Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap bohat achay hongay. Forex trading mai anay kay baad traders ko sub say ziada fikar 2 baato say mutaaliq hoti hai jinn mai aik tou profit hai dusri fikar aur tension loss kay barey mai rehti hai. Agar tarders nay kaamyab aur successful hona hai tou unhain profit say bhi ziada fikar loss kay liye kerni chaiye aur loss say bachna he forex mai kaamyabi hai. Kiyu kay profit tou wo amount hai jo humain hamaraey balance kay saath saath humain extra earning honi hai laikin loss tou hamara assal balance kamm kernay ka sabab banta hai aur humara apnay paisay ko kamm kerta hai.
Traders ko chaiye loss ko priority dain aur profit ko dusray number pay eham samjhain kiyu kay agar daikha jaey tou loss ki wajah say balance amount kamm hojaey gi aur phir uss say yaqeeni tore pay profit ki percentage bhi kamm hoti jaey gi. Agar loss ki priority nahi hogi tou loss ki recover ko bhi ignore kia jaey ga aur aik time aey ga kay loss recover na honay ki wajah say account aisi haalat mai ajaey ga kay wash honay say bachaao mumkin he nahi hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим