jaiza : overtrading say bachna chahye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : overtrading say bachna chahye..
    Aslam o Alikum umeed hai sab khairyat say hun gye dear forex may overtrading bohat naqsandar hoti hai forex trading business may kamyab hone kay liye humain koshish karni chahye kay lalach sah dor or overtrading say bacha jiye jitna ziyda hum overtrade say bachy gye or lalach say dor fahy gye utna ziyda humre liye vehtr rahy ga is tarha hum apbe balance ko loss hone say bacha sakty hain warna overtrading say hhmsha naqsan hi hota hai ir recover karna bohat ziyda muskil bohat say traders apne balance ko dikhain begaar yani money management kay begaar trade lagne say humain loss ka samna karna parhta hai loss say bachne kay liye humain overtrade say ahtiyat karni chahye ir ek waqt may ek trade laga kay profit earn karna chahye is tarha experience bhi build hota hai or profit earn karne may bhi asaani hoti hai seniors traders apni rae zaror dhn shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

    Ji Ham Logon Ko sabse Pahle overtrading Se Bachana Hoga Jitna jyada ho sakta hai Ham Logon Ko overcoat trading Se Bachana Hoga isliye Ham Logon Ko Peer hi kamyabi Milegi Jab Ham Logon Ho trading se bachenge
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

      G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai trading kar k kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai planing karni chaye aor aus k baad hum agar ais market mai trade karty hai to ais mai sirf atna hi risk lena hai jitna humra account asani se bardast kar sakta hai agar hum ais market mai apny account se zayda risk lety hai to aus par hum ko ho sakta hai k loss ho jaye ais liay hum ais market mai jo bhi trade lagye atni lagye jis se humra account safe rahy aor aus par hum apna account growth karty rahy agar hum ais mai thori zayda trades lagaty hai to aus se humra account wash ho sakta hai jis se humri investment zaya ho sakti hai ais liay hum ko ais market mai over trading se bachna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

        Jab hamain small bamalce per trade kerty huey kuch profit hasil ho jata hai tou hamain pehly same profit ko withdraw kerwana chahiay ky aesa na ho ham zyada profit ky chakkar main mazeed trades open ker lain aur hamain phir loss hota rehy aur ham phir profit ko bhi withdraw na kerwa sakain ya profit loss main badal jaey aur loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jaey ab jabky dollar ki price Pakistan main bahot zyada high ho chuki hai tou Mery khyal main tou ten dollars ka profit daily basis per enough hai ky agar ten dollars ka profit hasil hony per trade close ker ky pehly withdraw kerwa lia jaey tou aesa mumkin hai ky forex market main trade kerty huey ham thora thora profit continue hasil kerty rehain lekin jab ham thory profit per khush nehi hoty aur hamari koshish hoti hai ky ham small balance per bhi trade kerty huey zyada profit hasil ker lain tou phir hamain zyada profit hasil tou nehi hota albata hamara account zarur wash ho jata hai lehaza over trader hamary liay bahot dangerous hai ky ham kabhi bhi is terha sy forex market main kamyab nehi ho sakty
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

          Over trading say bachna cahiey yeh baat theek hai kion ke over trading ke waja say traders ko apni rading mai kafi problems face karny parh jatay hain aur ziada tar cases mai apni capital say b mehroom hona parh jata hai . Over trading per qabo paa kar he acha traders bana ja sakta hai.

          Ager traders ko over trading jaise buri habit per qabo pana ho tu phir iss kay liye traders ko apni trading mai discipline lana ho ga . ager trades disciplined trading karin aur trading ke entry kay time per bohot he selective ho kar apny liye sirf best trading opportunities ko he pick Karin tu phir he yeh mumkin ho ga ke woh apni trading mai over- trading per qaboo pa kar trading kar sakin.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

            Over trading karna enemy hoti hay jo hamary account balance ko increase nahi karny deti, over trading se bachna hi traders key experience aur us key confidence ko zahir karta hay app ki mind me jald se jald profit earn karny ka khayal nahi hona chaye, kam profit be app earn kar leya karo magar greed be na kia karo aur over trading ka be sahara mat lo yahi app ki trading career key ley bahot acha hota hay, over trading karny ka result app key samny hi hay 90% traders over trading ki waja se hi Forex business me failure hoty hey.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

