Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...
    Forex market US timing kay last three hours mai aksar apny daily trend per chalti hai.
    US session mai forex market mai aksar bohot he ziada prices ke up aur down movement nazar aate hai jis ke waja say traders aksar confuse b rehty hain. lakin prices mai bohot he ziada taize say up down movmenet aur trend ka clear na hona us session kay pehlay he kuch hours mai hota ha aur iss kay baad jab market ke movement aur trend define ho jata hai aur aksar dino mai phir market apny last 3 to 4 hours mai aik he direction mai chalti hai aur yeh time traders kay liye acha sabit ho sakta hai kion ke iss time per market ke direction kafi clear hoti hai. clear direction aur trend ke majoodgi say traders kafi advantage hasil kar sakty hain.

    Is bary mai apna expernce zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

    Yes dear jaisy ap k samny mainy market k session k hisab se chart dia hai ais mai agar ap ye dekhy k London session aor US session mai jo 3 hours hai wo aik hi jaisy hai mean ais time market 2 jaghon se operate ho rahe hoti hai aor aus time agar ap ais market mai trade karty hai to aus time market mai moment thori fast hoti hai aor aus time agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai trade ka result thori si dair mai pata lag jata hai agar ap ne ais market mai koi trade ais time mai lagani hai to aus time ap ne aik to lot kam select karni hai dosra ais mai ap ne ais market mai jo trade lagani hai aus k sath stop loss laga lena hai ta k ap ko ais mai agar loss ho to atna zayda loss na ho jis se account wash ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	Market sessions time.png
Views:	5
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12323473
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

      Forex market wesy tou normal movement kerti rehti hai lekin jab koi session open hota hai tou market kafi fast movement start ker deti hai aesy time per agar open trade main profit hasil ho raha ho tou kafi faida hasil kia ja sakta hai lekin agar loss increase hota ja raha ho tou loss ko control kerna perta hai hamain chahiay ky jab bhi hamari trade open ho tou ham aesy time per jab market ka koi session open ho raha ho tou open trade per nazar rakhain ky agar profit hasil ho raha ho tou achy profit main trade close ker sakain lekin agar loss ho raha ho tou ham small loss main hi Trade close ker sakain lekin USA market session ky last three hours main market ny close hona hota hai tou kisi bhi direction main kafi zyada movement kerny ky bahd market close hoti hai tou hamain aesy time per market ko read kerny ky bahd trade open kerni chahiay ky ham bara loss sy bach sakain ky market agar hamari open trade ky against move kerty huey close ho jaey tou bary loss ky sath hamain bara sabar bhi kerna perta hai ky jab market reopen hoti hai tou us waqat kesi movement start kerti hai usko phir judge kerna perta hai aur usi hisab sy phir trade ko close kerna ya continue kerna perta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

        Forex markets poori duniya mai 3 different sessions mai kaam kerti hain jiss i wajah say humain monday say lay kay friday night tak her waqt trading terminal pay live trading ka moqa milta hai. Market kay 3 sessions mai say sub say acha,best aur kahatrnaak session USA ki market ka kehlata hai aur ye sirf kehlata nahi hai hota bhi hai.Kiyu kay pooray world ki trading aur business chahay wo kisi bhi level pay ho unhain total inhisaar US dollar pay kerna hota hai iss liye USA market ka impact bhi ziada hota hai. Usa market kay last three hours hoo ya pehlay 3 hours sub mai he movement hoti hai aur movements time pay dependent nahi hoti bulkay demand aur supply pay dependent hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

          US Session ki Khoobi

          Jesa keh apne US session ki bat ki hey aur waqai mein apki bat se agree karta hun, aksar dekhne mein aisa hi ata hey keh market baqi sab sessions mein up down hoti rehti hey but jese hi us session start hota hey to market Almost aik hi direction mein move karti hey aur mein samjhta hun keh yeh best time hota hey keh hum is market mein kam risk par acha profit hasil kar saktey hain, isliye agar hum purey din ke analysis karke aik hi waqt decide kar len jo keh US sessiona ka best time ho us waqt agar hum analysis karke trade kartey hein to woh hamari trade kafi had tak hamarey hi haq mein jati hey aur us time tak hum forex market se acha profit hasil kar saktey hain aur loss se bach saktey hein, isliye hamen always achey se achey trend aur achey time ka wait karna chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

            US market session key last three hours bahot hi important hoty hey jes me market hamesha correction hi karti hay, agar New York market session me strong bullish trend chal raha ho to to last three hours me traders ko careful ho jana chaye last key three hours market correction kar sakti hay aur market back apny price ki taraf jany ki koshish karti hay, US market session jo key Pakistani time key mutabeq evening key time start hota hay aur let night close ho jata hay agar app real time zone key mutabeq market ko samaj jaty ho aur last few hours apni trading stop kar dety ho to mery khayal me ye bahot achi strategy ho sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

              USA session main market ki movement bahut hi fast hoti hai isme trading karne se ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain isliye Ham Logon Ko Yuva session mein trading Karni chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex market US session kay kay last three hours...

                Use Maar Ke shasan ke last 3 horse bahut hi important Hote Hain jismein market Hamesha congration hi karti hai Agar New York market session mein strong Bole strange chal raha hai to last three horse mate reddit trader bahut jyada fayda Deti Hai

                اب آن لائن

                Working...
                X