Re: Day trading se kia murad hay?
Day trading Forex trading mai aik aisi strategy ko kaha Jata hai jiss mai traders apni trades ko jiss session mai open kertay hai.tou ussi session mai close ker laitay hain ya ziada say ziada trade same day mai he close ker laitay hain. Agar over all baat ki jaey tou small account balance waley tamaam traders ki strategy yehi hoti hai kay unn ki trades same day mai he close ho jaey aur unhain jo bhi profit hona woh usi dinn ya ussi session mai he ho jaey. Day trading ko short term trading bhi kaha jaa sakta hai. Day trading kay liye Ichimoku cloud indicator ko aik best indicator samajha Jata hai kiyu kay uss mai hamesha small time frames mai achay results mill jatey hain. Day traders ko apna profit aur loss dono he target ker kay day trading strategy use kerni chaiye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим