Loss ka Forex traders per effect?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka Forex traders per effect?
    Loss kay sab say bary disadvantage kay bary mai tu sab he janty hain ke loss ka sab say bara effect tu traders kay account per parhta hai aur iss ka capital kam ho jata hai . lakin Loss ke waja say traders per iss say b ziada khatarank effect emotional aur mental level per hota hai . loss ke waja say trader aksar achi trading karty b hon tu phir b apni trading mai conificne ko lose kar daite hain. confidence lose karny ke waja say inko trading mai kafi preshani ka samna karna parh jata ha aur iss kay result mai traders say achi trading ke oppurtunities miss hony lag jate hain aur fazool trades aur bohot he late time per trading position open karny ke waja say b traders loss aur mazed stress say guzrty hain. iss liye loss hony ke baad b traders ko apny ap ko emotionally aur mentally samnbal kar he trading karny ke zarorat hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka Forex traders per effect?

    Dear ais market mai her trader ko ye pata hai aus ko trade par profit bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai ye dekhna hai k ap ais market mai jo trade laga rahy hai aus par ap kitna risk le rahy hai agar ap ais market mai lot bari lagaty hai aor aus par ap ko loss zayda hota hai to aus k baad ap koi bhi trade lagye gay ap k andar dar ho ga ais liay ap ko ais market mai choti trade lagai chyae ta k agar ap ko ais mai loss ho bhi jaye to ap aus ko asani se recover kar ley aor aus k baad ap ais market mai trade lagaty waqat dary ni ais market mai loss bhi business ka hisa hai ais liay ais market mai darny ki zarort ni hai loss hota rehta hai aus k liay stop loss k sath kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka Forex traders per effect?

      Salam...! G loss ka to sab ko pata ha k koi b business ho us me loss or profit to dono hota ha par Forex Market me loss ka effect traded par parta ha..is par business karny se phaly humen dekhna chahye k kitna loss or profit ho ga agr to budget se zada loss ho ga to ye business ko us trhan deal karen k ap ko profit ho .. koi b kam ho us me confidence hona zarorii ha or trads itnii akaro k loss b ho to usy recover kar saky usy or behtar bana sakyy ye nae k sara kuch duba do..
      Shukriya..
       
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka Forex traders per effect?

        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy mistakes ko katem kar ky kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kr sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy market ke movment ko samj kar kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik unique busines hain hamy expert ban ky kam karna ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex aik world wide busines hainis mai hum apny boss ap he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka Forex traders per effect?

          Forex trading mai her trader ki khawhish aur target profit hota hai. Kuch traders ziada profit kay khawhishmand hotay hain aur kuch tarders apnay account kay balance kay mutabiq he profit pay iktifaa ker laitay hain. Ab agar loss kay barey mai baat ki jaey to jaisay her business mai profit kay saath saath loss bhi hota rehta hai issi tarah forex mai bhi loss hota hai aur iss mai koi aisi baat nahi kay kisi ko kabhi loss hua he nahi ho. traders pay loss say mukhtalif impact hotay hain. Kuch tarders emotionally aur ecenomically strong hotay hain aur dobara investment ker kay apni trading dobara start ker laitay hain. Issi tarah pak forex pay kaam kernay waley members bhi apnay monthly bonus kay liye ziada posting ker kay dobara trading shuru ker laitay hain. Assal masla un traders ko hota hai jo loss kay baad recover he nahi ker saktay aisay traders ko bohat ziada mayusi ho jati hai aur phir emotionally aur mentally nkaami ki taraf chalay jatey hain. aisay tarders ko chaiye kay kabhi bhi mayus nahi ho aur koshish kertay rahey aur ye baat apnay zehan mai rakhain kay " try and Try again" un kay liye he kaha gaya hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka Forex traders per effect?

            Dear members Forex trading main hamesha donon option maujud rahte hain aap ko profit bhi milta Hai aur loss bhi a sakta hai is liye aap hamesha in donon options ke sath survive karne ki koshish karen. Agar aap ne money management ki ho gi to aapko loss itna aaega jo aap bardasht kar sakte hain aur agar aap ne money management ko avoid Kiya hoga to phir loss ki percentage us had tak barh sakti hai ki jo recover karna mushkil ho jaaye. Jab trading account ka capital bahut ziada loose Ho jaaye to us ko recover karna bahut mushkil kam hota Hai. Is liye aap koshish karen ki pahle hi Money management karke rakhen Taki aap kisi bary nuqsan se bach saken.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka Forex traders per effect?

