Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?
    Forex trading mai trader different strategies say kaam kertay hain. Scalping aur hedging bhi do strategies hain. Hedging ka best time konsa hota hai aur hedging kis waqt kerna behtar rehta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

    Hedging kafi useful strategy hai ap ko scalping hi karni chahiye achy analysis kar k lekin agar ap market me analysis karty hai or ap ko koi sahi point nahi mil raha trading karny k liye ya ap ko kisi pair ki smajh nahi aa rahi to ap ko chahiye k ap hadging kary..
    Is me ap ko krna ye hota hai k sell or buy ikatha karna hota hai or market ki movement k lehaz sy ap ko ek trade close karni hoti hai or ek ko continue ta k ap ko profit ho or ye us waqat kia jata hai jab market ki movment confrm ho lekin up ya down ka pata na ho is liye ap ko is strategy ki zroorat parti hai or ap ko pehly demo account me practice karni chahiye ta k loss na ho ap ko.
    • #3 Collapse

      Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

      Hedging strategy
      Dear members main sab se pahle hedging ko describe karun ga Taki sab logon ko pata chal jaega ki hedging strategy kya hoti hai. Jab aap active trading kar rahe hote Hain aur aap ki trades loss mein chali jaati Hain aap ka account 60% yah 70% loss mein Chala jata Hai, ab aap ke paas apni trade ke opposite trade lagane ke liye balance available nahin hota, Magar aapko broker authorised karta Hai ki jitna lot size aapane a apni activ trades mein lagaya hua Hai uske same lot size aap reverse mein laga sakte hain. Is se yah hota hai ki aap ka loss stop ho jata hai mazeed nahin barhta. Magar pyare doston hedging ek bahut dangerous strategy hai aur koshish Kiya Karen ki shuru mein apna lot size aap kam rakhen Taki hedging ki naubat Hi Na aaye.
      • #4 Collapse

        Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

        Hedge trading strategy esy time me hi karna zarori ho jata hay jab trade me mazeed loss hony ka dar peda ho jaye, loss se bachny key ley hi hedge trading ki jati hay, demo account me agar hedge trading ki proper practice ki jaye to app ko ye andaza ho jaye ga key hedge trading karny ka faida kia hay aur es ka best time kon sa ho sakta hay, every time app hedge trading agar karen gey to app 1 dollar be profit earn nahi kar sakty hey ye trading strategy app ko loss recover karny ya loss se bachny key ley hi use krani chaye, without kesi reason key hedge trading karny ka koi faida nahi hota.
        • #5 Collapse

          Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

          Dear ap ais market mai normal trades laga rahy hai aor aun trades k sath agar ap ne stop loss use ni kia to ap k account mai loss zayda hota jaye aor account wash k qareeb aa jaye aor ap ko nazar aa raha ho k ap ka account wash ho jaye ga to aus time ap ais market mai account ko hedge kar ley ya ap ko ye pata chal jaye k ap ne ais market mai jo trade lagai hai wo trend k opposite hai aor market abi trend mai moment kar rahe hai to aus time ap aik trade ko bhi hedge kar k loss ko hold kar sakty hai ais mai ap ko jab munasib lagy to aus time ap ais mai hedge ko khatam kar k trades nikal sakty hai aor account ko safe kar sakty hai magar ais k liay ap ko pata ho k hedge kaisy karna hai aor ais ko kab khatam karna hai.
          • #6 Collapse

            Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

            hegding pehli bat tu karni he nahi chaheay ager ap ko majbori main karni bhi ar jay tu ap jab ap ko apny account ka wash hony dar hota ha tab he ap hedging karty hain mere khyal say is ka use karny karny ka aik percent bhi faida nahi hai uss say behtr yehi hota hai ky ap trade ko close kar dain kyon ky ager ap aik he currency ko sell aur buy karty hain aik trf say jitna fiada hota ha dosri tarf say utna he nuskan hota hai es lea yeh aik bohut he fazol strategy hai jiss say bohut say trader loss karty hain main nay aik lakh ka loss sir isi strategy pay kia hai es leay ues say jitna bhi ho skata hai avodi akrain aur apni aik sedhi trade karain aur aik he trend main trade karain aur aik currency jab bar bar loss day tu apni currency ko change ar ky kam karain phir he ap koo es main success mil sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

