant karty hain tu apko apki trading main kamybhi bhi mil jati hai or ap apni tradng main achi earning hi gain kar skty hain es liye apni trdaing ko en awamal par mal kar k karengy tu ap kamyb jaldi ho jaengy.
                    1: forex ki learning best karen q k jub ap forex ko achi trha sih kar karengy tu ap zyda ach aor paiydar kam kar skty hain
                    2: jitna forex ka knolwedge gain karengy otna he ap k liye benifit sabi ho skta hai q k jub ap ka knwledge best hota hai tu apko loss hony k chnaces kam se kam hoty hain.
                    3: forex ko real accout main karny se pahly demo account main practice karen jitna ap trdaing ko janty hain demo par trading kar k os ki practice karen jis se apko trdaing k bary main kafii kuj sikhny ko mily ga pher apko real account main trdaing karny main asani hogi or ap achi trading kar sakengy.

                    e points apr aghr ap amal karty hain u ap apni trading main achi trading kar skty hain or kamyab bhi ho skaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

                      Kamiyab hone keliye Mehnat karen:

                      Is mein koi shak nahin he keh chahe dunia ka koi bhi business ho us mein mehnat ke baghair kamiyabi hasil karna na mumkin hey aur forex business mein bhi same isy trha hi hey aur hum is business mein jitni ziada mehnat kartey hein aur jitna ziada hardwork kartey hein hum utna hi ziada is business mein achi trha se successful ho saktey hein aur aik achey trader ban saktey hein Otherwise hum is mein totally fail hi hotey hein isliye hamen is business mein ziada se ziada hardwork karna chahiye aur mehnat karni chahiye beshak is mein koi shak nahi he keh hum bohot hi jaldi is business mein agey barhtey jatey hein aur is mein kamiyab hotey jatey hein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

                        Mehnat kaamyaabi ki zamanat hai. Koi bhi business ho us mai kaamyabi kay liye pehli shart mehnat he hoti hai kiyu kay mehnat kay baghair koi bhi goal haasil nahi ho sakta hai. Forex trading business mai bhi jo jitni ziada mehnat kerta Hai utna he ziada kaamyab rehta hai. Forex mai mehnat pehlay din say he shuru ki jaati hai aur jo traders iss baat ko samajh laitay hain kay pehlay he din say ki gai mehnat unhain kaamyab aur successful trader Bana day gi wo he successful trader bantay hain.

                        Forex ki learning aur knowledge kay liye mehnat bohat zaruri hai. Forex ki learning kay liye pak forex forum say bhi istafada kerna chaiye. Iss kay elawa internet pay bohat sa mawaad mojud hai jiss say faida uthaya jaa sakta hai. Issi Tarah demo trading account pay bhi mehnat say kaam kerna chaiye kiyu kay demo pay mehnat kernay ka faida real trading account mai milta hai jo kay achay profit ki shakal mai saamnay ata hai aur traders ko unki mehnat ka phall mill Jata hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : kamyab hony ky liye zada mahnet kary

                          Hard work

                          Forex business ki learning agar continues daily aur routine key sath ki jaye to esy hard work ki bahot importance hoti hay ye hard work kabi be zaya nahi hoti trading me traders ki ye hard work (jo key long time se traders karty hey) zaror faida de sakti hay, Trading trading business me 2 types key traders kamyab hoty hey 1 hard work karny waly traders jo key uneducated traders be ho sakty hey aur 1 esy traders 100% successful ho sakty hey jes ne finance aur economic se related subject ka education hasil kia ho, agar app ki education be kam hay aur app ne expert trader banna hay to app sab key pass 1 hi option hay aur wo hay mehnat se learning karni chaye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X