jaiza: gold or silver ki trade..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: gold or silver ki trade..
    Forex trading business Mein gold or silver Dono hi Kafi risky or profitable currency hai silver aur gold ki movement mein bahut hi speed aur bahut hi slowly moment Aati Hai Dua to some reasons Forex trading business Mein market ka analysis karte hue gold aur silver patrai Lagani chahie gold aur silver Mein easily Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Hamare Paas knowledge or experience hai Jisko use karte hue Ham market aur chat ka analysis Karte Ham future forecast kar kay trade order lagty hain or acha profit earn karty hain gold aur silver Girte Lagane ke liye hamare pass balance ka Zyada Hona bahut jaruri hai aur Hamesha koshish karen gold aur silver Kade railgadi Ve Apna lot size Chhota rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: gold or silver ki trade..

    Dear agar ap ne ais market mai trade lagani ho to ais mai ap ko silver ho ya gold ho aus par sab se phly analysis karny hai aus k baad ais mai lot select karni hai aor ais market mai trade laga deni hai jab ap ais market mai gold par lot account k hisab se use karty hai to aus par ap ko agar profit hota hai to atna ho jata hai jis se ap ka daily ka target asani se pora ho jata hai aisy hi agar ais mai ap stop loss k sath trade karty hai to ais mai ap ko loss hota hai to next day tak ap ais mai loss ko asani se recover kar sakty hai aor ais market mai se profit bana sakty hai aor aus par acha profit bana sakty hai ais mai gold ki moment aor silver ki moment aik jaisi hi hoti hai agar gold up jaye to silver bhi up jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: gold or silver ki trade..

      Trade krny mn boht sy pair use hoty hain kuch stable or kuch risky hoty hain
      Risky pair ka mtlb ye hota k us mn apko ya to boht zyada profit hota hy ya ap bilkul down ho jaty hain.
      Gold or silver
      Ye dono biht hi risky trde hain agr ap k analysis thk rhy to ap boht zyada profit thory time mn get kr sakty ho.
      Agr ghlt ho gye to apk account wash bhi ho jata is ka best idea ye hy k ap profit trade ya trailing limit set kr k trade lgaen ta k ap ko jo benefit ho wo zaya na ho agr lios ho to wo limit cross na kry ta k ap new trade lga k apna loos cover kr saken
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: gold or silver ki trade..

        Gold Mein trading karne ka bahut hi jyada fayda hota hai agar Ham Logon Ko Samajh Kar trade Karte Hain To Ham Logon Mein Kafi Achcha profit cancel kar sakte hain Kyunki gold Ki movement bahut hi jyada hoti hai aur ham Logon se Kafi kuch hassil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: gold or silver ki trade..

          Dear Jaisa ki aap Jante Hain trade karne mein bahut se pears use hote hain Kuchh table aur kuchh Ricky hote hain Jiske pyar ka matlab yah Hota Hai usmein aapko Koi Yad to bahut jyada profit Hota Hai yah aap bilkul down ho Jaate Hain gold aur silver yah donon bahut hi risky trade Hai Agar aapke analysis theek Rahe to aap bahut jyada profit Hasil kar sakte hain Agar galat ho gaya to Aapka kam watch bhi ho sakta hai isiliye ismein back best performs data ke aapko loss Na Ho gold Mein trading karne ka bahut fayda hota hai agar ham Logon Ko parade Karte Hain To Ham Logon se Kafi Kuchh Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: gold or silver ki trade..

            Forex trading business mai traders ko her uss pair aur commodity mai trading kerni chaiye jiss mai profit ka chance ho sakta ho. Forex traders ko earning kernay kay liye trading kerni hoti hai. Agar risk ko daikha jaey tou woh her currency aur commodity ki trading mai mojud hota hai iss liye kisi bhi pair ya commodity say darnay ki koi zarurat nahi hoti kiyu kay aisay business nahi ho saktay. Silver ki trading mai tab he ziada profit hota hai jab lot size ziada rakha Jaye aur silver mai long term trading ki zarurat hoti hai. Gold ki baat jaey tou gold aik aisa metal jiss mai trading kernay kay liye sirf us dollar ki movement ko monitor kia jaey tou bohat achi trading ki jaa sakti hai. Us dollar strong honay say gold weak hota hai aur us dollar weak honay say gold strong hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: gold or silver ki trade..

              Metal trading like gold and silver foreign currency trading se thori different hoti hai kyunki is mein mostly aise fundamental issues hote hain jiski vajah se iski price up and down karti rahti hai. Hamesha precious metal trading ko difficult aur is ki karar Diya jata hai kyunki indirectly is ke US dollar ke sath bhi links hote Hain aur iske alava different countries ki economy ke sath bhi Jure hote Hain. Jab Koi fundamental issue aata hai to gold ki price mein bahut ziada rapid action hota hai aur market kahan se kahan tak move Kar jaati Hai isi vajah se a expert trader hamesha yahi advice karte Hain ki Jab aap learning ke phase main se guzar Rahe hote hain to aapko metal main trading Nahin Karni chahie balke currency pair mein trading Karni chahie.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: gold or silver ki trade..

                Forex market me metals trading ki jaye to hamy 2 hi sab se popular pairs mil sakty hey aur ye Gold aur silver hi hay jes me ham trading se acha hi nahi asani se be profit earn kar sakty hey, metals (gold aur silver) ki market ko samjna es ley me asaan samjta hon key ye US dollar currency key opposite direction me movement karti hay aur US dollar se es ka relation hay, gold aur silver traders ko hamesha economic news par focus karna hota hay, economy agar weak ho jaye to gold traders buying ki koshish karty hey aur agar economy key behtar position ka indication un ko milta hay to gold traders selling orders place karny ka advantage lety hey.

                اب آن لائن

                Working...
                X