jaiza:E currency ya hard cash??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:E currency ya hard cash??
    G dear friends aaj yaha par bat hogi k E currency zada save hey life me ya hard cash?
    Cash: dear cash wo amount hey jo k humyn hath me pakra di jati hey ya jo hum gr laa kar rakh sakty hen jo k paison k not hoty hen jinsy hum rooz mara ki chezen kharid sakty hen or ye raqam state bank jari karta hey or isme harr not ka baqaida toor par apna serial number hota hey or agar apka not jall jay ya pani me bheg jata hey to ap isk opar diay gy number ko safe kar k apna not claim kar sakty hen.lakin agar bohat bari raqam apny ek jaga say dusri jaga bhejni hey to waha par apka ye cash bohat ziyada hojayga or apko bohat sari mushkalat ka samna karna par sakta hey.lehaza ye jo payment method hey isko ap choty level par he use kar sakty hen.
    E currency: G e currency k bohat sary faidy b hen or nuksan b hen lakin iska sab say bara faida hamyn ye hota hey k hum ek bohat he bari raqam jo k hum hath me nahi pakar sakty wo hum e currency k zariay ek mint say b kam waqat me ek jga say dusri jaga bhej sakty hen or mangwa b sakty hen or dusra ye k isko koi nuksan nahi hony wala kiu k na to ye bheg sakti hey or na he damage ho sakti hey kiu k ye just digits hen jo k apk online account me he rehty hen.
    Bary level par E currency
    choty level par hard cash
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:E currency ya hard cash??

    Dear jaha tak baat hai E currency ki to ais mai jab ap koi bhi currency ko dekhy to ye pata ni hota k wo currency kaha kaha use ho sakti hai aisy hi agar ap k pass hard mai currency hai to aus ko ap kahe bhi use kar sakty hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap k pass yaha par jo paisa hota hai wo e currency se ata hai mean ap ais market mai jo dollor invest karty hai wo e currency ki surat mai hoty hai aor ap ko ais mai jo withdraw milta hai wo bhi e currency ki surat mai hi milta hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai koi payment method select karna parta hai jaha se ap ki amount convert ho jati hai aor ais market mai dollor ap k jama ho jaty hai jin par ap trade kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:E currency ya hard cash??

      forex mai hum currency mai km kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain humj is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik acha busines hain hamy acha knolwege gain kar ky forex mai kam karna ho ga forex aik asa bsuiens hain jo ky kabe be band nahi ho sakta hum gar mai bth kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain yai aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary ggy to hamy siraf or siraf loss hi jy ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:E currency ya hard cash??

        Electronic currencies online business mai use honay waali currency hai aur hard cash conventional business mai use honay waali currency hai. Electronic currency ka future abhi tak itna bright nahi hai kay ye hard cash ki jaga lay sakey. Electronic currency ka use bhi abhi itna ziada aam nahi hua kay ye hard cash ki jagah lay sakey. Online businesses mai e currency iss liye introduce hui thi kay iss kay deposit aur withdraws poori duniya mai kahi say bhi baith kay jitni bhi amount ki kerni ho ki jaa sakti hai lakin aap kay ilm mai hona chaiye kay e currencies wohi kaamyab aur secure samjhi jaati hain jin kay back up mai hard cash mojud hota hai. Misaal kay tore pay agar aap ko bitcoin ka knowledge hoto aap ko ye bhi pata hoga kay bitcoin ki base hard cash pay he hain. Compnay kay paas jitna hard cash hai utna he mining kay zariye bit coin apnay clients ko diye jatey hain uss say ziada bitcoins mining mai nahi diye jatey.
        Hard cash ka kho janay ka chance nahi hota aur na he ye ghaib ho saktay hain laikin pooray world mai aisi laakhoo examples mojud hain kay kisi nay apni saari savings kisi e currency wallet mai rakhi aur uss ki wafaat hogai aur uss ki family ko wo amounts aaj tak nahi mill saki. Agar aap kay knolwedge mai hoto aap ko yaad he hoga 2013 mai aik e currency jis ka name LIBERTY RESERVE tha uss waqt ki sub say strong aur secure e currency samjhi jaati thi achanak close hogi thi aur uss mai clients kay billion dollars doob gaey thay jo aaj tak nahi mill sakey.

        E currency ki ehmiat aur zarorat apni jaga magar hard cash ki jagah lainay mai bohat time chaiye

        اب آن لائن

        Working...
        X