              Kisi bhi cheez ki zyadtti nuqsaan deh hoti hy.
              Trade mn hamen hmesha utni hi trade lgani chahye jitni k ham seh saken. Agr overtrade kren gy to apka account ik jhattky mn khali ho jaye ga. Apni chadar ko dekh k hi paon phelany chahye. Best ratio apny account amount ka 2 percent trade py lgaen to apko itna loos ni hoga agr market value nichy bhi jaye to beshk is mn profit bhi limited milta mgr ahsta ahsta hi admi sikhta ir traqee ki manzal tak poncht hy.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                Forex trading business mai demo trading account mai trading seekhnay kay saath saath Agar aik baat aur traders sekh Lia karain tou bohat acha hoga kay over trading nahi kerni hai. Traders kou ye baat samajhna bhi mushkil hot hai aur samjhana bhi mushkil hoti hai kay over trading kertay kisay hain. Forex trading business mai over trading ka Matlab aik waqt mai aik say ziada trades open kernay ko kaha Jata hai. Jab traders aik trade open ker laitay hain tou unhain ye baat zaroor Pata honi chaiye kay uss trade kay open kernay kay baad kia free Margin unn kay account mai mojud hai. Agar margin acha availae hai aur pehli trade be ziada loss mai nahi tou mazid trade open ki ja sakti hai. Agar margin kamm hoto wo market ki movement ko daikh kay short term trading karain aur koi bhi trade open kernay kay market mai live trading ko monitor kertay huay karain. Iss Tarah small balance aur low margin kay saath bhi achi trading ho sakti hai. Trader ki yeh strategy traders ko over trading say bachati hai aur traders ko losses say bhi ba ha laiti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                  Asalam o alikum ap ki bt bilkal durst hy forex aik behad difficult or risky business hy is m hamy over trading sy bachna chaiy ham ham jb aik trade open krty han to wo agr profit m jati hy to hamy sath or zyada sy zyada trades open krty rahty han ham lalich m a jaty han ham sochty han k aik trade ny profit dia to baki trades b zyada profit frahm karan gi or ham bot sa pasa kma kr jaldi sy Ameer ban jain gy mgr asa ni hota aik trade hamy profit dy to dosri b profit dan ham is ko over trading ya lalich b kah skty han hamy jb aik trade m loss hota hy to b ham loss ko cover krny k liay over trading krty han zyada trades open kr lyty han or jo hamy zyada sy zyada loss dyti jati han hamy chaiy k ham forex business m jitna ho sky over trading or lalich sy bach kr rahan
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                    Dear members main aapki baat se ittefaq karta hun ki hamen soch samajh Kar trading Karni chahie aur overtrading se bachana chahie kyunki is is ke bahut zyada nuksan hote Hain. Agar Ham overtrading karte rahen ge to to hamen profit ki bajaye loss a sakta hai hamen chahie ke best judgement ke sath ek ya do tradeplace Karen aur unka wait Karen Jab Tak profit aapko gain Na Ho jaaye. Bar bar tradeplace karna aur close kar dena is se aap ko experience bhi hasil nahin ho ga aur aap ka capital bhi Waste hota rahe ga hamesha koshish karen ki apna focus learning per rakhen Taki aap ko acchi judgement lene mein madad mil sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                      Dear ye bt to bilkal tek hy k ham agr kisi bi kam m lalich karty han to hamy kuch bi hasil ni ho sakta or forex to aik behad difficult or risky business hy is m hamy over trading sy bachna chaey over trading sy ham Short cut ly kr ameer ban na chahty han mgr ye hmara lalich hota hy jis sy ham profit to hasil ni kar sakty mgr loss kr k apni investment zaya kar dyty han lalich buri bala hy or forex jasy business m lalichi trader's ki koi jga ni ham jb forex m aty han to ham sb sy phly ache learning ka sochna chaey q k agr ham ziada earning ka soch kr lalich karty han or over trading