Hedging Strategy kesy place hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging Strategy kesy place hoti hay?
    Hedging Strategy kesy place hoti hay?
    Apna zati experience share karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging Strategy kesy place hoti hay?

    Forex trading business aik world wide business Hai. Iss business mai traders ko profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai. Agar daikha jaey tou ziada ter traders profit ki bajaey ziada planning loss roknay ki kertay hain aur rok na sakey tou Kamm kernay ki koshish kertay hain aur uss kay liye jo strategy use ki jaati hai usay hedging ka naam diya gaya hai. Hedge ka Matlab rokna ya rukawat daalna hai. Iss strategy ko apply kernay say assal mai loss kay opposite aik new trade say rukawat banai jaati hai aur iss ka maqsad ye hota hai kay aik trade Agar mai loss mai gai hoto dusri trade profit mai Janey say account balance ko equal rakha Jata hai.

    Hedging kernay kay liye zaruri hai kay jiss trade mai loss ho raha ho uss kay opposite trade lagai jaey ussi pair mai opposite trade nahi lagani chaiye. Jaisay eur/usd mai sell ki trade mai loss ho raha hoto eur/usd mai buy nahi lagani chaiye aur usi trade ki wapsi ka wait nahi kerna chaiye. Bulkay usd/chf ya kisi aur aisay pair mai jiss mai usd pair pehlay likha ho uss mai buy ki trade mai lot size double ker kay trade open ker laini chaiye. Ye hedging ka asal tareeka hai. Umeed hai is post ko parhnay waley tamaaam members apni tasheeh zarur ker laingay
    • #3 Collapse

      Re: Hedging Strategy kesy place hoti hay?

      Dear ap ko hedging k bary mai bata deta hun ais mai ap ko khud orders lagany hoty hai ais mai ye ni hai k ap k orders khud hi lagty rahy agar ap ais mai robot use kary gay to aus mai ap k orders auto par place hoty jaye gay ais mai ap ne agar manual kaam karna hai to ap ko ais mai aik trade lagani hoti hai aor aus k take profit aor stop loss k sath pending order laga lena hota hai aus par ap jab koi trade lagaty hai to aus par agar ap ko profit ho to pending order ko delete kar dety hai agar market ap k opposite jati hai to aus mai ap ka pending order lag jata hai aor aus k sath hi hum ko ais market mai next pending order lagana hota hai agar ap ais market mai pending order lagaty jaty hai ap ko ais mai profit hota rehta hai.

      Click image for larger version

Name:	Hedging.jpg
Views:	6
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12323533
      • #4 Collapse

        Re: Hedging Strategy kesy place hoti hay?

        Aapane bahut hi acchi information share ki hai main aapki baat se bilkul aagrah karta hun Agar ham log Is Tarah Se Kam Karte Hain To Ham log market se Kuchh Na Kuchh Aasan kar sakte hain aur ham Logon Ko Is Tarah Se Kam Karne ka bahut hi jyada fayda ho sakta hai isliye Ham Logon Ko Aise Hi Kam karna chahie
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Hedging Strategy kesy place hoti hay?

          Hedging stretigy ky liay hamara acha experience hona bhi bahot zaruri hai ky ham her open ki jany wali trade main hedging nehi ker sakty ky kisi bhi time ham trade open kerain tou hedging stretigy sy hi kerain hamain hedgin kerny ky liay aesy time ka wait kerna hota hai jab market kisi bhi pair main support aur resistance ky darmian main ho tou ham both sell aur buy ki trade aik sath open ker ky us waqat tak trade continue rekhty hain ky jab tak market kisi support ya resistance ko touch na ker ly jab market kisi support ya resistance per ponch ker reverse move kerna shoru Kerti hai tou aesy time per profit main run kerny wali trade ko close kerna hota hai phir loss wali trade ko us waqat tak continue rakhna hota hai ky loss kam ho ker itna ho jaey ky agar ham trade ko loss main bhi close kerty hain tou acha profit withdrawable bach jana chahiay jis ham trade close kerny ky bahd withdraw kerwa sakain

          اب آن لائن

          Working...
          X