Jab ham forex market main trade kerty huey profit ky liay aik target select ker lety hain tou phir agar marker hamari favour main move kerty huey hamary target ky nazdeeq bhi ponch jaey tou hamary liay yehi kafi hota hai zaruri nehi ky hamara target achieve ho tab hi ham trade close kerain agar market hamary target ky qareeb ponch chuki ho tou hamain phir wait nehi kerna chahiay balky trade close ker deni chahiay warna aesa bhi ho sakta hai ky target ky qareeb ja ker market reverse move kerna shoru ho jaey aur ham profit main trade close na ker sakain lekin agar marker ki reverse order main movement bahot fast hogi tou phir bara loss hony ya account wash hony main time nehi lagta tou zaruri nehi hai ky trade sirf usi waqat close ki jaey jab hamain profit ka target achieve ho chuka ho
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим