Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?
    Day trader Kuchh log forex market Mein robot trading kar rahe hain joke suna hai bahut hi faydemand hai aur Kafi log report reading se Kafi acchi earning kar rahe hain Khali Mujhe Koi yah Bata sakta hai ki report trading best hai ya nahin aur iska Forex mein nuksan bhi hota hai ya sirf aur sirf profit hi Aasan hota hai isliye acchi Tarah Se Mujhe guide Karen Taki main Forex trading Mein Kamyab trader Ban Sakun aur robot trading Agar best hai ya manual trading Kyonki robot Se Khud Kam Nahin karna padta Padta aur khud ka mind we use nahin karna padta sirf aur sirf robot kam karta hai aur aap acchi Nahin Hasil kar lete hain kindly koi aisa trader Jisne robot trading Ki Hai To vah Apna experience Mere Sath share Karen Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?

    Jab hamain khud trading kerty huey loss hi hota hai tou phir robot bhi zarur try ker lena chahiay ky ho sakta hai robot hamain hamari apni trading sy zyada acha profit deta rehy ky market main ab bahot achy achy robots available hain jin sy trading main loss ka risk bahot kam hota hai lekin hamain robot select ker ky khud bhi market per nazar rakhni chahiay aesa nehi kerna chahiay ky ham robot laga ker forex market ko close ker dain aur phir observe bhi na kerain tou aesa ho sakta hai ky kisi time tou robot bahot acha profit hasil ker chuka ho jis ko ham withdraw na kerwaen lekin phir robot tou trading continue kerta hai tou aesa na ho achy profit ky bahd bara loss bhi ho jaey ya account hi wash ho jaey tou jab acha profit hasil ho chuka ho tou robot ko deselect Lee ky pehly profit ko withdraw kerwaen phir robot select ker lain warna agar ham robot select ker ky chor dety hain ky khud hi profit hasil hota rehy ga aur balance increase hota rehy ga tou iska result account wash ki surat main hi nikalta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?

      Dear ye to ap pe depend karta hai k ap ais market mai agar khud kaam ni kar sakty to ap ko ais market mai trading robot agar use karna hai to ap ko aus k bary mai pata ho kun k agar ap ais market mai koi robot use karna chaty hai to aus ka pata ho k wo kon si trading strategy par kaam karta hai aor aus k sath sath ap aus mai apny account k hisab se check kary k wo aik time mai kitni trades open kary ga aor lot size kai use kary ga agar ye sari baty ap k account k hisab se ho to ap ais mai robot ko use kary aor sath learning kary jab ap ais market mai kaam sekh jaye to aus k baad ap ais market mai khud trading kary ais tarha ap ko faida ho jaye ga aor ap ais market mai kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?

        forex mai hum robot trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum robot ko apne file per set karty hain hamy expert ban ky robot trading karne ho ge forex aik acha buisness hain hum gar mai bath kar is ma kam kar sakty hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik bohat bara business hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain agar hum forex mai new hain to hamy robot trading nahi karne chahey
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?

          Robot trading.
          Dear members aap logon per munhasir karta hai ki aap trading ko professional way se use karna chahte hain ya kuchh time ke liye trading karna chahte hain agar aap chahte Hain ki aap ek kamyab aur professional trader bane to kisi robot yah copy trading ke chakron mein mat pare. Balke market ko judge karte rahen aur khud Hi analyse karte rahen, ek waqt aisa aae ga Jab aap acchi trading kar len ge. Agar robot ki madad se aaj Ham trading kar lete hain aur shayad Ham kuchk earning bhi hasil kar len lekin aap professional vaise nahin Ban sakte kyunki aap kisi pe depend karte hain trading ke liye aap us mein heavy investment nahin kar sakte. Tamam traders ka opinion different Ho sakta Hai Magar mere khyal mein robot reading yah copy trading ko use nahin karna chahie, senior members ki trade ko follow zarur karna chahie Magar trade place karte waqt apna zehan use Karin.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza.. robot trading Karni chahie ya nahin...?

            Agar ham log robot trading Karte Hain To fir Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko robot trading Karni chahie Kyunki robot trading karne se Ham dho Kafi Achcha profit Hustle kar sakte hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai isliye Graham log robot trading Karenge to hi Ham Logon Ko kamyabi milegi

            اب آن لائن

            Working...
            X