Account wash kaisay hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash kaisay hota hai?
    Assalam o alaikum dear members aur traders. Pak forex forum pay aik baat baar baar daikhnay ,sunnay aur parhnay ko milti hai kay loss bohat ziada hogaya. Balance khatam hogaya. Balance urr gaya waghaira waghair aur phir iss kay jawaab mai her member aik he lafz bolta hai " Account Wash ". New members ko samjhanay kay liye senior members aur experts traders say eltimaas hai kay ye " Account Wash Kaisay hota hai " ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash kaisay hota hai?

    bhai jan insta k account wash hony ki sub se bari wjah yah hoti hai jub hmain loss zyda ho jta hai or market ayse move karti hai jis sse hmary account main balnce rhta he nahi hai jis se hum os k bad yah tu loss ko recover kar saken or na he hum apni trading kar skty hain or loss tab he hota hai jub hum khud koi na koi galti kar jaty hain es liye aghr tu loss na ho hum sub yah chhaty hain tu hmain ayse koi bhi galti nahi karni chahye jis s e hmain loss ho or account wash ho jay...

    account wash hony ki sub se bari galti......
    forex trading main account wash un mambers ko zyda hota hai jo apni trdaing main stop loss tool ko use nahi karty hain q k yah aik aysa tool hai trading ka jis ko aghr hum apni trdaing main apply karen tu hmara accuont kbhi bhi wash nahi hota hai es liye zarori hai k hum apni trdaing main aghr apny account ko save dekhna chahty hain tu hmain apni trde main stop loss ka lazmi use krna chahye es se hmain loss hony par khi bhi account wash nahi hota hai. loss ho jay tu kam se kam hota hai jo asani se recover ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Account wash kaisay hota hai?

      App trading me ghalti karo gey aur app kesi trade me bahot zeyda loss kar lo gey to es waja se app ka trading free margin zero ho jata hay esi ko account wash ka name dia jata hay, zeyda tar account wash over trading ki waja se ho jata hay, agar app apny account balance se zeyda ka risk apni trading me lo gey to app ka account wash ho sakta hay, discipline aur tareeqy (reasonable risk) key sath agar trading ki jaye to big loss be nahi ho saky ga aur account wash be nahi ho ga, hamari trading discipline key sath bilkul be nahi hoti ham big loss key sath zeyda tar account wash be kar lety hey.
      • #4 Collapse

        Re: Account wash kaisay hota hai?

        Aslamoalaikum dear hmary account ka wash hony ki bohat c wajohat hn jis ki waja sa account wash ho jaty hn to jb b forex pa work krty hn to ek rules ka mutabik work krain ta ka apka account safe rhy to rules ko follow krain mahnat krain jitna ho sky frex ko learning krain
        • #5 Collapse

          Re: Account wash kaisay hota hai?

          Dear jab ap ais market mai aik account par trades lagaty hai aor ap ki wo trades loss mai jati hai aor ap ki aun trades k sath agar stop loss na ho to market mai ap ko loss kafi zayda hota jata hai aor aik time aata hai jab ap ki equity kam reh jati hai aor ap ais market mai mazeed loss ko bardast ni kar sakty aus time ap k account mai jo running trades hoti hai wo close hona start ho jati hai aor ap ka account wash ho jata hai ais mai koi cheaz ni bachti ais liay ap ne jab ais market mai kaam karna hai to ais mai apni her trade k sath stop loss use karna hai ta k ap ka account wash na ho aor ap ais market mai safe trading kary tab hi ap ko ais mai faida ho ga aor ais market mai asani se kaam kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Account wash kaisay hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Account wash kaisay hota hai?<br />Assalam o alaikum dear members aur traders. Pak forex forum pay aik baat baar baar daikhnay ,sunnay aur parhnay ko milti hai kay loss bohat ziada hogaya. Balance khatam hogaya. Balance urr gaya waghaira waghair aur phir iss kay jawaab mai her member aik he lafz bolta hai " Account Wash ". New members ko samjhanay kay liye senior members aur experts traders say eltimaas hai kay ye " Account Wash Kaisay hota hai " ?
            Ji ap nay very important question kia hay. Forex trading main ziada tar un traders ka account wash hota hay jo Forex main new hon yehni jen traders nay first time trading ki ho aor un ko ziada experience na ho. Forex trading main account wash honay ka matlab yeh hay k trading kay doran loss ziada ho gia aor account main mojod sara ka sara balance khatam ho gia ho aor trade close ho gai ho to ham kahain gay k account wash ho gia hay jab tak account wash nahi hota us time tak trade jari rehti hay jaisay hi account wash ho jata hay totrade close ho jati hay dobara trading karnay kay liay phir say deposit karna parta hay aor invest karna parta hay. Forex trading main jab trader small account ki soorat main lot size big set kar kay trade open karay ga aor stop loss ko use nahi karay ga to us condition main jab market down move karay gi to loss bohat tezi sau ho ga aor chand seconds main account wash ho jay ga es liay trader ko chahiay k woh big profit ka lalach na karay aor micro ya mini lot size say trade open karay aor trade open kartay howay stop loss ko zaror set/use karay aor small profit hasil karay kay kamyabi hasil karay es taran agar small lot size say trade open ho gi to loss ki soorat main account kafi had tak loss ko bardashat karay ga aor wash nahi ho ga aor trade bhi ho sakay gi aor loss ko recover bhi kia ja sakay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Account wash kaisay hota hai?

