jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye
    agar hum sucess gain karna chatey hain to hamy mahnt sy kam karna ho ga pher he hum pasioa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty ma isy kese be wakt ka tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hammy expert ban ky analysis ko use kar ky forx market kam krna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy lsos ho jy ga is mai market ka balm nahi hum is mai part time be kam kar skty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

    Forex market Mein ham log jitne Jyada mehnat Karte Hain Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie jitni Jyada ham log mehnat Karenge ham log forex market mein se itna hi jyada kar sakte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada earning Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

      Forex business me mehnat esi ley ki jati hay key kamyabi hasil ho jaye aur hamari mehnat hi kamyab hony key ley zarori hoti hay, hamary mind me ye nahi hona chaye key mehnat key baghir kamyabi ya es business ko ham samjny me asani ho sakti hay, work hard hamara rule hona chaye aur din rat Forex business ki study karni chaye ham agar Forex business ko understand karna start kar lety hey to hamari mehnat hi hoti hay jes ki waja se ham regular aur musalsal hi profit earn kar sakty hey, trader key ley us ki mehnat sab se powerful element hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krata hun foex trdaing main kamyb trading k liye hmain mahant krna hoti hai mahant se he hum kamyb hoty hain or achi trdaing kar skty hain tu hmain forex jesy zabedast tading paltform k liye mahant karni chahye mahant se he kamybhi mumkin hai or hmain loss tab he kam hota hai jub hum apni trdaing main mahant karty hain q k jitni hum forex main mahant karengy otna he hum apni trdaing ko asan bna skty hain tu hmain forex ki leraning or forex k knolwedge ko gain krna hoga q k jub tak hmari trdaing ability strong nahi hoti hum tab tak achi trading nahi kar skty hain or na he hum apni trdaing main loss ko kam kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

          Ji mere bhai agar Ham koi bhi kam karte Hain to usmein mehnat bahut jyada jaroori hai ISI tarah forex main bhi mehnat bahut jyada jaruri hai agar Ham ismein mehnat karenge to hi kamyab honge iske bare mein jyada se jyada experience hasil karenge to hi ismein profit hasil karenge isiliye hamen agar ismein kam karna hai to jyada se jyada mehnat karni hogi ismein time spend karna hoga money management ke sath chalna hoga lalach nahin karni ismein jyada se jyada mehnat karni hai kyunki agar mehnat nahin karenge to hamen ismein loss ho sakta hai isiliye ek successful trader ki nishani hai ki vah jyada se jyada ismein mehnat karta hai Taki vah ismein successful Ban sakte aur jyada se jyada profit hasil kar sake isliye mehnat kamyabi ke liye bahut jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

            Asalam o alikum dear ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex hi kya dunya ka koi bi kam ho ya koi bi business ho us m tb tk koi b successful ni ho skta jb tk k wo mehnat sy kam na kary forex b aik bot bara profitable business hy mgr sath hi difficult b hy is liay is m b hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy hamy chaiy k ham 24 ganton m koi b acha timetable bna kr forex m kam karan forex hmara apna business hota hy ham is m rat or din m kisi b time kam kr acha profit hasil Kar sakty han hamy forex k rules ko follow kr or greed sy bach kr is m kam krna chaiy q k lalich insan ko kisi kam ka ni chorti forex aik international business hy is m ham jitna zyada or acha kam karan gy utna hi success hasil ho gi
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

              Hardwork for Successful in forex.
              Is bat mein koi shak nahin he keh agar hum forex business mein achi trha se mehnat kartey hein aur is business ko achi trha se learn kartey hein to phir hum kabhi bhi is business mein fail nahin ho satkey hein aur jo log bhi is business mein kamiyab huwe hein woh sirf aur sirf apni mehnat aur apne hardwork ki wajha se hi is business mein kamiyab huwey hein aur jo traders bhi is business mein hardwork kartey hein woh kabhi bhi is business mein fail nahi hotey hein aur woh apne liye aik shandar future bana saktey hain aur is platform par woh achi learning ke sath sath achi earning bhi kar saktey hain aur aik barey aadmi ban saktey hein.
              Shukriya.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

                G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai kun k hum agar mehnat karty hai to hum ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai hum ne agar kamyab hona hai to hum ko ais mai mehnat karni hoti hai agar hum ais market mai kaam sekh lety hai to aus k baad hum ais market mai demo par kaam karty hai to aus se hum ko ais market ka experince ho jata hai k ais market mai kaam kaisy karna hai aor ais market mai kaha se trade lagani hai agar hum ais market mai achi trade lagaty hai to aus par hum acha profit bana sakty hai kun k ais market mai hum ko acha profit banana hai to hum ko ais market mai mehnat karni parti hai aus k baad hi hum ko ais market mai faida hota hai aor hum kamyab hoty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

                  Saalam..! Is me koi shak nae k kisi chez me sucess pany k liye us kam ko zd waqt,tawaja,or kariii mehnat ki zarort hoti ha.. or hardworking k bad jab sucess miltii ha or lazmi miltii ha to koi chance e nae fail hony k .. or forex business to samjh me a jaye to kam karna b mushkil nae hota thora sa nknowledge ho or thora experience ho to koi b kam mushkil nae hota .
                  or forex business ko jitna hum karen gy jitna time den gy utna zada w munafa ho ga or utna e sekhny ko mily ka.. to mehnat to zarorii ha na kamyab hony k liye."Hard work beats talent if talent doesn’t work hard".
                  Shukriya.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

                    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or ap ny boht acha point pakra hai jis ko ap ny behas kiya gya hai es liye hmain aghr forex main kamyb hona hai tu hmain apni trdaing main zyda se zyda leraning karni haileraning ki base par he hum apni trdaing ko bhatr se bahtr kar skty hain leraning ki base par hum apni trdaing main achi eraning kar skty hain trading ko achi th karny se he hum apni trdaing main achi trading kar k profit bhi eran kar skty hain tu kamyb hony k liye zarori hai zyda se zyda mahant karen mahnat se he ap kamyb ho skty hain or kamyab hony k liye apko trdaing ka expiernce gain karna hota hai jub ap apni trdaing main proper leraning karny se he hum apni trdaing main loss ko manage ka skty hain or hmain loss bhi kam se kam hota hai tu aopny account ko bahtr karny k liye zarori hai mahnat karen or mahant main he kamybhi hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : mahnet be zarore hain kamyab hony ky liye

                      Kaamyabi kay liye mehnat bohat zaroori hoti hai. Forex business mai bhi traders kaamyab honay kay liye jitni ziada mehnat kertay hain unhain utna he ziada uss ka phal bhi milta hai. Forex trading market aik bohat barri market hai aur ye bohat barra business hai jiss say faida uthnanay ka moqa agar hum sub ko samajh ajey tou hum bohat faida uthaa saktay hain. Pak forex forum aur insta forex kimadad say ab hum ghar baithay araam aur sakoon kay saath apni family kay under reh kay bohat acha monthly bonus sirf posting say laitay hain phir uss bonus say trading ker laitay hain aur profits ko apni income bana kay istamaal mai laatey hain. Iss tarah apnay ghar mai baithay baithay sub kuch haasil bhi ker laitay hain.

                      Forex mai mehnat kernay say earning double hojaati hai aur jitni ziada mehnat say kaam kia jaey hamaray profits barhtay jatey hain aur phir hamari income bhi barhti jaati hai. Issliye mehnat ko aadat bana kay kaam kerna chaiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X