karty han to hamy na achi learning milti hy na achi earning kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                        G han aapki baat bilkul theek hai agar Ham is market Mein Kamyab Hona chahte hain aur bonus Hasil karna chahte hain To Hamen is market Mein kam karte hue overtrading Nahin Karni chahie Jo log ismein overtrading karte hain vah FIR loss hi uthate hai isiliye Hamen ismein aisa koi bhi Kam Nahin Karna chahie Jiski vajah se Hamara loss Ho over trading se Hamen Bachana chahie Kyunki overtrading ke bahut se nuksan hi Hamen Jab Ek trade Mein loss hota hai to aap is loss ko cover karne ke liye word trading kar Baithe Aisa bilkul nahin karna chahie hot reading kam mein jyada loss Deti Hai bus aise hi jyada Se Jyada forward Karen minut Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                          Assalamu Alaikum dear friend Jab Hamen Sambhal balance per trade karte hain Kuchh profit Hasil ho jata hai To Hamen Pahle Se profit ko withdrawal karvana chahie Ki Aisa Na Ho Ham Jyada profit Ke Chakkar Mein Masjid trade Upar karne aur Hamen FIR loss hota Rahe aur aur ham FIR profit Ko Bhi drana Karva sake yah profit loss Mein Badal Jaaye to loss increase hota hua vah Hamara Kaun he was kar de ab Jab Dola ki price Pakistan mein bahut jyada ho chuki hai To Mere Khyal mein Main 10 dollars ka profit daily basis per enough hai K Agar $10 ki profit Hasil hone per trade cloth Karke pahle withdrawal Karva Le Jaaye To Aisa Mumkin hai ki forex market Mein trade karte hue Ham Thoda Thoda profit per Khush Nahin Hote aur Hamari Khushi hoti hai ki Ham small balance per bhi trade Karte Karte Jyada Se Jyada profit Hasil kar len to Fir Hamen Jyada profit Hasil Ho Nahin Pata kalpatta Hamara account Jarur varsho Jata Hai Mhada over trade Hamare liye bahut dangerous hai ki Ham Kabhi Bhi Is Tarah Se forex market Mein Kamyab Nahin ho sakte yah bilkul sahi baat hai ke overtrading bahut hi dangerous aur Khatarnak hai vah training karne se Insaan ko bahut jyada loss ho sakta hai jo ok Hamen Nahin Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                            Ji Bajar main aapki baat se Ittefaq Karta Hun Ki Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie aur Agar trading Se Bachana chahie Kyunki isase bahut Jyada nuksan hota hai agar Ham Agar trading karte rahenge To Hamen profit ki vajah loss ho sakta hai Hamen chahie ke best judgement ke sath Ek yaden tradeplus Karen aur Unka vate Karen Jab tab profit aapko gain Na Ho Jaaye Bar Bar trade Plus karna all close kar dena isase aapko experience Nahin Hasil Nahin ho sakta aur aapka capital bhi West Hota Rahega Hamesha koshish karen ki Apna focus learning per Rakhe Taki aapko acchi jugment Lene Mein madad mil sake iske liye aapko Jyada Se Jyada mehnat per focus karna hoga acche Xperia focus karna hoga tab hi aap ismein Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : overtrading say bachna chahye..

                              forex trading main over trading se bach kar hmain apni trading karni chahye q k jub hum over trading karty hain tu hmain loss hota hai o r over trading wohi karty hain jo greedy hoty hain or aik he din boht sari earning krna chahty hain jub k aysa karny se hum kbhi hi forex main na tu achi earning kar skty hain na he hum forex main apny loss ko ro skty hain q k ayse over trading karny se he account wash hoty hain tu kbhi bhi apni trading main greed na karen ap aghr apni trading main lalach ko khtm kar k kam karengy tu es k apko boht se faidy mil skty hain jin main sub se bara yah hai k apka account save rahta hai tu apko apny account se zyda koi bhi chez aziz nahi honi chahye q k jub tak apka account chal raha hai tab tak apki earning ki bhi tawako hai warna loss he hota rahy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X