Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye
    Hamary fail hony ka reason yahi hota hay key hamari planing high risk factor shamil hota hay, trading me high risk kamyab ho sakta hay magar hamesha high risk key base par trading some time fail be ho sakti hay, kesi time market ko samjty howy agar zeyda risk leny ki planing banai jaye to ye perfect trading ho sakti hay magar kesi time hamy low risk leny ka be sochna chaye ta key ham market ko fully understand kar saken es key bad hi risk leny ka idea lagana chaye, discipline aur planing ki trading ka matlab hi yahi hay key soch samaj kar risk leya jaye na to kam risk lena chaye aur na zeyda yahi hamari trading ki planing hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

    Ap ka suggestion bohot he acah hai ke Forex trading mai high risk lainy ka trading plan khabi b nai banana chaiye .

    Forex trading aik risky business ha aur forex ke market mai price bohot he unpredictable tareeqay say move karti hain. jis ke waja say forex market ke price movement ko understand karna aksar expert traders kay liye b mushkil hota hai.
    iss trah kay risky aur unpredictable business mai ager traders apny liye aur b ziada risky plan bana lain tu phir iss trah ke situation mai account wash ya baray loss kay hony ka kafi imkan ban jata ha. Risky trading aur risk wali planning account wash hony ke bari waja hai .

    iss liye expert traders jo market ko baqi logon say ziada achi trah say understand karty hain woh b apni trading mai risk wali planning per trading nai karty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

      Dear ais market mai sab se phly to ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai risk tab hi lena chaye jab ap ko ais market mai ye nazar aa rahe ho k ap ka account wash hony wala hai aor aus k baad agar ap ais market mai risk tab lety hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab aus risk se ap ka account bach jaye kun k agar ap aus time risk le lety hai aor aus se ap ka account bach jata hai to ap ais market mai kafi zayda faida le sakty hai ais market mai risk waisy ni lena chaye warna ap ko ais market mai loss ho sakta hai agar ap ne ais market mai kaam sahe kia to ap ko ais market mai ho sakta hai k loss ho ais mai account k hisab se hum ko kaam karna chaye tab hi faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

        Business mai failures ratios kay reasons ko agar daikha jaey tou iss mai koi shak nahi hai kay sub say barri wajah high risks hai. Forex trading business mai bhi traders kabhi kabhi bohat barey barey risks lay jattey hain jo kisi bhi tore pay theek nahi hotay hain aur 10 mai say 1 ya 2 risk faida daitay hain baaki 8 ya 9 time loss hojata hai ab agar iss ration ko he daikha jaey tou pata chal jata hai kay 10 ya 20% faida ka chance laina aur 80 ya 90% loss mai janey mai say konsa option behtar hai.

        Forex trading buisness mai kabhi bhi risk nahi laina chaiye kiyu kay jab market mai trader ko help dainay kay liye her cheez mojud hai . Trader kay saamnay chart ki soorat mai mukammal movemnet mojud hoti hai jiss mai time frames bhi hotay hain, indicators bhi hotay hain tou risk ka koi tukk he nahi banata . Risk ka option tou waha laina chaiye jaha blindly kaam kerna ho yaha tou sub kuch saamnay he hota hai. Iss liye forex trading mai risk ya tukkay theek nahi hotay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

          Forex trading business Mein Hamen kabhi bhi hai risk Nahin Lena chahie high risk se Hamen Los ke chances Jyada Hote Hain Jo traders Hai risk lete hain aur Jyada Se Jyada trade Lagate Hain Aise traders loss ko bardasht Karte Hain Aise traders ko chahie ki vah apni learning experience Karen aur Chhoti Chhoti trade lagakar Chhota Chhota profit Hasil Karen Taki experience ke sath sath profit we build Ho bahut se traders Chahte Hain ky ek hi dafa Ek Hi Din Mein Amir Ho Jaaye Aise traders overtrading lagakar Jyada risk Patra Lagate Hain Aur Hai profit Hasil karne ki koshish karte hain without knowledge and experience as traders Hamesha loss Hote Hain high risk lene ke liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Hamare senior traders prefer Karte Hain Ki Ham Logon se low risk Lekar trade gaye aur kam profit Mein Apni trade close Karen Jyada profit ke chakron mein bhi Hamen sometime loss ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

