kia forex main loss aur profit ka faisla ap ka experience karta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia forex main loss aur profit ka faisla ap ka experience karta hai?

    Assalamu alaikum dear friend ji aapane bahut sawal Kiya hai meray khyal seloss or profit ka faisla aapke experience on knowledge ke alava aapke lucky vajah se bhi hota hai kyunki market ki maut ko samajhna itna aasan nahin hai yah kabhi bhi kisi vyakti kisi taraf bhi maaf kar sakti hai to yah sirf Ham apne experience on knowledge se thoda Ada laga lete Hain lekin confirm nahin bata sakte to is vajah se ismein experience or knowledge ke sath sath luck ka hona bhi bahut jaruri haiqagar aapke pass experience achcha lag bhi hai tabhi aap ismein successful ho sakte hain lekin sabse pahle experience on knowledge ka hona bahut jaruri hai agar aapke pass experience on knowledge hi nahin hoga to aap achcha analyse nahin kar payenge aur na hi achcha andaza laga payenge isliye experience aur knowledge ka hona bahut jaruri hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia forex main loss aur profit ka faisla ap ka experience karta hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
      friends forex market main ap ky loss aur profit ka faisla app ka experience karta hai ya ap kiisi or method ko apply kar ky kamyab ban sakty hain aksar trader asy hoty hain ju new hoty hain mager main un ko dekhta hun wo achi earning kar rahy hoty hain asa kia waja hai forex main ky aik experience wala trader loss kar raha hun dosri taraf wohi ju aik sal ky ander forex main earn karna shuru kar daita hai sab bhai apni apni details sahre karain ky hamry pas experience ky ilawa asi kon see chez hoti hai jiss say ham forex main success hasil kar sakty hain aur earn kar sakty hain.
      Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Forex trading business Mein profit hota hai ya FIR loss hota hai donon hi Souten Mein Hamen Achcha experience Hasil hota hai isliye Agar Hamen loss Ho Jaaye to Pareshan Nahin Hona chahie bol ke Hamen Intezar kar lena chahie Kyunki Agar Ham acche tarike se kam Karenge tab hi Hamen kamyabi Hasil ho sakti hai bahut Sare log form per Bade shok se aate hain lekin Jab unhen thoda sa anusar Ho Jata Hai To fir vah Bhag Jaate hain lekin bhai Aisa mat Karen yah Ek bahut hi Jabardast karobaar hai agar aap ko ismein Kamyab hona hai to patience bahut jyada Jaroori hai Ek Baar Jab nuksan Ho Jata Hai To thoda sa Intezar karne ke bad aapko Kafi accha fayda bhi ho sakta hai isliye proper time dekar use karobaar Mein kam Karen
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #18 Collapse

        Re: kia forex main loss aur profit ka faisla ap ka experience karta hai?

        Dear ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Forex Mein Jab ham trading karte hain to usmein profit aur loss Hamare experience ki base per hota hai Jitna Achcha experience Hoga utna hi Hamen Jyada profit hoga aur Agar hamare pass experience hi Achcha Nahin Hoga To Hamen Lowes hi hoga isiliye is makeup chat karne se pahle Iske bare mein Janna is samajhna bahut jaruri hai knowledge or experience ko hazar karte hue ismein work karna chahie tabhi Ham ismein successful ho sakte hain Agar hamare pass experience Achcha hai To Ham apni trading ko Bistar kar sakte hain Agar Hamare Paas experience hi nahin Hoga To Ham ismein FIR loss hi uthaenge Forex ki acchi learning aur best knowledge ki bahut jarurat hoti hai Hamen chahie kya Ham ismein Din Raat mehnat Karke successful Ho Jaaye aur accha profit Hasil Karen ismein lalach bilkul Bhi Na Karen tabhi Ham isme kamyabi Hasil kar sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: kia forex main loss aur profit ka faisla ap ka experience karta hai?

          Forex trading aik mushkil online business hai aur is mein koi bhi trader yah dawa nahin kar sakta ki vah trading mein master ban chuka hai kyunki ki is market mein Bahut si aisi unpredictable moments bhi Hui Hai Jo kisi trader ke dimag mein Nahin thi. Lekin is mein Koi shak ki baat nahin hai ki aapke pass jitna ziada experience hoga ap usi hisab se a trade karte hue apni trade mein profit ya loss lete ho. bahut se senior traders aise Hain Jo yah baat advise karte Hain ki hamesha hamare losses hamare liye bahut acche hote hain aur hamen teach karte Hain ki aainda Ham Is tarah ki situation se but sake aur dobara apni is mistake ko repeat hone se avoid Karen. Same isi tarike se Jab Ham apni anomalies remove karte jaenge to Phir ek Din Hamari tamam mistakes remove Ho jaayen gi.

          اب آن لائن

          Working...
          X