              Friend ap ny bot acha question kea hy mgr ye smjna bot asan hy k forex m hamy hmari mistakes ki wja sy forex m loss hota hy is k alawa b hmary loss ki asi bot c wjohat hoti han jin ki wja sy hamy loss hota hy hamy aksar km knowledge or km experience ki wja sy loss hota hy or aksar asa hota hy k ham Forex ko pori tra smj ni skty in wjohat sy b hamy loss hota hy or ye loss jb ham sy cover na ho sky or ye loss barhty brhty hmara account khtam kr dy to usy account wash hona kahty han ya account urh jata hy hamy mukhtlif wjohat ki wja sy loss hota hy jis ko ham account wash kahty han
              • #8 Collapse

                Re: Account wash kaisay hota hai?

                Dear members trading aik technical business hai aur is ko agar ham technical tarike se handle nahin karte to hamen Bara nuksan uthana parta hai. Trading account washout hone se Murad yeh hoti hai ke hamara account kisi trade ki vajah se bilkul khatm ho jaaye, aur usmein capital na hone ke barabar Raha jaaye. Aisa kis Surat mein ho sakta hy Jab Ham apne tradeplace karte Hain to sab se pahle hamen lot size Ka kheial hota Hai ki hamare nahin capital kitna hai aur ham large size ki Hai agar aapki lot size bari ho gi aur apki prediction ke reverce ho jaati hai aur aap trade close nahin karte aap ki trade mein stop bus stop class nahin laga hota to bahut ziada chahte Hain Kya aap ka account wash out Ho jaega.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash kaisay hota hai?

                  Dear members trading aik technical business hai aur is ko agar ham technical tarike se handle nahin karte to hamen Bara nuksan uthana parta hai. Trading account washout hone se Murad yeh hoti hai ke hamara account kisi trade ki vajah se bilkul khatm ho jaaye, aur us mein capital na hone ke barabar Raha jaaye. Aisa kis Surat mein ho sakta hy Jab Ham apne trade place karte Hain to sab se pahle hamen lot size Ka kheial hota Hai ki hamare nahin capital kitna hai aur ham large size ki Hai agar aapki lot size bari ho gi aur apki prediction ke reverce ho jaati hai aur aap trade close nahin karte aap ki trade mein stop bus stop class nahin laga hota to bahut ziada chahte Hain Kya aap ka account wash out Ho jaega.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash kaisay hota hai?

                    forex market main account tab wash hota hai jab ap rules say hat kar kam akrty hain money mangement ko bhol kar kam karty hain tab har kisis ka account wash hota hai ager ap ky pas 100 doller hai tu ap ager 0.01 money mangement ky mutabik trade karain gay tu kabhi account wash nahi ho ga es lea ap forex main ager ap money mangement say kam karty hain tu account wash hony ka dar he nahi rehta es lea forex main hamesha p ko money mangment ky sath kam karna ho ga phir he ap forex main life time ky lea earn kar sakty hain es lea forex main rules aur regulation say he success ho ja sakta hai forex main 90 percent log loss rules ko follow na karny ki waja say karty hain jiss say un ko los hota hai aur ju forex main rules ko follow kar ky karty hain wo 10 percent log he success hoty hain ager ap nay bhi forex main success hona hai rules ko follow karna must hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash kaisay hota hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                      Assalam o alaikum dear members aur traders. Pak forex forum pay aik baat baar baar daikhnay ,sunnay aur parhnay ko milti hai kay loss bohat ziada hogaya. Balance khatam hogaya. Balance urr gaya waghaira waghair aur phir iss kay jawaab mai her member aik he lafz bolta hai " Account Wash ". New members ko samjhanay kay liye senior members aur experts traders say eltimaas hai kay ye " Account Wash Kaisay hota hai " ?
                      Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main investment karty han ya Pakistan forex forum pe ache post kar k acha bounce hasil karty han jab ap us sy trading karty han to ap ko loss hota jata ha aik waqat aata ha k ap ki sari investment or bounce jo ap ko mila hota ha sara khatam ho jata ha to is tahra ap ka account wash hota ha or account wash hony ki waja both sari ho sakti han jasa k ap lalich main bari bari trade open karny ya ap bagar analysis k trading karny or na he ap stop loss istamal karny k ap ka account safe ho in sab ki waja sy ap ka account wash ho sakta ha bazdafa ap ki strategy fail hoti ha to ap ko loss ho sakta ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash kaisay hota hai?

                        Jab ham log market ke against kam karte hain aur ham Logon Ko loss hota hai ya FIR ham log lalach Karte Hain To is Waqt Hamara account watch ho sakta hai isliye Ham Logon Ko Agar Apne account ko wash hone se batana Hai To iske liye hardworking Karni Hogi FIR hi Ham Logon Ko iska fayda hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X