            Risk reward ratio.
            Trading mein risk Lena zaruri hota Hai Magar risk ki judgement karna ek trader ka buniyadi farz hota Hai agar aap prediction ke bagair risky ratio ko calculate nahin karen ge to aap ko trade karna mushkil ho jaega. Risk ratio se Murad hoti hai ki aap apni trades mein yah calculate Karen ki aap kis had Tak nuksan bardasht kar sakte hain aur kitna profit aapko gain karna hoga Jab aap in chizon ko ration nikal kar stop loss and take profit lagaenge to aisa karne se aapki trading mein achcha fayda ho ga. Bahut trader aise hote Hain Jo kaam ke dauran risk reward ratio ko madhi nazar nahin rakhte aur aksar apni trade mein Bara loss kar dete Hain is liye hamesha koshish Karni chahie ke apni tamam trades place karne se pahle risk ko madhe nazar rakhen aur xyada Bara risk apni trade mein Na len.
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

              Ko ham trading kr rhy hain wo alredy ik risk hi hota hy. Koi bhi tradrt ue ni keh sakta k hundred percent wo thk hi trade place kry ga. To jab ap already ik risk ly rhy hen to doara riak leny ki zarorat ni hoti trade mn. Qn k lalich ik ese chez hy jo bndy ko nakam bna deti or zalil bhi krwati to bara riak isi liye vnd ly rha hota hy k wo zyada ay zyada profits hasil kry to isi lalich mn wo pehly wala profits bhi zaya kr bethta hy. Hmen trade place krny k liye money management krni chahye. Us k sath sath riak management krni chahye stop loss ko use krna chahye ye vnyadi baten hain us k bad ap trade kren gy to ap ko maximum chances k profit ho na bhi ho to loss bhi ik limit tak hoga jo ap recover kr sakty next tradea mn. To bilkul bhi bary risk na len.
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                ji mere Bhai Akira suraksha kam kar rahe hain to aapko ismein jyada se jyada experience ka hona bahut jaruri hai kyunki for experience bahut jyada jaruri hai agar aap ismein jyada se jyada experience nahin hai to aap is meri bhi nahin Le sakte agar aap bhi main jitna jyada risk lenge utna hi aapko fayda hone ke vichar se jyada hai jitna aapko ismein launch hone ke chances hai usse jyada aapko fayda hoga agar aap Gaya experience kisme jyada lot size land karenge aur bolenge to aapka nuksan ho sakta hai isliye ismein jyada Lord set select karne aur ismein jyada risk lene ke liye aapko chahie kya ismein jyada se jyada apne experience ko grahan Karen kyunki jitna jyada aapke pass hoga utna hi aap ismein trade kar sakenge aur successful Ho sakenge aur French mein high risk lene ke liye aapko chahie ki aap ismein jyada se jyada profit hasil karne ke liye Expriances gain Karen kyunki jitna aap ke pass experience hoga utna hi aap pata kar sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                  g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree kta hun forex trdaing main kbhi bhi high riks nahi lena chahye q k hmain yah bat smjhni chahye k aghr hum tarading kar rahy hain tu frex main paly he over all riks hai jis se hmain trading karny main loss hony k chnaces zyda hoty hain q k hum kbhi bhi exact arket ko chek nai kar skty han or na he hmain maloom hota hai k arket main ab kiya hoga or kiya nahi hoga yah hmain ews se pta chlta hai tu high riks se ap ko jo loss hota hai wo bhi bara he hota ahi o zyda loss hony se apka ccount bhi wash ho jata hai or ap apni trdaing ko bhi jari ahi rakh skty hain high riks k nuksanat yda hai jub k faiy kam hai tu hmain chahye k hum aghr apni rading krna chahty hain tu kam risk ks ath rading kaen ap ayse loss ko bhi manage kar skty hain riks ko bhi manage ka sky han or apny account ko bhi save rakh skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Hamary fail hony ka reason yahi hota hay key hamari planing high risk factor shamil hota hay, trading me high risk kamyab ho sakta hay magar hamesha high risk key base par trading some time fail be ho sakti hay, kesi time market ko samjty howy agar zeyda risk leny ki planing banai jaye to ye perfect trading ho sakti hay magar kesi time hamy low risk leny ka be sochna chaye ta key ham market ko fully understand kar saken es key bad hi risk leny ka idea lagana chaye, discipline aur planing ki trading ka matlab hi yahi hay key soch samaj kar risk leya jaye na to kam risk lena chaye aur na zeyda yahi hamari trading ki planing hoti hay.
                    Dear friend forex trading main ap jab bi high risk laty han to ap ko loss he hota ha is ley humy high risk ni lana chae ha ta k humy maximum profit hasil ho or humy loss k chance kam sy kam ho ta k hum ache earning kar sakeny forex trading main humy lots size apny account k mutabiq istamal karna chae ha or humy small lots sy trading karni chae ha or agr account bara ho to hum small lots sy he 2 sy 3 trade open karny or ache earning kar sakeny gy is tahra or humara account bi safe ho ga or risk bi kam ho ga is ley humy forex trading main small lots trading karni chae ha ta k humy maximum profit hasil ho sakeny or hum forex trading main kamyab hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                      High Risk:

