Day trading se kia murad hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day trading se kia murad hay?
    Dear members Day trading se kia murad hay? Apna experience share karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day trading se kia murad hay?

    Day trading sy murad ya tou day time main ki jany wali trade hoti hai ky ham agar forex market main full time trader hain tou hamain night trading sy zyada day trading ko priority deni chahiay isky elawa day trading sy ham yeh murad bhi ly sakty hain ky aik din main ham ny jitni trade kerny hai uska ham pehly sy aik target bana lety hain ky ab ky din main ny sirf itna profit hasil kerna hai forex market main trade kerty huey ya phir apny balance per main ny itna loss ho jany ky bahd trade close ker deni hai ky aik din main main is sy zyada loss apni small amount investment ker bardashat nehi ker sakta hamain aik din main jab selected target tak profit hasil ho raha ho tou bhi hamain trade close ker deni chahiay aur jab hamain up-to selected limit loss ho chuka ho tab bhi trade close ker leni chahiay ky aesa bhi ho sakta hai ky account wash ho jaey aur hamary pas mazeed trade open kerny ka chance hi na rehy
    • #3 Collapse

      Re: Day trading se kia murad hay?

      Dear ais market mai ap jab koi trade lagaty hai to aus mai ap jab analysis karty hai to ap ko aus mai time frame chota use karna chaye ta k ap k analysis k hisab se jo take profit banta hai ya stop loss banta hai wo aus din hi hit ho jaye kun k ap ko pata hota hai k ye wala pair aik din mai kitni moment karta hai agar ap ais mai h1 par kaam karty hai to aus par ap ko normal jo trades milti hai aun par take profit 30 pips se 40 pips hota hai aor ais mai ap agar subha k time par trades lagaty hai to wo din ko hi close ho jati hai agar kisi din market ap ka take profit hit na kary to ap ais mai khud trades ko close kar dety hai ais mai ap koi running trade ni rakhty raat ko ais mai ap ne sirf din ko trade karni hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Day trading se kia murad hay?

        Jab ham log market Mein trading Karte Hain To isase Ham logon ko bahut fayda hota hai Ham Logon Ko Maar ki main Us session mein trading Karni chahie Aise session mat reading karne se ham log market Se Achcha profit Hassan kar sakte hain aur ham Logon Ko Kamyab mil sakti hai yah Ek bahut hi Achcha session hai
        • #5 Collapse

          Re: Day trading se kia murad hay?

          Bhai is market Mein Jab aap Koi trade Lagate Hain to usmein aap Jab analyses karte hain to aapko usmein time from Chhota use karna chahie Taki aapko analyses ke hisab se jo Tak profit banta hai yah stop-loss banta hai vah use din hi hit Ho Jaaye Kyunki aapko Pata hota hai ki yah wala per Ek Din main Kitni moment karta hai agar aap is agar aap ismein H1 per kam karte hain to use per aapko normal Jo trade milati hai aur per Tech profit 30 se 40 pips hota hai aur ismein aap Agar Subah ke time per trade Lagate Hain To vah Din Ko hi close Ho Jaati jaati hai agar kisi din market APK attack profit hit Na Kare to aap ismein khud trades ko close kar dete Hain ismein aapko hi running trade Nahin rakhte Raat Ko ismein aapane sirf Din Ko trade Karni hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Day trading se kia murad hay?

            day trading ka matlub aik he din main apni trades ko lga kar aik he din main us ko close karna hota hai day trading ko aam toar par ham intraday trading bhi keh sakty hain aur scalping bhi es ka dosra name hai es lea ham ko es market main day trading say acha earn ho sakta hai aksar ziada tar trader day trading ko he like karty hain kyon ky es main profit ky chanses ziada hoty hain jab aik he din main bohut sari trades karty hain tu us say ap ko kafi acha profit mil jata hai mager aik bat ap ky mind main hona zorri hai ky day trading ky ky lea ap ky pas acha experience hona bohat zrori hota hai phir he ap day trading main acha earn kar sakty hain kyon ky day trading main jitna profit hota hai utna he risk bhi hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Day trading se kia murad hay?

              day trading se Murad ha ke market ke open se le kar close hone tak trading karne mean market ke open hone ke bad trades open karna or market ke close hone se pehle apni sari trades ko close kar lena day trading kehlata ha
              day trading karne ke liey short time frame ka intekhab kia jata ha jaisa ke m30 h1 h4 ke time frame me market ko analysis karke trades open ki jati hain day trading zeyda tar small capital wale traders karte hain kyuke wo kam time me zeyda profit earn karna chahte hotay hain day traders ki open trade ki timing kuch minutes se le kuch hours tak hoti ha yeni ke agr day traders news me trading karte hain tu wo bohat kam time kay liey trades open karke profit earn kar letay hain jub day traders swing trading ya support and resistance per trading karte hain tu un ki trades hours kay liey open hoti ga or market ke close hone se pehle apni sari trades close kar dety hain day traders just market ko small time frame me kuch hours ki pridiction karte hain trades open karte hain profit letay hain or osi day ko market se trade close karke out ho jaty hain or phir next day ko new start se trading start karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Day trading se kia murad hay?

                forex trading main day trading main short time frame ka use kar k trading ki jati hai jis main apko aik din main he trading ka result mil jata hai day trading zyda tar scalpers karty hain jo aik din main order lga kar apni trading kar k profit lay kar market se nikal aty hain es liye hmain chahye k humapni trading ko os method se karen jis main loss hony k chnaces kam se kam hon or hum kamyab trading kar skaen short term main day trading bhi achi trading ki ja skti hai orday trading zydatar new mambers trading karty hain or boht se mambers day trading main acha profit lay skty hain es main risk bhi kam hota hai or loss hony k chnaces bhi kam hoty hain forex main hum jitni mahnat karty hain otna he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hum jub chahen tab he trading kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Day trading se kia murad hay?

