Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?
    Support and Resistance ke baghair forex trading Uncomplete hey, Sab traders isko explain karen keh yeh forex traders keliye kioun zaroori hein?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

    dear forex markeet main main siki main moovement start hoty he isk support and resistance hay q k markeet apnay chart main jitni marzi moov krlay isko akhir apnay targets tak pounch kr aik baar wapsi return hona he hota hay wo is liye k markeet aik mukammal level aur complet knowledge say kaam krty hay aur agar yeh aisa na karay to aik din aik haftay main yeh is kadar moove karay k bahut saray traders ko aik he din ya haftay main itna lose ya itni earning miljaye k usay baaki ki tamaam life koi aur business krnay ki zaruat he na paray is liye better yahi hay k ham demo pay sab say pehlay supporta and resistences ko samjhnay main apna ziada say ziada time guzarain jiaka result hamko kabhi bhi negative nai milay ga balk kam say kam lose aur achi earning possible hoge agay ham khud bhi yeh jaan saktay hain k support and resistance ki kia value hay.
    • #3 Collapse

      Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

      forex market main support aur resistance aik bohut he important technical part ha aur yeh aik real part of forex hai jiss main kisi qism ki fakness nahi hoti ap jitni bhi achi stratgey ya koi or method ko use karain jab tak uss main support aur rsistance attach nahi karain gay ap ki stratgey work kary ge kyon ky makret apny high aur low lo bohut ziada respect dait hai aur jab yeh apna high break karti hai tu yeh mazeed up jany ka signal diati hai aur jab ye apna low break karti hai us ka matlub bhi ye hota hai ky market main ziada presure sell ki tarf hai aur market mazed sell ki tarf ja sakti hai market main 80 percent analysis support aur resistance ko dekh kar hoty hain es lea hamain es ko sekhna bohut he zrori ha es ky bgair trading main success nahi ho sakty.
      • #4 Collapse

        Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

        Kesi be indicator ko ham fazul nahi samaj sakty hey har indicator ka koi na koi faida zaror hota hay, Support and resistance level ka indicator be esa hi hay app es indicator ko kabi be fazul nahi keh sakty, Support and resistance level professional aur new traders key ley be important hota hay, market ka support zone aur resistance zone area esi indicator se ham identify kar sakty hey agar hamy market ka support area aur resistance area jo key higher point hota hay es key bary me maloom na ho to ham profitable trading nahi kar saken gey.
        • #5 Collapse

          Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

          Dear ais market mai jo technical traders hai aun ko pata hai k market jab aik taraf moment karna start kar deti hai to aus mai jaha resistance aa jati hai ya jaha par support hoti hai waha se market wapis aati hai aisy hi ais market mai jo resistance aor support level hai agar ap aun par trade karty hai to ap ko ais market mai aun level par dekhna hota hai k market waha par koi candle stick pattern bana rahe hai to waha se ap ais market mai trade laga sakty hai ain resistance aor support levels ko supply zone aor demand zones bhi kehty hai jaisy ap k samny mainy 2 level draw kiay hai ain ko dekh k ap ko samjh aa rahe ho gi k market ain levels ki kitni respect karti hai aor ain levels par kitny pattern banati hai.

          Click image for larger version

Name:	supply demand.png
Views:	6
Size:	65.9 کلوبائٹ
ID:	12323454
          • #6 Collapse

            Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

            forex market main support aur resistance level bohut ziada importance hoty hain in ky ilawa ap trade nahi kar sakty hain kyon ky market 99% inhi pay chlati hai ager ap ko in ka nahi pata tu ap makret main kamybi haisl; nahi kar sakty hain jab bhi signal milta hai tab he koi na koi level break hony pay milta hai es lea ap ko forex market main support aur resistance level sekhny chaheay aur in pay daily app ko practice karni chaheay phir he ap iss par focus kar ky experience haisl kar sakty hain koi bhi achi say achi stratgey bgair support aur resistance level ky kamyab nahi dilwa sakti hai es leay in ko sekhna bohut he zrori hai kyon ky yeh har technical analysis ky sath mila kar analysis hoty hain jiss ki waja say in ko sekhna bohut he zrori hai.
            • #7 Collapse

              Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

              Photoresistor ki vajah se Ham Logon Ko market Mein Kafi accha profit Milta Hai isliye Ham logon ko support aur resistance ko follow karte hue trading Karni chahie tha ki ham log market se Accha profit banaa sake
              • #8 Collapse

                Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                Support and Resistance ke baghair forex trading Uncomplete hey, Sab traders isko explain karen keh yeh forex traders keliye kioun zaroori hein?
                Dear friend forex trading main humy ache trading karni ha to phr humy support level or resistance level lazmi pata hona chae ha jab tak humary pass support level or resistance level ni pata hon gy hum ache trading ni kar sakeny gy is ley humy proper analysis karna seekeny hon gy ta k hum achy analysis kar sakeny or support or resistance level ka pata laga k ache trading kar sakeny forex trading main support or experience both important rakhty han in pe he sari ki sari movement hoti ha agr hum in ko samj jany to humary ley forex trading both ahsan ho jay ge or is sy maximum profit hasil kar sakeny gy
                • #9 Collapse

                  Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

                  Ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha forex mein support aur resistance bahut jyada jaroori hai iska hamen jyada se jyada samajhna chahie jitna hamesha acche tarike se samjhenge utna hi Machi trail ka sakenge kyunki market jab ek level per jaati hai to uske bad used Omni aap hona Hi hota hai ismein Koi shak nahin ke market uptodown hoti rahti hai lekin vah apne target Tak pahunchkar used on per aana hi hota hai isiliye hamen ine donon ko samajh Kar Hi trade gane chahie jitna jyada Ham ismein specific karenge jitna Ham supports resistance ke bare mein jaane ke liye utna Hi acche se padh kar sakengeagar hamen iski market mein successful trader banna hai to hamen support aur resistance ko samajhna chahie isase jyada se jyada acchi trade karni chahie Taki Ham ismein jyada se jyada profit ka game kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

                    Ki Mere Bhai aapane bilkul theek hai 1st main support aur resistance bahut jyada jaruri hai iska Hamen Jyada Se Jyada Samjhana chahie Hamesha Achcha tarike ke sath samjhega utna hi machi trail kar Sakenge Kyunki market Jab IQ level per Jaati Hai To Uske bad used Omni Hona Hi Hota Hai ismein Koi shak nahin hai ki market up down hoti rahti hai lekin vah aapane target Tak phone Chakkar use on per aana hi hota hai isliye Hamen uski market Mein cetaphil trader banana hai To Hamen sport Aur isase Dance ko samajhna chahie jisse Jyada Se Jyada CZ Karni chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada profit ka gayan kar sake aur Kamyab
                    • #11 Collapse

                      Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main market ki movement sy aik chart banta ha jis main different levels banty han means up down movement sy kabi value up jati ha or phr wapis nechy ki tarif aati ha is ley humy is baat ko samjena ho ga k market aik level pe ja k phr wapis aa jati ha is ki Kya waja ha is ley humy chart pe ghor karna ho ga jab bi market movement karti ha to aik he point ka agy pechy sy wapis hoti ha agr ye point market ki high value pe banta ha to means ye is ka resistance level ha or isi tahra ye point agr market ki down value pe banta ha to is matlab ha k ye is ka support level ha or market humasha support level or resistance level k center main gumti ha jab bi market support level ya resistance level ko break karti ha to wo is ka resistance level ya support level ban jata ha means jab support level break ho ga to resistance level ban jay ga or resistance level break ho ga to wo is ka support level ban jay ga or market phr apny next level tak jati ha or phr wapis usi point tak ati ha or is k center main movement karti rehti ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Support and Resistance Forex trader keliye kioun zaroori hein?

                        Spport and resistance strategy Forex trading mein bahut importance rakhti hai kyunki most of expert traders apne technical analysis mein support and resistance ko lazmi analyse karte Hain. Support and resistance hamesha use ki jaati Hain ki kaun sa pair kis time kitna niche ja sakta hai aur kitna upar jayega aur kis jagah par usko spport milegi yah kahan par usko resistance hoga yah hua tamam chizen Hain Jo tamam expert traders hamesha follow karte hain, lekin jo new traders Hai unko isy samajhna thora mushkil kam hota Hai. Tamam new traders ko chahie ki vah oversold aur overboard ki strategy ko use Karen Taki unko trading mein profit mil sake aur unka knowledge bhi improve Ho. Agar aap Forex trading mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aap Forex trading ki learning Hasil Karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X