              Salam...! G loss ka to sab ko pata ha k koi b business ho us me loss or profit to dono hota ha par Forex Market me loss ka effect traded par parta ha..is par business karny se phaly humen dekhna chahye k kitna loss or profit ho ga agr to budget se zada loss ho ga to ye business ko us trhan deal karen k ap ko profit ho .. koi b kam ho us me confidence hona zarorii ha or trads itnii akaro k loss b ho to usy recover kar saky usy or behtar bana sakyy ye nae k sara kuch duba do..
              Shukriya..
               
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka Forex traders per effect?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                Loss kay sab say bary disadvantage kay bary mai tu sab he janty hain ke loss ka sab say bara effect tu traders kay account per parhta hai aur iss ka capital kam ho jata hai . lakin Loss ke waja say traders per iss say b ziada khatarank effect emotional aur mental level per hota hai . loss ke waja say trader aksar achi trading karty b hon tu phir b apni trading mai conificne ko lose kar daite hain. confidence lose karny ke waja say inko trading mai kafi preshani ka samna karna parh jata ha aur iss kay result mai traders say achi trading ke oppurtunities miss hony lag jate hain aur fazool trades aur bohot he late time per trading position open karny ke waja say b traders loss aur mazed stress say guzrty hain. iss liye loss hony ke baad b traders ko apny ap ko emotionally aur mentally samnbal kar he trading karny ke zarorat hoti hai.
                Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main hum logun ko jab loss hota ha to humara account balance to kam hota he ha or sath main humara confidence bi loose hota ha or hum trading karny sy darty han phr humy ache opportunity ko bi miss karty han q k humary zahan main losa he hota ha k loss na ho jay us ley humy proper learning or practice sy trading karni chae jis sy humy ziada sy ziada profit ho ga humy loss sy ni darna chae ha or proper learning or practice sy hum apny loss pe qabu pa k hum apny dar ko khatam kar sakty han or ache earning kar sakty han loss ho bi jay to hum apny loss ko recover kar sakty han or ziada sy ziada profit hasil kar sakeny gy jis sy humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka Forex traders per effect?

                  g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai sub se pahly tu loss ka radors par yah effect parhta hai k un ka balnce kam ho jata hai or wo apni trdaing ko bhi kafi distrub kar jata hai es liye tu hum sub loss hony se darty hain or forex main jo trdaors zyda los ko face karty hain wo apni trading ka ahaz oht mushkil kar paty hain jis k liye un ko apni trading main confidence ko bahal rakhna muskil ho jata hai q k jub wo dar dar kar trading karty hain tab he u ko loss ho jata hai or jub loss ho jata hai tu pher loss ko recover karny main kafi time lag jaa hai jub k kuj poits ka loss cover ho jata hai or aghr baa loss ho jay tu pora mahina os loss ko recver kary main abra masla ho jata hai or trador ki tradng boht he disrub ho jati hai aik account small ho jaata ai or pher os level tak apka account bari mushkil se ata hai jis se hum apni trading ko hi kamayb nahi bna skty hain tu apni trading main apny risk ko manage kar k trading karen ta k apko loss hony he na pay or aghr los ho tu apko thora loss ho jo asani se recover bhi ho saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka Forex traders per effect?

                    Gee bilkul kul mujhay b boht bar loss howa hai 2 bar mera real account ek bar mera bonus account b wash howa hai loss k insani jisam par bara effect hota hai yaqeen nai aata aap ek demo par trading kare ek real invest kar k aap ko demo loss koi ahsaas na ho ga q k wo aap ki money nai ho gi jab k apnay real account ka bara ahsaas ho ga q k wo aap ki money ho gi is se result nikalta hai koi free cheez ho ya phir kisi or ki ho usay ahsaas nai hota jitny loss apna loss honay ahsaas hota hai is liay main yeh kaho ga loss ka insani jisam par ahsaas ka effect hota hai loss karnay wali mistake hoty hai kabi zaida profit ka lalch hota hai jo account wash kar daita hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka Forex traders per effect?

