Money managment hun zarori hay trading main?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money managment hun zarori hay trading main?
    Dear members Money management hun zarori hay trading main?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money managment hun zarori hay trading main?

    Dear jaisy ap ko pata hai ye market bahot hi zayda risky hai aor agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai sirf atna hi risk lena hai jitna ap ais market mai loss bardast kar sakty hai kun k ais mai ap ko pata ni hota k ais market mai ap ko ais time kitna risk lena hai aor ais mai ap ko profit ho ga ya loss agar ap ne ais market mai loss se bachna hai to ap ko ais market mai scoh samjh k kaam karna hota hai agar ap ais market mai zayda risk lety hai to aus se ap ka account wash bhi ho sakta hai ais liay ap ais market mai planing k hisab se kaam kary aor ais market mai jab ap ne trade lagani ho ais market mai soch samjh k kaam kary aus se ap ko ais market mai faida ho jaye ga aor profit ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Money managment hun zarori hay trading main?

      Jab ham forex market main trade kerty hain tou hamain apni investment ko safe tareeqy sy use kerna hota hai ky ham forex market main continue trade kerty huey acha profit bhi hasil kerty rehain jis ky liay money management bahot zaruri hoti hai aur money management yeh hoti hai ky hamary trading account main balance Kitna hai jis pair main kitni lot size sy trade open kerni hai ky hamain profit hota hai tou reasonable profit hasil ho saky aur agar loss hota bhi hai tou itna hi loss ho jis ko ham asani sy recover ker sakain agar ham loss ko control nehi kerty ya bara risk ly ker trade open kerty hain tou bahot thory time main bahot zyada loss bhi ho sakta hai aur loss agar continue increase hota rehy tou hamara account wash bhi ho sakta hai hamain apni investment per trade is terha sy place kerni chahiay ky market beshak hamari open trade ky against maximum support ya resistance tak bhi move ker jaey tab bhi hamara account wash na ho tou jab market reverse hogi tou loss recover hony ky bahd acha profit bhi hasil ho sakta hai lekin money management na ki jaey tou account bahot jald wash ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Money managment hun zarori hay trading main?

        Forex market main money management bahut jaruri hai Kyunki Agar ham log Mane management Nahin Karenge To Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga isliye Ham Sab Logon Ko sabse pahle Apne account ko manage karna hoga FIR Ham Logon Ko trading Karni Hogi FIR Ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Money managment hun zarori hay trading main?

          Money management kay trading mai bohat say faiday hain iss liye money management forex trading business mai bohat zaruri hai. Trading account kay balance sahi ratio say sahi waqt pay use kerna money management kehlata hai. Traders iss cheez mai itni tawajho nahi daitay halakay sub say important cheez money management hai. Forex trading business aik world wide business hai aur issay kernay kay liye bohat ziada management bhi darkaar hai. Jo traders money management nahi ker patey unhain loss ki wajah say kaafi pareshami ka Samna bhi rehta hai. Agar daikha jaey to pak forex forum kay monthly bonus kay accounts mai anay kay bad he money management zaruri hojaati hai. Account balance kay hisab say trading kerna aur profit haasil kerna sub money management he hai
          • #6 Collapse

            Re: Money managment hun zarori hay trading main?

            forex main money mangement es lea zrori hai ky es ky bgair ham forex main success nahi ho sakty hain forex main money mangement karna bohut eh zrori hai ju trader es main fail ho jaty hain wo iss rules ko apply he nahi karty hain jiss ki waja say fail hoty hain forex main ager ap ky pas jitna ziaada bhi experience ha aur ap nay moeny mangement ko follow nahi kia hai tu ap ky experience ka aik percent bhi ziada nahi ho sakta hai kyon ky forex main ap ki har trade profit nahi karti hai koi loss bhi kar sakty hain ager ap nay 10 trade lgai hain aur 3 trade loss main aur ap nay big lot use ki hai tu ap ki 3 trade 7 trade ka profit lay ja sakti ha es lea kehty hain ky hamesha money mangement say kam karny say ap ko aik regular profit mily ga aur ap ko ager loss bhi ho ga tu wo ap ky profit say am ho ga es leay es rules say kam karain tu ap ko kabhi bhi preshani ka samna nahi ho ga phir he ap[ forex main success hasil akr sakty hain es ky bgair ap ki success mumkin nahi ho sakti.
            • #7 Collapse

              Re: Money managment hun zarori hay trading main?

              Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye aur profitable trade Lagane ke liye koshish Karni chahie ki vah money management ka Khas kya rakhen Kyon Ki bahut se traders money management ko ignore karte hain aur Overdrive lagakar Apne balance ko waste kar dete hain aur loss ka Samna Karte Hain isiliye hardrada good chahiye keval apne money management ka Khas Khyal rakhiye aur apne balance ko Dekhte Hue trade lagaen aur profit ka vate Karen aur profit Mein trade close Karen over trade na lagaen money management ka basic maqsad hi over trade ko control karna hai market ka analysis karte hue Apne balance ko Dekhte Hue trade Lagani chahie Kyun kay overtrade say Hamara balance khatm ho jata hai aur uski vajah se Hamen Kafi Hai loss ka samna karna padta hai loss se bachne ke liye Hamen koshish Karni chahie Gaye ham money management ka Khas kya rakhen Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                Dear members Money management hun zarori hay trading main?
                Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy proper management sy trading karni ho ge tab hum apny account ko safe rakh k trading kar sakeny gy or acha profit hasil kar sakeny gy agr hum bagar management k trading karny gy to humy loss ho sakta ha or account wash ho sakta ha is ley humy account ko safe rakh k trading karni ho ge tab he hum log behtar trading kar sakeny gy
                Forex trading main jab bi trading karny to proper money management or risk management sy he trading kar k kamyab ho sakty han humy apny account k hessab sy trading karni chae ha or jtni small lots sy trading karny gy to tab he hum ziada behtar planning or strategy sy trading kar k ziada ache trading kar k earning kar sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                  forex market main money mangement karna es lea zrori hai kyon ky es ky bgair forex main ap success he nahi ho sakty hain forex main money mangement ky sat he ap ka capital sfe rehta hai jiss say ap tarding karty hain ager ap es rules ko bhol kar trade karain tu forex main kabhi bhi ap ko success nahi mil saky gee forex market aik asa business hai jiss main koi trader tab tak kamyab nahi ho sakti hai jab tak koi money mangement nahi kar sakta hai es lea forex main money mange karna bohut he zori hai ju bhi aj forex trader forex main kamyab hoa ha wo forex ky esi rules ko apply kar ky hoa hai es lea sab yehi request hai ky wo esi ko follow kar ky market main kamybi hasil kare.
                  • #10 Collapse

                    Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                    bhai jan forex main money mangment ki boht ahmiyat hai es liye hmain es ka khas khyal rakhna hota hai money mangement se hmain kafi faidy milty hain apni trading main q k es k bgair hum kamyab trading nahi kar skty hain or es ks ath hum apni trading k sath sath apny account ko bhi save rakhs kty hain money mangement k sath trading karny ka sub se bara jo faida meri nazar main hai wo yah hai k hmain hmari trading main loss hony k chances kam ho jaty hain or hmara account wash nahi hota hai es sse hum kamyab trading kar skty hain or oss se kafi had tak bach skty hain es liye apko chahye k ap money maangment ks ath trading karen os k liye zarori hai k hum small lot ks ath trading karen or api har tarde main sop loss ko lazmi set karen yahi hmary loss ko secure karti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                      Money management

                      Trading me money management trading ka 1 rule hota hay jes ka main maqsad ye hota hay key traders ko profit zeyada ho saky aur loss kam face karna pardy ta key account weekly base par ya monthly base par grow kar saky, per trade me risk ketna leya jaye ye be money management hi hoti hay, agar ham 100$ per trade me risk leny ki planing karty hey to monthly hamy loss 3000$ ka ho sakta hay es risk average ko money management kaha jata hay es tarha agar ham daily 10$ ka risk lety hey to monthly risk limit hamari 300$ tak hoti hay, traders ki agar money management ki strategy achi ho to un ki trading par es ka asaar bahot hi acha hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                        Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai money management Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki agar aap Forex trading kar rahi hai to usmein aapke paas money management Ka Hona bahut jyada jaruri hai Kyunki agar aap wali trading karte hain tabhi aapko La sakta hai Agar aapke pass acchi equity maujud Hai To uske liye aapko jaruri hai ki aap risk free trading Karen risk management ko control karte hue agar aap trading karte hain tabhi aap Kamyab driver Ban sakte hain agar aap Har trade Apne risk per lete hain to aapko loss ho sakta hai aur aapka account was ho sakta hai to isliye hard worker mehnat Karen jisse aap Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi yaar Nahin Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                          Assalamu Alaikum dear friend Jab Ham forex market Mein trade Karte Hain To Hamen apni investment co se tarike se use karna hota hai ki Ham forex market Mein continue trade karte hue Achcha profit bhi Hasil karte hain Rahe Jiske Liye money management bahut Jaruri hoti hai aur money management yah hoti hai ki Hamari trading account mein balance Kitna Hai Jis per main Kitni lot size straight open karni hai ki Hamen profit hota hai to reasonable profit Hasil ho sake aur Agar loss hota hai be Tu Itna hi loss Ho Jisko Ham aasani se recover kar sake Agar ham log ko control Nahin Kar Rahe Ge ya Bada risk Lekar trade open Karenge to vah Thode time mein bahut jyada ho sakta hai aur loss Agar continue increase Hota Rahe To Hamara account wash bhi ho sakta hai aur Hamen apni is investment per trade Is Tarah Se a less Karni chahie ke maarpeet beshak Hamari open trade ke against maximum support Kiya resistant Tak bhi move kar Jaaye tab bhi Hamara account waashna ho to Jab market reverse Hogi to loss recover hone ke bad Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai lekin money management na ki Jaaye to account bahut jaldi vahan ho sakta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Money managment hun zarori hay trading main?

                            Assalam walekum Pyare bhai Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye aur profitable trade gane ke liye koshish Karni chahie ki vah money management ka Khas Khyal Rakhna chahie Kyunki Boss a traders money management ko ignore karte hain aur otherwise lagatar Apne balance ka Vaste kar dete hain aur loss ka Samna karte hain isliye hundred God chahie ke apne money management ka Khas kya rakhen aur apne balance ko Dekhte Hue trade lagaen aur profit ka vate Karen aur profit Mein trade close Karen award trade na lagaen aur money management ka basic maksad hi avval trade ko control karna hai aur Market ka analyses karte hue Apne balance ko Dekhte Hue trade lagaen chahie Kyunki trade se Hamara balance khatm ho jata hai aur uski vajah se Hamen Kafi Jyada nuksan hota hai aur loss bhi hota hai isliye Apne kam ko acche se Karen aur trade ek hi lagaen Aur vah Bhi acche se lagaen acche knowledge experience ke sath Lagaya tab hi aap Kamyab ho sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X