jaiza : market mai analysis ke improtance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : market mai analysis ke improtance
    hamy market mai analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he htoy hain forex aik acha busines hain hum is mai learning ky sat ache earning be deta hain hum gar mai bath kar kam kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga forex aik bohat bara business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : market mai analysis ke improtance

    Dear agar ap ye chaty hai k ap ais market mai khud kaam kary to aus k liay ye zarori hai k ap ais market mai sab se phly to analysis kary aor aus k baad ap ais market mai kaam kary agar ap ais market mai kaam sahe ni karty to ap ko ais market mai loss ho sakta hai agar ap ais market mai apny analysis k hisab se trade lagaty hai to ap ko ais market mai ye pata chalta hai k ap k analysis kitny perfect hai aor aus mai ap ko kitni trades par profit hoa hai kitni trades par loss hoa hai aisy hi agar ap ais market mai trades karty hai to ap ko ais mai apna skill level ka pata apny analysis se chalta hai agar ap ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai aor ap ais market mai acha profit bana sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : market mai analysis ke improtance

      Market mai movement ko daikhnay aur monitor kernay kay liye analysis ki zarurat hoti hai. Forex mai expert aur senior traders analysis ko 3 types mai divide kertay hain aur unhain mujtakif time pay use aur apply bhi kertay hain. Forex traders analysis ki pehli type ko fundamental analysis kehtay hai jiss ki madad say market mai currencies aur commodities ki movements ko trends kay saath monitor ker kay analyze kia Jata hai aur phir trading ki jaati hai. Dusri type ko technical analysis kaha Jata hai jiss mai ziada ter market ki routine say Hutt kay movement ko analyze kia Jata hai jiss mai news aur signals ka market pay impact daikha Jata hai aur unn say honay waali movement kay analysis ker kay trading ki jaati hai. Teesri type ko sentimental analysis kaha Jata hai jiss mai market pay kisi khaas event ya incident kay impact say honay waali movements ka analysis kia jaata hai. Forex market mai trading depend he trends aur analysis pay ker rahi hoti hai

      اب آن لائن

      Working...
      X