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading m zahir c bt hy jahan hamy acha profit milta hy to wahin hamy kbi loss b hota hy chahy ktna hi successful trader q na ho usy trading m kbi na kbi loss ka samna krna prta hy or jb b hamy loss hota hy us ka zyada effect hmary account mtlb hmari investment py hota hy hmari investment km ho jati hy mgr is sy b zyada loss ka asar aik trader k emotions py hota hy wo loss cover krny k chkar m confuse ho kr trading krta hy wo stress m a kr achi trading ni kr paty achi planning or strategy bna kr kam ni kr paty hamy chaiy k jb b loss ho to hamy tnsn lyny k bjaiy fresh mind k sath kam krna chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka Forex traders per effect?

                        bhai jan loss ka forex trdaor par bhi asar parhta hai aik tu oski trdaing par asar parhta hai or sath main un k account par bhi asar parhta hai s liye aghr ap apni trading main loss ko face karty hain tu apko aik tu apka ccount main balnce kam ho jata hai or sath main apko os ko recover karny main bhi masla hota hai ayse apki trading main bhi distrubance paida hoti hai tu hum yah kah skty hain k hmary loss ka over all hmari pori trading main boht asar parhta hai or hum apni trdaing main kafi distru ho jaty hain tu hmain chahye aghr hum apni trdaing main loss ko kam karna chhahty hain tu apni trading k amiyar bahtr karen jub ahum achi or miyai trading karty hain tu pher hmain loss kam hota hai or hum apni trdaing main achi earning hi kar skty hain tu apni trading ko bahtr karen karen or forex ki grip ko stong karen ta k hmain loss na ho or hum apni trading main bhi successful bhi ho skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka Forex traders per effect?

                          Loss Effect in Forex Trading:

                          Forex trading mein apne jo Loss ke effect bayan kiye hein waqai mein apki bat se fully agree karta hun aur bohot sarey traders ke sath yehi problem hota hey keh jese hi unhen loss hota he to unka jo aik confidence hota hey aur jo trading style hota hey woh bilkul disturb ho jata hey aur phir woh bohot hi ziada emotional ho jatey hein isliye mein samjhta hun keh yehi woh lamha hota hey jab hamen apne aap ko control mein rakhna hota hey aur apne aap par achi trha se control karna hota hey aur is lamha jab hamen loss ho hamen chahiye keh hum kuch time keliye Market se nikel jayen Out ho jayen aur apne mind ko phir se fresh karen achi trha se fresh karne ke bad hum phir se analysis karke jab is market mein enter hotey hein to hum is mein kafi achey aur Khushgawar mud mein dobara se trading start kar saktey hain
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka Forex traders per effect?

                            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya jab ismein koi newtrade rahata hai to use per lost bahut effect karta hai woh isko kam ko chhod jata hai lekin jo log ismein bahut der se Kam Karen aur experience hai unko loss Koi mayne nahin sakta kyunki vo ismein usse jyada profitable kar lete hain isliye aaram nahin hai to aap karlo se bachne ke liye ismein jyada experience shaadi karna hoga kyunki aise kaise kam hai ismein bhi Bata problem isiliye hamenlost military bahut se log aise Hain Jo ismein kam karna chhod dete Hain aur isase koi naya kam shuru kar lete hain lekin agar koi iski market mein samay ka kam karta hai to use loksevak sakta hai aur lost per cover kar sakta hai isliye hamen ismein aane se pahle iske bare mein jyada se jyada knowledge hasil karna chahie kyunki uske bagair Ham ismein loss muscle karte hain hamare pass experience hai to hum chalte Hain loss recovery bhi kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka Forex traders per effect?

                              Trading me loss ka effect traders par bahot hi zeyada hota hay loss hony par traders ka confidence kam ho jata hay aur traders recovery kary ka pressure be ajata hay, professional traders es situation se pareshan na hony ki waja se kesi had tak apni problems aur loss ko handle kar sakty hey magar 1 new traders key ley market me loss key bad bahot se new challenges ka samna ho sakta hay, loss key bad confidence level down nahi hona chaye jes tarha se app loss se pehly profit earn karny key ley confidence key sakty trading karty hey same esi tarah se trading loss key bad be karna zarori hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X