                  forex trading main day trading se murad yah hai k hum daily base par apna order set karty hain or kuj he time matlab k hmara order kuj minutes ka hota hai yah kuj ghnton ka hota hai es main hum apni trading main short time frame k sath sclping method k sath trading karty hain forex main jub hum trading karty hain tu hmain apni trading ko os methodk sath karna chahye jis main hum apni trading main acha profit lay skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main aghr kamyab hona chahty hain tu forex ki leraning karen forex ko smjhen or karen q k forex ko hum jitna smjh kar karengy otna he hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main hmari skills he hmain kamyab bnati hai or hum tab he kamyab ho skty hain or gher bethy achi earning kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Day trading se kia murad hay?

                    Forex trading business mai traders mukhtalif strategies Bana kay kaam kertay hain. Kuch traders longterm trading ko prefer kertay hain aur Kuch traders short term trading ko prefer kertay hain. Ab Agar daikha jaey tou long term trading kay liye traders small lot size use kertay hain aur achay profits ka wait kertay hain. Unhain trade close kernay ki jaldi nahi hoti aur jab tak acha profit nahi ho jaey woh trade ko run kertay hain. Short term trading ko day trading bhi kaha Jata hai. Day trading ya short term trading ka Matlab hota hai kay aik din mai he trade ko munasib profit kay saath close ker Lia jaey aur next day new trade laga li jaey.

                    Day trading kernay waley traders iss baat ki bohat ziada practice kertay hain kay jo bhi trade lagain woh uss waqt lagain jab kisi pair ya commodity ki movement unhain achi Tarah samajh ajaey. Tukkay aur jald baazi say say trading nahi ho sakti. Aur traders ko yeh baat zarur samajh laini chaiye kay day ya short term trading aur scalping do bilkul alag alag strategies hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Day trading se kia murad hay?

                      har kaam ko karny ka tariqah or us kam ka taim hota hy kuch kaam woh hoty hain jen ko karny main woh kaam karny wala khud mukhta ni hota jes trah keh jowb holdar log woh kesi na kesi ky mahtait hoty hain un kaam karwany walon ka apna taim hota hy or kuch kaam woh hoty hain jo karny wala apni marzi sy karta hy to trading bhi aik aisa kaam kam hy jes ko apni marzi sy kia ja sakta hy is ko bhi karny waly py kesi kesam ki taimimg ky lehaz sy koe pabandi ni hoti to day trading sy murad ho ga keh jo insan aik hi den ki trading karta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Day trading se kia murad hay?

                        Day Trading

                        Day trading long term trading ko kaha jata hay, trading different style aur different strategy key use karny key base par ki jati hay long term trading me traders profit ka target be bahot zeyada rakty hey aur jab tak specific target ko market touch na kary trader apny orders ko us time tak hold par rakty hey aur es ko close karny ki ghalti nahi karty hey, long term trading key ley market key condition ka overall jaiza leya jata hay aur time frame be 1 hour se zeyada ka raka jata hay, day trading key ley orders ko 1 din tak open raka ja sakta hay aur agar ye orders loss me be ho to es ko day traders close karna zarori samjty hey aur next day trading ki planing ki jati hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Day trading se kia murad hay?

                          Dear member, Forex trading main different kissam ki strategies aur techniques hoti hain jin ko use kartay hoye traders Forex trading say profit earn kartay hain Un main say aik Day trading bhi hai jis main traders short term kay liye trade open kartay hain aur jald hi thora ya ziada profit lay kay trade close kar letey hain, Iss strategy ko Scalping bhi kaha jata hai aur intra day trading bhi kaha jata hai, Iss kissam ki trading main traders din main choti choti trades open kartay hain jo kay bohat carefully entry kay zariye open ki jaati hain aur jald hi thora bohat profit earn kar kay close kar detay hain, Iss kissam ki trading bohat risky hoti hai kiun kay market ki conditions bohat jald change hoti rehti hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Day trading se kia murad hay?

                            Forex trading main day trading sy Murad Mary Khayal main ye ha k ap trade open karny or usi din market close hony sy pehly apni trade close kar Dan to ye day trading ho ge q k maximum traders long term trading karty han Jo k 2 sy 3 din tak bi open rehti han jab tak target achieve Ni Kar laty han to wo trade close ni karty Han is ley humy proper analysis kar k ache earning kaarny k ley day trading karni chae ha is main log behtar planning or strategy sy he trading Kar k ache earning kar sakty han or aik din main jtna ho sakta ha ache earning karny or forex trading main ap jtna achy analysis kar k trading karny gy to ap ko utna he ziada bounce hasil ho ga is ley humy ziada sy ziada kohsish karni chae day to day trading karny or daily analysis kar k apni strategy or planning k mutabiq trading karni ha ta k humy loss na ho or hum acha profit hasil Kar saken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Day trading se kia murad hay?

                              Day trading ka mutlib hota hai k aik din ki trading is mein hum Jo trade aik din mein open kartay han hum ko wo trade us din mein hi close karni hoti hai aur ye sab apni strategy k hisaab se trading kartay han kiok Jo log apni strategy mein long term trading kartay han wo trading aik din se ziada ki hoti hai aur Jo log short term trading kartay han wo aik din ki trading hoti hai day trading mein hum Jo trade open kartay han us trade ko hum js din open kartay han us din hi close karna hota hai day trading ka faida hi hota hai day trading ko hum scalping nahin keh saktay kiok scalping aik aur strategy hoti hai aur day trading aur strategy hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X