jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...
    Aslam O Alikum umeed hai sab khairyat say hun gye forex trading busimess ek bohat risky business hai forex pay trade lagty hoe humain take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karna chahye kyu kay market ki up and down movement say humain kabi bhi high loss ka samna karna parh jata hai is liye humain profit set karty waqf chahye kay hum loss ka margin bhi rkhain or koshish karain kay loss ka margin apne balance ko dikhty hoe rkha jiye ta kay apne balance ko bhi secure kiya jiye or high loss say bhi bacha jiye loss ko sef karna bohag zarori hai is liye apne seniors say consult karty rhain or koshish karain kay ek waqt may ek hi trade lagai jiye or maximum profit earn kiya jiye Dear traders apni rae bhi zaror dyn shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

    Forex trading business mai tarders ko bohat kuch seekhna hota hai. Uss mai ye baat bhi shamilhoti hai kay trade open aur close kaisay kerni hai.Trade ko apnay liye safe aur secure kaisay banana hai. Jab tak tarders apnay account ki safety pehlay nahi rakhain gay uss waqt wo apni tarding bhi achi nahi ker sakengay. jab tarders trading achay tareekay say nahi kerengay tou profits bhi achay nahi hongay. Take profit aur stop loss 2 aisay tools hain jinn ki madad say traders apni trade ko safe kertay hain. Traders ko take profit aur stop loss ka use zaroor kerna chaiye kiyu kay uss kay baghair traders ko kisi tarde mai un ki ghair mojudgi mai bohat ziada loss bhi ho sakta hai aur issi tarah take profit set kiye baghair trader ko acha profit dobara kamm ho jata hai. Take profits aur stop loss ko hamesha aisi range mai he rakhna chaiye jiss say tarders ko aik safe side balance kay point of view say zaroor milay. Trading business mai take profit aur stop loss sub say important tool hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

      Gee haan bhai forex mein humain forex trading tools ko lazmi use kerna chahyea aur iss kay beghair trading na kya kerain forex mein trading tub hi kamyab hoti hai jub hum apni trades ko bhi her taraf sae safe rakhtay hain means kay humain unn mein take profit lazmi use kerna chahyea kyun kay hum kisi na kisi kaam mein masroof ho jatay hain tou her waqt trade ko nahin dekh saktay jis ki wajah sae humari profit mein janay wali trade loss mein bhi ja sakti hai aur agar take profit laga ho ga tou humari trade profit mein close ho jaye gi issi tarah agar hum kisi bhi baray loss sae apni trade ko bachana chahtay hain tou humain apni trades mein stop loss ko lazmi use kerna chahyea ta kay kam loss mein hi humari trades close ho jaya kerain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

        Stop Loss ka Khayal rakhen

        Apka Jaiza bohot hi zabardast hey aur waqai mein aap ki bat se agree karta hun keh hamen always Stop loss ko use kartey rehna chahiye kioun keh jitne bhi failure traders hein un sab reason hi yehi hota he keh woh profit ko close kar lete hein aur Stop Loss bilkul lagatey hi nahi hein jiski wjha se unhen thora thora profit to hota rehta hey but jese hi koi trade apke against jati hey ya koi bari move apke against jati hey to phir ya to apka account wash ho jata hey ya phir itna ziada phans jata hey keh aap usko recover karne ke chakar mein greedy ban jatey hein emotions control nahin kar patey hein aur totally fail hotey jatey hein aur yahan tak keh aap ka account hi khali ho jata hey,

        Advice:

        Mery traders ko yehi advice he keh kabhi bhi Stop Loss ke baghair trading mat karen warna apko bohot bara loss uthana parega jab bhi market apke against gai to phir apko jan churana mushkil ho jayegi isliye always Money Management ke sath trade lagayen aur Always Stop Loss ko achi trha se follow karen to aap kabhi bhi Totally fail nahin ho saktey hain.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

          Terminal me app ko har tool koi na koi faida deta hi hay app agar trading me siraf take profit just profit earn karny key ley place karty ho magar stop loss use nahi karty to es ka nuksan ye hota hay key zarori nahi key app ka take profit 100% hi hit ho jaye market trend opposite direction me be convert ho kar app ko loss de sakti hay aur stop loss na hony ki waja se hi app bahot zeyda loss ka samna be kar sakty ho, agar es situation me app ne stop loss kia ho ga to market agar opposite direction me move karti be hay to loss app es trade me zaror face kar sako gey magar account wash tak bat nahi ja sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

            G ha dear ye to ap ne sahe baat ki hai k hum agar ais market mai koi trade lagaty hai aor aus par analysis kar k aus trade k sath take profit lagaty hai magar aus trade par stop loss use na kary to ye sahe ni hai agar ap ne ais market mai stop loss use karna hai to ais market mai apny analysis aor trading strategies k hisab se use kary agar ap ais market mai koi trade lagaty hai to ais mai stop loss laga ley gay to aus se ap ko ais market mai agar loss hota hai to atna zayda loss ni hota ap aus loss ko baad mai asani se recover kar sakty hai agar ap ais market mai loss use ni karty to aus se ap ko ais mai kafi zayda loss ho sakta hai jis se ap ka account wash bhi ho sakta hai ais liay soch samjh k ais market mai kaam kary.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

              Logon Ko market Mein stop loss aur take profit donon Ka istemal Karna chahie Varna Ham logon ko bahut hi jyada nuksan Hoga isliye Ham Logon Ko stop-loss Aur tekpro donon Ko Sambhal karte hue trading istemal Aane chahie Taki ham log market se fayda kar Saken Ham Logon Ko kamyabi Mil sake
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

                hamy forex market mai take profit ko use kar ky kam karna hp ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hamy is mai stop loss ko use kar ky trading karny ka risk lena ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai mayare kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik asa business han jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik wasee business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamara account banned ho jy ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: take profit kay sath sath stop loss ka bhi khayal karain...

                  Dear friend forex trading main hum log jab trading karty han to humary zahan main profit he hota ha jab k humy apny account k loss ko bi zahan main rakhna chae ha kabi bi kuch bi ho sakta ha or is sy pehly k humy ziada loss ho hum apny trade ko proper manage karny stop loss or take profit istamal kar k ta k humara account safe ho or ziada risk na ho jab hum stop loss lagaty han to humara account bilkal safe hota ha or humy ziada loss ni tension ni hoti ha or hum relax ho k profit ka wait kar sakty han or hum ny profit loss ka margin rakhna chae ha k humy ktna loss ho sakta ha or ktna profit hona chae ha is tahra hum ache tahra forex trading main earning kar sakty han

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X