jaiza : account wash q hota hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : account wash q hota hain
    forex aik international hain hum is mai jab kam karty howe ko mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hunm gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain or is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zaroirat nahi hote forex aik acha busiens hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah htoa forex aik acha busines hain hum is mai agar sucess gain karna chatey hain to hamy analysis ko or indicators ko mostly use karna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : account wash q hota hain

    Aoa to my all forex members umeed kerta ho0n ap sb loag khariyt sa hon ga forex ma hamara account hamari apni hi galet ki vja sa hota hy.hm apni post ak to achi nhe kerty or jis sa hmaian hamara account bonus hamain kem milta hy or jis sa hm trading thori bahot ker skty hain or dosri is ki vja ya hay kh hm lalach ki vja sa apna lot size ziyada ker daty hain or jis sa hamara account loss ma chela jata hy or phr hamara account wash ho jata hay
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : account wash q hota hain

      Dear jab ap apny account par zayda risk lety hai ya ap apni trades k sath stop loss use na kary to aus time ap ka account wash ho jata hai jaisy agar ap ne ais market mai bahot hi bari lot laga di ho jis par agar ap ko loss hota hai to ap ka account aus mai wash ho jata hai kun k ap ka account atna zayda loss bardast ni kar sakta aor ais market mai jab ap bahot zayda trades laga dety hai aor aun k sath stop loss ni lagaty to aus mai ap ka account kai dafa wash ho jata hai ais liay ais market mai kaam karny k liaye money management k hisab se kaam kary aor her trade k sath stop loss lagye gay to ap ko ais mai faida ho ga warna ap ko ais mai loss hi ho ga ais market mai planing k sath kaam kary.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : account wash q hota hain

        Dear member trading account washout hone ki sab se bari wajah money management ko follow na karna hai apne account ki capital ke hisab se trade mein lot size ko manage nahin karte to bahut zyada chances hote Hain ki hamara account washout ho jaaye. Is liye sab se primary kam hai ke trade lagane se pahle aap apne account ke total capital ko dekhkar lot size ka intekhab Karen aur agar trade aap ke opposite side per ja rahi hai to koshish karen me stop loss tool lazmi use Karen otherwise aap ko ziada nuksan ho sakta hai ya maybe account washout bhi ho sakta hai. Bahut se log aise Hain Jo bahut kam capital ke sath kam karte Hain to agar capital kam hoga to phir bhi account was hone ke chances hote Hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : account wash q hota hain

          Forex trading business aik bohat bara aur wasee business hai. Forex trading business aik aisa business hai jo poori duniya mai kia jaa raha hai aur poori duniya mai traders iss business say bohat faida utha rahey hain. forex trading mai kaamyaabi learning aur trading kay knowledge say he milti hai. Jo traders learning aur knowledge kay baghair trading kerna shuru ker daitay hain unhain trading ka experience nahi hota aur uss ki wajah say trading mai loss hota rehta hai. Traders uss los sko recover kernay kay liye ziada lot size kay saath trades open shuru ker laitay hain aur unkay experience ki kammi unkay loss recovery ki bajaey unhain mazeed loss ki taraf lay jaati hai. Aakhir mai nateeja seedha seedha account wash ki soorat mai he nikalta hai. agar traders account mai ziada loss honay ki soorat mai emotional ho kay over trading nahi karain tou unhain account wash say bachnay mai bohat asaani rehti hai.Iss liye traders ko positive trading he kerni chaiye
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : account wash q hota hain

            hamary over trading karny ki waja se leverage size ki waja se jo free margin milta hay loss hony par account balance key sath ye free trading margin be khatam ho jata hay esi waja se account wash ho jata hay, trading me koi be ghalti karo to esi reason ki waja se account bilkul be wash ho jata hay aur ham koi aur trade open karny key qabil nahi hoty, over trading aur kesi kisam ki ghalti esi condition me ham nahi kar sakty jab ham discipline aur reasonable risk key sath trading karna apna rule bana len to account be wash nahi ho saky ga.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : account wash q hota hain

              bhai jan forex trdaing main account wash hony ki sub se bari wjah yah hoti hai k hum bari lot k sath trdaing karty hain or os main hum stop loss ka use nahi karty hain es liye hmain aghr apny account ko save rkhna hai tu hmain apni trdaing main stop loss ka use krna hoga jis se hum apni trdaing main aghr los ko face kart hain tu kam se kam face karty hain es se apko loss hony par account kbhi bhi wash nahi hota hai tu hmaisha apni trdaing ko achi tha market k hisab se analysis kar k karen tu aoko apki trdaing main acha profit milta hai or ap apni trdaing main account ko bhi save rakh skty hain account wash hony ki or boht se wajohat hoti hain jin se hum apni trdaing ko baca kar k karen tu sahi rahta hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : account wash q hota hain