                      High risk aap ki trading par bohot hi bura impact dalta hey aur chahey phir aap aik achey trader hi kioun na hon aap is mein achi trha se kamiyab nahin ho saktey hain kioun keh High risk lena aik professional trader ka kam nahin hota hey aur yeh aik kisam ka gambling ka hisa ban jata hey aur Forex ki market bohot hi risky hey agar aap HIgh risk lete hein aur forex ke rules ke mutabiq is mein work nahin kartey hein to phir kisi bhi time koi bhi trade agar apke against jati hey to phir aap kabhi bhi us trade se itna asani ke sath nahin nikel saktey hein aur aap us mein musalsal phanstey chaltey jatey hein isliye hamen always becarefull ho kar trading karni chahiye aur High Risk lene se always avoid karna chahiye aur aisa koi plan bhi mind mein nhain rakhna chahiye jis mein high risk involve ho.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                        Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main kam karty hoay hamy kbi b apni investment py high risk ni lyna chaiy q k agr ham anylyses ko study kr k or market ki movement ko dakh smj kr achi tra phr ham high risk lyty han to kbi kbi to hmari trade successful ho kr hamy acha profit dyti hy mgr kbi kbi ye trend change krny py hamy itna bara loss dyti hy k kbi to hmara account wash ho jata hy or kbi to loss itna bara hota hy k ham usy cover krny ka soch b ni skty hamy hmasha high risk lyny k bjaiy thori trading krni chaiy hamy choti trade open kar k us sy hi profit hasil karna chaey hamy aik din m aik hi trade open karni chaey zyada over trading b hmari investment k liay nuqsan dy hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                          g main bhi app ki bat say agree houn forex main ham ko ziada risk lainy say bachna chaheay kyon ky yeh iak risky market main hai jiss main kam karny ky lea ap ko rules ko follow karna ho ga phir he ap rules ky mutabik kam kar ky success ho sakty hain rules ko follow karna bohut he zrori hota hai en ky bgair ap ko success nai mil sakti hai es lea forex main rules aur regulation ko follow karny sy ap risk say out ho sakty hain es lea forex ko achi tara say sekhy hain aur jitna ap ka account size ha usi ky mutabik money mangement ka plan karain aur us plan ky mutabik ka karain phir he ap forex market main success ho sakty hain forex main kabhi short cut na marain es say ap ko kabhi bhi kamyabi nahi mil sakti ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                            Dear Forex trading Business mein Hamen kabhi bhi risk Nahin Lena chahie hight risk ke Hamen loss ke chances Jyada Hote Hain Jo traders hight lete hain aur Jyada Se Jyada trade Lagate Hain Aise traders loss ko baat karte hain essay traders ko chahie ke vah apni learning experience Karen aur Chhoti Chhoti trade logon ka Chhota Chhota profit Hasil Karen tar ke experience ke sath sath profit b Ho bahut se traitor Chahte Hain Ki Ek Hi dafa Ek Hi Din Mein Amir Ho Jaaye Aisa trader over trading lagakar Jyada risk Lagate Hain aur Jyada profit Hasil karne ki koshish Mein Khud Ko loss kar Baithe Hain Main Ham Logon Se low-risk Karke lagaen aur kam profit Mein Apni trade karo use Karen Jyada profit Ke Chakkar Mein Bhi Hamen main bahut dafa nuksan hi uthana padta hai isiliye Ye Soch Samajh Kis Mein kam Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamesha high risk leny ka trading plan nahi banana chaye

                              Agar ham log market Mein risk Lete Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada nuksan hota hai aur Hamara account wash ho sakta hai isliye Ham Logon Ko market Mein risk Nahin Lena Hoga Varna Ham Logon Ko nuksan Hoga aur Hamara account wash ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X