Jaiza: Hamen Apni personal trading diary banani chahiye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Hamen Apni personal trading diary banani chahiye.
    Benefits of Personnel Forex Diary

    Hamen apni forex trading mein aik achi decipline ki zarurat hoti hey aur mein samjhta hun keh agar aap ke ander aik achi decipline hey aur aap apni har mistakes ko improve kar rahey hein to aap is mein kabhi bhi fail nahin ho saktey hein. Aur yeh sab kese mumkin hey?

    Hamen Chahiye keh hum aik Diary len, jo just aur just hamarey forex business keliye hi ho, us mein hum daily basis par apna aik record rakhtey jayen, hum jo bhi trades lagatey hein jo bhi Stop Loss and Take Profit hum set kartey hein uski sari details hon aur jis jagha pr hum mistakes kartey hein uski bhi sari details honi chahiye, Jese hi Week khatam hota hey to hamen apni diary ko lekar kisi bhi Khuli Fiza mein jakar akele beth kar apni hi Diary ke analysis karne chahiye keh Humne kahan kahan par Kon kon c mistakes ki hein aur phir hamen un Mistakes ko Improve karne keliye Next week ki planning karni chahiye mein confirm kehta hun keh hum is trha se kabhi bhi is Market mein fail nahin ho saktey hain aur hum always Successful hi hotey hein.

    Yeh aik bohot hi acha method hey aap sab isko aik bar zaroor azmayen apko maza ayega aur aap bohot hi relax trading feel karengey.

    Shukriya.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Hamen Apni personal trading diary banani chahiye.

    G han ye bahot important be hay hamy apny mistakes ki information hona bahot zarori hay aur note book me agar ham apny mistakes aur jes trades me ham profit earn karty hey es key bary me agar useful maloomat note ki jaye to future me es note book ka hamy bahot hi zeyda faida ho sakta hay 1 to hamy apny mistakes yaad hoty hey aur apni next trading me ham esy koi be mistake kar key trading nahi karen gey jo note book me note ki jati hay, learning ka ye tareeqa mery khayal me bahot hi best hay ham note book me apni trading se related har information note kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Hamen Apni personal trading diary banani chahiye.

      Dear agar dekha jaye to ais market mai ap ne acha kaam karna hai ya ye dekhna hai k ap ka skill kitna hai to aus k liay ap ais market mai koi bhi trade lagaty hai ya ais market mai koi analysis karty hai to aus ko ap note kary aor aus k baad ap ais market mai aus record ko check kary k ap ko ais mai kitna profit hoa hai aor kitna loss hoa hai aus mai ap ko pata chal jaye ga k ap ko over all kitna profit hoa hai ais se ap ka confidence barh jaye ga aor aus k baad ap ais market mai mazeed achy analysis kar sakty hai aor ais market mai trades laga sakty hai aor aun par acha profit bana skaty hai ais mai ap k pass record ho ga to ap ko apni trades par yaqeen ho ga jis ki waja se ap trades ko hold rakh sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Hamen Apni personal trading diary banani chahiye.

        Forex trading business kertay huay agar aik dairy bana li jaey to bohat he acha hai. Iss tarah trader ko apni trading ka undaza hota rehta hai. Tarders ko chaiye kay forex trading business ko samajh kay aur achi tarah seekh kay karey takay unhain pata ho kay forex aik worl wide business hai. Traders ko pata hona chaiye kay kay trading sirf trading terminal ya MT4 ka naam nahi hai. Instaforex ka real trading account agar instaforex ki website pay jaa kay client cabinet say log in kia jaey tou waha her trader ka aik poora back office mojud hota hai jaha traders ki tarding aur payments waghair ki total detail mojud hoti hai. Uss cabinet mai charts,pie charts akya saath poori tafseel de gai hoti hai her movement aur her action record ho raha hota hai. Issi tarah trading terminal mai bbhi time frames kay saath market ki saari movemnet ko daikha jaa skata hai.

        Trader ko diary zaroor banani chaiye aur uss diary mai apni loss mai janey waali trades mai honay waali ghaltioo ki list bhi banani chaiye takay dobara wo he same ghaltiaa repeat nahi ho aur iss tarah apnay losses ko kam kia jaa sakta hai aur forex traing buisness mai bohat succesful hua jaa sakta hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Hamen Apni personal trading diary banani chahiye.

          Agar ham log trading diary Banakar kam Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga Ham logon ko apni planning acchi Hogi Tumhare experience per increase hoga aur ham Logon Ko Jyada profit bhi mil sakta hai aur ham logon ko bahut fayda Hoga Agar ham log apni diary banaenge to

          اب آن لائن

          Working...
          X