                Dear friend Forex trading ke account ko Bass hone ki 2 se 3 Baje Hoti Hai Jaise ke pahle vajah yah hoti hai ki ek traders Jab Bhi Koi trading Karta Hai To Uske pass Agar Achcha experience na ho to uska account was ho jata hai Kyunki Jab aapke pass Kisi bhi kam ke related Achcha experience na ho to aap usmein nakam hi hote hain dusri Badi vajah yah hoti hai ki Achcha experience hone ke bavjud bhi aap lalach karte hain Kyunki Forex trading Mein laalach ki vajah se aapka account was ho sakta hai Kyunki lalach karte hue aap badi badi lot size open karte hain joki trading main aapko nuksan deti Hain isliye Jyada lalach mat Karen Taki aap acche profit Hasil kar sake Aur nuksan Ko Dur kar sake isliye Ye Laal Ishq kiye bagair trading Karen Taki aap acchi earning kar Saken aur iske sath sath achha profit bhi Hasil kar sake Forex trading Mein nuksan ki wajohat lalach kam experience Forex ke related Kisi bhi chij ka experience na Hona leverage ko badhakar kam karna aur Badi lot size ke sath trading karna
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : account wash q hota hain

                  Jb hum risky order lgatay hein tb humara account wash hota hai aur hum stop loss b use nhi karty to achaanak market speed se move hoti humaray order k against aur humara account wash ho jata hai aur hum bina practice kiye order lag dety hein yehi reason hai k hum wash ho jaty
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : account wash q hota hain

                    forex may Hume account over trading ki kaha say hota hai Jan hum trade lagne may apne balance ko ignore karty hain or lalach may akar ziyda profits kay chakro may ziyda trade laga dyte hain ase may humre pas na knowledge hota hai or na hi experience tu humra sara balance wash ho jata hai is liye hir trader ko koshish karni chahye kay hum first apna experience build karain or apne knowledge ko increase karne pay focus rkhna chahye ta kay real account may humain trade lagne may asaani ho ir hum easily acha profit earn karty hoe apne account ko safe rkhain or loss say bachty rahain forex trading business mag humain learning kay begaar earning possible nahi hai...
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : account wash q hota hain

                      Dear friend ap ki bt bilkal durst hy forex aik international business hy is m hamy loss tbi hota hy jb ham koi mistake krty han forex aik unique business hy ham is m ghr byth kr kam krty han is m loss hmasha hmari apni galtion ki wja sy hota hy is m market ka koi qsor ni hota is m kam krny k liay hamy kisi office jany ki zrort ni hoti ye hamy earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy ham agr forex m lalichi bn kr kam karan gy to kbi b successful ni hon gy forex trading m lalichi traders ki koi jga ni hoti forex aik behad profitable business hy is m ham agr rules ko follow kr k or market k up down ko dakh kr or smj kr kam krty han to successfull hoty han
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : account wash q hota hain

                        Jab ham log forex market Mein launch karte hain is Waqt Ham Logon Ko nuksan hota hai isliye Ham Logon Ko lalchi Nahin Karni chahie balki Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi Taki ham log forex market Se Achcha profile banaa sake
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : account wash q hota hain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                          forex aik international hain hum is mai jab kam karty howe ko mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hunm gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain or is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zaroirat nahi hote forex aik acha busiens hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah htoa forex aik acha busines hain hum is mai agar sucess gain karna chatey hain to hamy analysis ko or indicators ko mostly use karna ho ga
                          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading aik international online business ha agr is main hum galti karny gy to humy loss ho ga is k alawa jab bi hum log lalich karny gy bagar analysis k trade open karny ya phr over trading karny gy to bi humy loss ho ga or humara account wash ho sakty han is ley humy loss sy bachena k ley proper planning or strategy k sath trading karni ho ge ta k humara account safe ho or account wash na ho jab bi hum in chezun ko avoid ni karny gy to humary account wash hoty raheny gy is ley humy pehly ki tahra proper learning or practice karni ho ge or forex trading seek k trading karny gy to kamyab hon gy
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : account wash q hota hain

                            Account wash hone ki wajuhaat:

                            Mein samjhta hun keh agar hum forex business mein enter huwe hein to sab se pehle hamen chahiye keh hum forex business ke rules ko achi trha se follow karen kioun keh agar hum forex business ke rules ko achi trha se follow kartey hein to mein nahin samjhta hun keh hum is mein loss karengey aur hamara account is mein wash ho jayega, Hamen chahiye keh hum ziada se ziada is business ko achi trha se learn karen aur yeh nobat bhi na aye keh hum is business mein apna sara account hi wash karwa den, isliye yeh zaroori he keh hamen is business ko wese hi karna chahiye keh jese aik professional traders is mein work kartey hein tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hain aur apne account ko wash hone se bacha saktey hein,
                            Otherwise agar hum rules ke against work kartey hein, Emotional bantey hen, Greedy bantey hein to phir hum kabhi bhi is mein kamiyab nahin ho saktey hain.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : account wash q hota hain

                              Frocks Mein Hamen account overtrading ki kahan se hota hai bhai jaan Ham trade Lagane mein Apne balance ko ignore karte hain aur lalach mein Mein Pad Jaate Hain professed Ke Chakkar Mein rail Laga Dete Hain ismein hamare pass knowledge hota hai aur na hi experience to Hamara Sara balance voice ho jata hai isliye Har trade ko koshish Karni chahie Kaise Jyada mehnat Kare aur Kamyab ho sake
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X