Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?
    G all members mera mouzu ye hey k hum forex market me in hen or trading kar rhy hen or is say earning b kar rhy hen to kiya future me hamyn apny bachon ko forex say ziyada say ziyada profit earn karwany k liay unki study finance me kawani chaehay?? ta k wo currencies k bary me proper jaan sakyn or unko money management ka thek trah say ilam ho or jab wo forex join karyn to unk liay bohat he easy ho trading karna to apki is bary me kiya ray hey? k coming generation ko finance me ziyada tarjeeh dene chaheay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?

    Dear ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai hum ne dekha hai jis k pass knowledge ho ga wo hi ais market mai kamyab ho jata hai aisy hi agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni chaye ais market mai ap khud bhi achy se learning kary aor ais market mai dosron ko bhi learning karny ka kahe jab hum ais market mai achy se learning kar ley gay to ais market mai hum kafi zayda acha profit bana sakty hai kun k ais market mai jab hum kaam karty hai to hum ko ais market mai fiada tab hota hai jab humry pass experince ho ga aor hum ais market ki moment ko samjh ley gay aor ais market mai sahe se kaam kar ley gay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?

      G han bilkul agar deka jaye to financial education hamary ley bahot hi zarori ho gia hay, ajkal jo be business start kia jaye us key ley financial education aur knowledge ki bahot ehmeyat hoti hay Forex be esa hi business hay jes me agar app ko financial education ki bahot hi zeyda zarorat hoti hay, jes trader ne finance se related education hasil ki hoti hay es key ley Forex business me kamyab hona aur Forex business ko understand karny me zeyda mushkil nahi hoti, Forex market be financial market hay jes ki main requirement financial knowledge ki hi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?

        Finance ki education bohat achi education hai. Finance ki bohat si branches hai. Ye aik achi thinking hai kay apni next generation ko finance aur uss say related education mai baijha jaey. Business point of view say Agar forex trading business aap ka permanent business hai aur iss level ka business set hai kay aap issay apni next generation ko bhi shift kerna chahtay hain tou zarur finance aur business administration ki education dikwaain ya phir charterd accountancy ki education bhi stock market aur security companies say he relate kerti hai.

        Forex trading business aik world wide business Hai aur abb tou Pakistan mai bhi issay baqayda aik profession ki jagah mill rahi hai jiss ka Matlab hai kay future mai Pakistan mai bhi forex ka Pakistan mai scope barhta jaey ga jiss kay liye abhi say planning bohat zaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
          G all members mera mouzu ye hey k hum forex market me in hen or trading kar rhy hen or is say earning b kar rhy hen to kiya future me hamyn apny bachon ko forex say ziyada say ziyada profit earn karwany k liay unki study finance me kawani chaehay?? ta k wo currencies k bary me proper jaan sakyn or unko money management ka thek trah say ilam ho or jab wo forex join karyn to unk liay bohat he easy ho trading karna to apki is bary me kiya ray hey? k coming generation ko finance me ziyada tarjeeh dene chaheay?
          Bhaijaan Ne Aaj Kal ke Daur mein bacche to bahut hi jyada intelligent Paida ho rahe hain aur unko bahut hi acche learning karne ki Aadat pad gai hai agar ham basic Unki acchi kar lenge to vah Kafi acchi kamai Hasil kar sakte hain isliye sabse pahle Hamen dekhna chahie ki Hamare bacchon Ka Dhyan hai kis side per hai aur Hamen chahie ki Ham unko Vahi education Hasil karvayen jis mein vah Achcha kam kar rahe hain bahut Sare log Apne bacchon Ko bade bade schoolon Mein Dal Dete Hain lekin Unka focus use side per Nahin Hota Jiski vajah Se Hua Pareshan Rehte Hain lekin Hamen dekhna chahie Jo baccha Jis kam ko acche tarike se kar raha ho Uske Vahi Karana chahie
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:kiya hamary bachon ko finance me study karni chaheay?

            Ji han bilkul Aane Wale Waqt mein main study bahut jaruri hai ki ismein agar aapke pass acchi study Hogi to aap market ko acchi Tarah Se samajh sakte hain ki ko calculate Karke ismein Chhapra se kar sakte hain isliye market ke sath Rahana chahie market Se Achcha benefit Hasil karne ke liye jaruri hai ki aap market ko acchi Tarah Se samjhi aur Market ke related Achcha experience Hasil Kare Jitna Achcha experience aapke paas Hoga itni acchi aap best trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X