              Dear fellows trading mn hedging kis ko kehty or qn krty hain. Some time ham trade jo lgaty hain yo hmko boht loss ho jata hy.
              Or hmari trade down hi down ja rahi hoti hy agr isi trha markeet down hoti jayy to hmen apna account khali hony ka darr hota hy to ham hedging lgaty hain k ek hi trade ko reverse mn bhi lgaty hain ta k hmen mazeed loss na ho qn k is k ilawa or option bhi ni hota agr ap trade loss mn ja rhy hon ya trade bnd kr den ya hedging karen. Iska ik benifit ye bhi mil jata hy agr ap visilent ho k kren k jab apko pta chal jaye k mRket ka rukh kis side py to ik ko stop kr k dosri sy benifit ly len. Ta k apka account khali hony sy bach jaye



              Dears fellow trading mn h
              • #8 Collapse

                Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

                hedging trading bohat hi dangerous trading hoti hai is liye hir trader ko chahye kay wo hadging trade order na lagain koshish karain kah start say hi apni trade ka lot size kam sag kam rkhain ta kay hedging ki zarort na pare is say humain sometimes bobat ziyda heavy loss ka samna karna parhta hai humri trade phly hi lods may ja rahi hoti hai hadging mazeed humri trade ko loss kay kareeb karti hai bohat kam rare chances hoty hain kay profit mil jiye or mazeed loss na mily mager ase traders jo market may new hain koshish karty rahin
                kay day trading pay focus rkhakn or kam say lam lot size rkhty hoe trade lagain ta kay profit earn kia jiye hadging trade say experts traders hi faida utha sakty hain kyun kay unkay pas hum sab say ziyda knowledge or experience hota hai ziyda say ziyda mehnat karainn or low risk pay kam profit earn karty rahainn ziyda profit may humre pas risk ziyda or loss kay chances high hoty hain jis say humri trade loss may bhi ja sakti hai or hum further koi trade nahi laga sakty jis say reverise profit ho or loss ko recover kiya jiye behtreen tarika yah hai kay hhm apna experience build karain ziyda say ziyda demo account pay kam karain or koshish karain kay practices sah kch sikha jiye jitna ziyda skills hun kay humain utna ziyda forex mily ga hhm easily hadging trade say bach sakty hain or easily day trade say hi profit earn kar sakty hain shukria...
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

                  Hedging Technique:

                  Wese to forex business mein alot of strategies and techniques hein lekin bohot sarey traders aisey bhi hein jo keh hedging techniqs ko ziada use kartey hein aur mein samjhta hun keh yeh tehcnique koi but nahin hey aur yeh khas kar aap us waqt use kartey hein jab aap ki koi bhi trade kisi bhi barey loss mein chali jati hey to aap us trade ko wahan par hedge kar lete hein yeni keh aap apni trade ko lock kar dete hein keh ab yahan se uper ziada loss na ho, is trha se bohot sarey traders aisey bhi hotey hein jo keh apne profit ko lock kar dete hein, jesa keh aap koi bhi trade lagatey hein to apki trade jab achey profit mein chali jati hey aur phir market ke retrace hone ke chances hone lag jatey hein to bohot sarey traders wahan par apni trade ko lock kar dete hein aur phir kisi bhi achey point ko dekh kar apni trade ka lock khol dete hein isko hum heding kehtey hein aur iske bohot hi ziada different part hein aur har traders isko apni different strategy ke sath use kartye hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

                    Agar Ham Logon Ko forex market Mein kamyabi Hasil karni hai iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna hoga Agar ham log Jyada Se Jyada hard work Karenge to iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hoga aur ham log Is Tarah Se Kafi Achcha profit chal kar sakte hain Jiske Ham logon ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai aur ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging kiss waqt kerna behtar rehta hai?

                      dear hedging aik aisa amal hay jis say hamko bhi kuch faida nai milta hay aur na is say kisi broker ko kuch faida milta agar ham yeh chahtay hain k ham markeet main propper kaam karain to hamko chaye k ham isay propper samjhain aur agar ham samjhnay say pehlay markeet main enter ho jatay hain to ham pay phir hedging wala kaam aur bhoot he sawar hoga jis say aaj tak na kisi ko faida mila hay ham har haftay wait he krtay reh jatay hain aur markeet nay aap kaam kr jana hota hay aur jub ham hedging khatam krnay ki sochtay hain to aik bahut lambay wait k baad hamko phir lose ho milta hay is better yahi hay k ham hedging say avoid karain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X