Trader and Ivester main kia farq hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader and Ivester main kia farq hota hay?
    Trader and Ivester main kia farq hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader and Ivester main kia farq hota hay?

    Dear jaha tak baat hai trader ki to ais market mai jo banda analysis kar sakta hai aor ais market mai trade karta hai aus ko trader kehty hai agar ap ais market mai kaam sekhty hai aor aus k baad ais market mai trade karty hai to ap ko ais mai trader kehty hai agar ap ko ais market mai kaam karna ni aata aor ap ais market mai kaam karna chaty hai aus k liay ap sirf ais market mai investment karty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar ap ais market mai investment karty hai to aus par ap ko half profit milta hai agar ap ais mai koi trade karty hai to ap ko ais market mai khud kaam ni karna parta hai bas ais mai ap ko paisa lagana hota hai aus par ap ko profit hota rehta hai aor aus se ap ko bhi faida hota hai aor jo ap k paisy par trade karta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trader and Ivester main kia farq hota hay?

      Trader aur investor main bahot farq hai ky kuch investor aesy hoty hain jo forex market main investment kerny ky bahd khud trading kerty hain tou khud hi investor bhi hoty hain aur khud hi trader bhi tou kuch investor aesy bhi hoty hain jo forex market main sirf investment kerty hain aur trading ky liay expert trader ko task dety hain aur deal kerty hain ky achy traders agar unki investment per trade kerain tou jitni earning kerty hain uski kuch percentage share kerty hain lekin best wohi hota hai ky khud investment kerain aur khud achi trade ker ky kuch profit hasil kerain taky hasil hony wala profit sary ka Sara apna ho us main kisi investor ya reader ka share nehi hona chahiay so forex market main traders aik hi terha ky hoty hain lekin investors two types ky hoty hain aik woh jo investment per khud trade kerty hain dusry woh jo investment tou khud kerty hain lekin trade other traders sy kerwaty hain tou dono suraton main investors ko profit hasil hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Trader and Ivester main kia farq hota hay?

        Investor aur trader mai kaafi faraq hai. Trader trading kernay waley ko kaha Jata hai aur investor investing kernay waley ko kaha Jata hai. Investors sirf invest ker kay profit mai share laitay hain aur unhain loss say koi gharaz nahi hoti aur loss ki zimadaari bhi investment use kernay waaley ki hoti hai. Invester ki investment safety ka guaranter bhi usay business mai use hota hai.

        Traders khud he invest kertay hain aur khud he trade kertay hain. Aur apni investment ki zimadaari bhi usi pay hoti hai. Loss aur profit bhi trader ka apna hota hai. Forex trading business mai aksar traders dusroo ki investment pay trading kertay hain jiss ki wajah say unn pay double burden hota hai. Iss liye sirf apni investment pay he trading aur buisness kerna chaiye. Kisi dusray kay liye mehnat kernay ki bajaey apnay liye he mehnat karain
        • #5 Collapse

          Re: Trader and Ivester main kia farq hota hay?

          Investor Jyada Se Jyada hardworking Karta Hai Jab catarata Apne Waqt ko bacha kar trading karta hai aur vah acchi training Karke Achcha profit hassil kar sakta hai isliye Ham Logon Ko Bhi Ek acche trader Ki Tarah kam karna hoga Taki ham log forex market Se Acha profit hassil kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Trader and Ivester main kia farq hota hay?

            aik trader ho wo hota hai ju apni trade khud he close karta hai khud he lgaata hai aur khud he apne analysis karta hai aur profit aur loss ka zimadar bhi khud he hota hai aur dosra aik investor wo hota hai ju sirf pesa trading mainn invest kar sakta hai khud trade nahi kar sakta yaus ky pas forex ka kam experience hota hai phir uss ky pas trading ka time nahi hota ha jiss ki waja say wo chahta hai ky mera pesa invest ho trading main aur main share khata jaon en main say ziada faida trader ko hota hai aik tu us ko profit milny ky sath sath forex ka experience milta hai aur dosra wo forex main aik bohut he achy level pay pounch rhaa hota hai ager wo aik successfull trader hai tu forex main ager ap ky pas acha experience hai tu ap big investor say bhi ziada fiady main reh jaty hain kyon ky ap ky pas aik nahi balky bohut sary log ayyin gay ju ap say apna account ko mange karwain gay es lea ap ko forex main pehly achi tara say epxerience karna chaheay investor khud ap ky pas ata ha.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trader and Ivester main kia farq hota hay?

              Trader aur investor me difference ye hota hay key 1 trader app key ley be trading kar sakta hay aur har kesi key account ko manage kar key trading kar sakta hay aur ye be ho sakta hay key koch fees charge kar key be kesi other investor key ley market me apna experience aur knowledge use kar key trading kary, jab key investor wo hota hay jo apni hi real money account me aur Forex market me invest karta hay esy investors kesi other ki help ley baghir hi market ko analysis be karta hay aur trading be khud hi karta hay, traders apni investment se zeyda other ki investment se faida leny ki koshish karty hey.

              اب آن لائن

              Working...
              X