jaiza : first learn than earn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : first learn than earn
    hamy forex mai kam karny ky liye ache learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum psaia kama saky gy forex aik acha buisess hain hum is mai raat mai be km kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakt hain hum is mai apny boss ap he hoy hain yai aik legal busiens hain forex aik acha bisenss hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain agar hamary pass pasia nahi hain to hum is mai free accoun bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide busienss hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamara account banned ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : first learn than earn

    Business koi bhi ho jab tak hum apne business ko achi tarha learn na kare humain achi earning kamai hi nai ja sakti isi tarha forex trading business may humain chahye Kay kamyab hone Kay liye humra first step forex trading business ko learn karna hona chahye forex ki techniques strategies planning goal objectives sab ka knowledge hona bohat zarori hai is Kay sath sath humain forex may market ki movement ko lean karna or practically implement karna bohat zarori hai jab humain lagy Kay hum professional tOr pay Kay ek successful trade laga sakty hain tab humain forex may trade order lagna chahye ta Kay easily acha profit earn kiya ja saky bohat say trader learning ko ignore karty hoe forex may bus earning Kay concept ko yad rkhty hain ase traders kabi kamyab nahi hoty kyu Kay jab tak hum forex ki basic nahi understand karain gye humian kabi bhi easily profit nahi mil sakta...
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : first learn than earn

      Forex business me winning trading rules key base par possible hey, learning key bad hi earning karna possible be hay aur asaan be hay, Real trading me kamyabi be 100% esi rules key base par mil sakti hay, agar app pehly trading start karty ho aur app ne learning nahi ki hoti to app khud sochy key app kes tarha se Forex market me professional traders ki tarha trading me profit earn kar sakty ho, app ki learning hi hoti hay aur app ka trading experience hi hota hay jo app ko trading me earning karny ko yakeeni banaty hey.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : first learn than earn

        G han friend ap ki bt bilkal durst hy zahir c bt hy dunya ka koi bi kam ho ya business ho us ko sekhna bot zrori hota hy ham kisi kam ko jb tk smjan gy ni sekhan gy ni to us m kasy successful hon gy isi tra forex m b hamy phly achi learning hasil krni ho gi phr hi ham achi earning krny k qabil ho skan gy forex aik behad profitable business hy mgr is m hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy ham is m jitni zyada mehnat karan gy serious ho kr kam karan gy utna hi forex hamy achi frahm kry ga ham forex m apny boss khud hoty han is liay is m ham apni mrzi sy kam krty han ham din or rat m koi b timetable bna kr is m kam kr skty han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : first learn than earn

          Forex market Kaisa business hai jismein ham log learning ke sath sath earning Bhi Karte Hain jisse Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai Kyunki Jab ham log profit Hasil Karte Hain To is Waqt ham log bhi kar rahe hote hain Jiska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai Ham Logon Ko market mein kamyabi milati hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : first learn than earn

            ji mere Bhai aapane bahut acchi baat ki agrim forex mein kam karna chahte hain to hamen iske bare mein sikhana chahie pahle iske bare mein jyada se jyada knowledge hasil karna chahieFIR hamen Daman kaun sa kam karna chahie jitna jyada Ham donon kaun sa kaam karenge utna hi achcha Ham ismein profit kar sakenge isiliye hamen demo account per bahut mehnat karni chahie Taki Ham make successful trader Ban sake ek successful trader banne ke liye hamen ismein jyada se jyada experience hai jyada se jyadaagar Ham iske bare mein experience nahin hai to Ham ismein loss kar sakte hain aur apna account ki vastava sakte hain isliye hamen first learn karna chahie aur uske bad ismein trade karni chahie Taki aap ek achcha profit game kar sake
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : first learn than earn

              Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai ais market mai zayda log aisi waja se loss kar rahy hai kun k ais market mai aun logo ne phly learning ni ki aor ais market mai investment kar k kaam start kar dia magar jab aun ki trades phans gai to aus k baad wo ais market mai loss hi kar dety hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ais market mai sab se phly learning kary aor aus k baad ais market mai se earning k bary mai sochy tab hi ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ne ais market mai learning kar li aor aus k baad ap ne demo par kaam kia to ap ko ais market mai bahot hi acha result mily ga aor aus par ap asani se acha profit bana sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : first learn than earn

                g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main api bat se agree krta hun forex trdaing main aghr hum earning krna chhaty han tu hmain pahly learning krna hoti hai jub hum leraning karty hain tab he hmain trading se earning milti hai q k jub hum forex ko learn karty hain tu hmain trdaing ka knoledge gain hota hai or tdaing ka jitna knowege hota ha otna he hmain loss hony k chnaces kam se kam hoty hain or hum apni trdaing maina chi trdaing tab he kar skty hain leraning karny k boht se faidy hoty hain jis sse hum apni trading main kamyb bhi ho skty hain or achi eraning tab he milti hai jub hmari learning achi hoti hai es k lye hmain apni trdaing ko bahr se bahtr smjh kar krna hota hai jub hum smjh kar trading karty hain tu hum apni trading ko bahtr se bahtr kar skty hain or leraning karny se he hmain acha profit milta hai loss bhi ayes he kam se kam hota hai or acha profit bhi hmain gain hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : first learn than earn

                  Forex tarding business kernay kay liye earning bohat he zaroori hai. Jab tak learning nahi hogi uss waqt forex trading ki samajh bhi nahi aey gi aur jab tak samajh nahi aey gi achi trading ker kay acha profit bhi nahi lia jaa sakta hai. iss liye forex trading kay liye pehlay learning zaroori hai phir uss kay baad he earning zarro ho sakti hai. Forex traders ko aik baat samajh laini chaiaye kay forex trading aik bohat bara business hai jiss mai kaam kernay kay liye jitiia achi aur ziada learning karengay utna he ziada arsay tak iss busiess say faida bhi uthaya jaa sakta hai.Pak forex forum pay kaam ker kay forexki bohat achi learning aur knowledge mill jata hai iss liye forex ki learning kay liye ab kahia ur janay ya kernay ki koi zarurat nahi aur her tarder apnay ghar mai baith kay he forex ki learning pak forex forum say ker lsakta ai aur learning kernay kay baad forum kay he bonus say trading ker kay bohat acha business ker sakta hai phir us sbonus say earning khud ba khud ziada ho jaati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : first learn than earn

                    Gee bhai ap ny sahi information share ki hy forex men pehle learn krna boht ziada zaruri hy keun k jitna hum learn karen gy utna hmen faida hoga or experience hoga agr hum learn ni karen gy to hmara hi nuqsan hoga keun k is sy hmara account ban ho skta hy agr hum ghalat posts share karen gy ya forex k related ni karen gy to nuqsan hi hoga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : first learn than earn

                      Dear members trading chahy currency ki Ho yah stocks ki yah ek technical kam hai aur is ko bahut zyada mehnat karke hi earnings hasil ki ja sakti hai. Forex trading ki learning kabhi stop nahin hoti tamam traders chahe wah junior ho ya senior apne cader ke hisab se learning hasil karte rahte hain. Trading se mutaliq chhoti si information bhi apke liye bahut bari learn hai jo ke aap ke liye ye kisi mauka per bahut faydemand ho sakti hai. Magar Jab Ham trading mein new hote Hain to hamen apna focus learning per rakhna hoga. Pakistan Forex forum bahut achcha jariya hai trading ki learning hasil karne ka kyunki yahan per bhi senior traders jawab dete Hain aur Junior trader sawal puchte Hain donon apna apna experience share karte Hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X