Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?
    Dear forum members maira aap saub say sawaal hai kay forex trading business mai kaamyab honay kay liye priority learning ko honi chaiye ya earning ki honi chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

    Dear aagar aap ki forex ki learning achi ho gi tou aap ki earning khud ba khud achi ho jaye gi humain chahyea kay hum forex mein mehnat sae kaam kerain forex ko samjhain seekhain aur uss kay mutabiq forex mein kaam kerain jitni zayada frex ki learning ker saktay hain kerain jitna forex ka knowledge strong ho ga forex sae humain utni hi zayada earning ho gi forex mein soch samajh ker kaam kernay mein hi humari kamyabi hai forex ka knowledge hasil kerain market kay analysis kerna seekhain trend kaisay maaloom kya jata hai uss ko seekhain jitni aap ki forex mein output ho gi aap ko forex mein uss sae kahin zayada kamyabian milain gi iss lye forex mein dil sae aur mehnat sae kaam kerain
    • #3 Collapse

      Re: Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

      Dear mery khayal me agar priority agar earning ko di jaye to learning karna impossible ho sakta hay traders ko sab se zeyda priority learning ko hi deni chaye aur learning karty time earning ka khayal be mind me nahi hona chaye, Forex business ki learning hi ehmeyat rakta hay es ley mera opinion ye hay jo traders learning ko earning se zeyda priority dety hey esy traders expert aur professional hi ban sakty hey, Forex business me successful traders ki kami esi waja hay key bahot se traders earning ko priority dety hey aur yahi trading me failure hony ka reason be hay.
      • #4 Collapse

        Re: Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

        Dear jo traders ais market mai new hai aor aun ko ais market mai kaam karna ni aata aun k liay sab se zarori to learning hai agar ap ais market mai learning kar lety hai aor aus k baad ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai agar ap ko kaam karna aata ho ga to ap ais market mai sahe se profit bana sakty hai kun k ap ko ais market mai kaam karny ka pata ho to ap ais market mai se paisa tab hi kama sakty hai jab ap ko ais market mai kaam karna aata ho ga agar ap ais market mai aisy hi kaam karo gay to aus mai ap ko faida atna ni ho ga ais liay ap ko ais mai learning karni hai to ap ko ais mai learning karni hai aus k baad real account par kaam karny ka sochna hai.
        • #5 Collapse

          Re: Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

          Aslamoalaikum dear brother ager apka pass knowledge acha ho ga learning achi ho gi to ap earning khud ba khud acha ho jay ga to is ka liya apka pass experience or knowledge ka acha hona bohat zarori ha or mahnt jitni achi ho gi utna hi acha ap earning kr pao ga
          • #6 Collapse

            Re: Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

            Jitna Jyada knowledge Hoga hamare pass forex market ka Ham Logon Ko Itna hi jyada fayda Hoga isliye Ham Sab Logon Ko Apne knowledge Ko Diya Ja Sajna da increase karna hoga FIR Ham Logon Ko Pakistan Forex Varum se chal Unse mil Jaega aur ham log trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Priority learning ki honi chaiye ya earning ki honi chaiye?

              Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan Jo traders is market Mein new hai aur unko is market Mein kaam karna Nahin Aata unke liye sabse Jaruri to learning hai agar aap is market Mein Lada kar lete hain aur uske bad aap kis market mein agar mehnat Karte Hain To aap is market Mein Kamyab ho sakte hain Kyunki is market mein agar aapko kam karna aata Ho Gaya to aap is market mein aasani se profit banaa sakte hain Kyunki aapko is market Mein kam karne ka pata ho to aap is market mein se Paisa tab hi Kama sakte hain Jab aap to is market Mein kaam karna aata Hoga agar aap is maarpeet Mein Aise Hi Kam Karoge To usmein aapko Kafi utna hi nahin Hoga isliye aapko ismein learning karni hai to aapko ismein learning karni hai uske bad real account Paka kam karne ka Socha Na hoga tab bhi aap Kamyab ho sakte hain aur acche trailer Ban sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X