jazia : forex mai learning ko stop na kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jazia : forex mai learning ko stop na kary
    hamy learning gain karty rahna chaye hamy learning ko stop nahi karna chahey hamy demo accoutn mai rozana 2 ganty kam karna chaey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik world wide busienss hain hum is mai 24 gant mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai learning be gain kaeri sakty hain or hum is mai earning be gain kar sakty hain hamy is mai mayare kam karna ho ga forex aik asa busiens hain jo ky kabe be band nahi ho sakta hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar lalachi ban ky ya emotional hi ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya broekrs ka balm nahi hota forex aik world wide busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

    Aapane bilkul theek baat ki hai agar ham log Learning Course pop Karenge To Ham logon ko hi nuksan hoga isliye Ham Logon Ko learning Karte Rahana chahie Kyunki Itna Jyada knowledge Hoga hamare pass ham log itna hi jyada profit Hassan kar sakte hain frocks market mein se aur ham Logon Ko Itna hi diya tha fayda hota hai forex market mein se
    • #3 Collapse

      Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

      Forex mai learning ko kabhi bhi stop nahi kerna chaiye. Learning ko stop kernay ka matlab hai development aur growth ka stop hojana. Agar forex mai taraqqi ker kay agay jana hai tou ye baat yaad rakhain kay kabhi bhi learning stop nahi kerni kiyu kay jaha pay learning stop hogi waha pay wo bhi ruk jaey gi. Agar daikha jaey tou zindagi mai her jaga yehi tareeka kaar chalta hai. School say college,college say university tak learning ki stages hai aur learning kay ziada honay kay saath saath growth barhti jaati hai agar yeh learning stop hojaey to sub kuch ruk jata hai.

      Issi tarah forex trading mai bhi learning jaha say jaisay jitni milay usay haasil kerna traders ki pehli priority hoti hai . Forex aik worldwide business hai jisay seekhnay ka bohat faida hai kiyu kay ye aisa business hai jo bohat saaloo say chal raha hai aur duniya mai jab tak currency mojud hai ye khatam bhi nahi ho sakta
      • #4 Collapse

        Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

        Forex trading mein learning ki ahmiyat
        Dear traders forex trading ek aisa business hai jo bahut hi zyada technical hai aur agar aap chahte Hain ki is mein kamyabi hasil karen to aap ko is ke mutaliq learning hasil karna ho gi. Forex training ke liye learning ko bahut zyada ahmiyat hasil hai us ki bari wajah yah hai ki hamari trades ka koi same pattern nahin hota market ki movment bhi daily basis per change hoti rahti hai jab tak aap trading main learning gain nahin karen ge us waqt tak aap ko acha profit nahin Mil sakey ga. Forex ki learning hasil karne ke liye aap internet, community based trading platform, Pakistan forex forum, aur expert Rider se hasil kar sakte hain. Agar aap apna focus learning per rakhen ge to jald aap ek acche ban saken ge.
        • #5 Collapse

          Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

          Forex business me success aur profit learning par depend karty hey es waja se agar app learning ko stop karo gey to es ka negative asaar app key success aur profit par ho ga, app agar professional trader banna chahty ho ya app ne Forex business me life time trading karni ho to learning ko kabi be stop na karo, aaj ki gai learning traders key life time kam a sakti hay aur traders ko hamesha profitable trades open karny me help de sakti hay, learning stop kar deny se ham apna nuksan sab se zeyda karty hey hamari learning hamary ley sab se important honi chaye.
          • #6 Collapse

            Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

            Ji haan mere bhai agar aap raat mein kam kar rahe hain aur ismein acchi earning kar rahe hain to fir bhi aapko ismein learning stock nahin karni chahie learning to stop karne ka matlab development aur growth to stop karna agar fraction tarakki karna chahte hain to ismein jyada se jyada mehnat Karen aur iski learning course top kabhi mat Karen kyunki ismein nai se nai chijen aati rahti hai unko sikhana chahie aur growth badhati jaani chahie aapki aur ismein aapko karni chahie jitni jyada office mein karenge isiliye hamen jyada se jyada iske bare mein Janna chahie iska experience hasil karna chahie jitna Dada hamare pass experience hoga utna hi profit ke Chand se jyada hai aur utna hi successful Ban sakte hain isiliye iski learning ka kabhi bhi stop nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy forex jasa k aik profitable business hy mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is m hamy agr successful trader ban na hy to hamy learning ko kbi b stop ni krna hamy hmasha kuch na kuch sekhty rahna chaiy demo account b sekhny k liay aik bot achi saholat hy ham is m daily 2 ganty practice kr k bot kuch Learn kr skty han forex aik asa business hy jo kbi na bnd hony wala business hy ye hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy forex m lalichi traders or emotional ho kr kam krny walo ki koi jga ni is m wahi log kam Kar sakty han jo apny jzbat py qabo pa kr trading krty han or lalich sy bachty han forex aik world wide business hy is m wahi successful han jo mehnat sy kam krty han
              • #8 Collapse

                Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

                G han bilkul mein apki bat se agree karta hun forex business aik aisa business he keh hamen always is business mein learning kartey rehna chahiye to hum is business mein update rehtey hein aur market ki har activity ko achi trha se dekhtey rehtey hein aur yehi wajha he keh agar hum is business mein ziada se ziada learning kartey rehtey hein to phir hum is business mein alot of money bhi earn karne ke qabil ban saktey hein aur is business mein achi trha se successful ho saktey hain

                Without Learning.

                Is business mein wohi log hi nakaam hotey hein jo is business mein without learning ke work kartey hein aur phir wo is mein greedy ban kar tradde kartey hein jiski wjha se woh is business mein totally fail hotey hein aur phir kabhi bhi is business mein achi trha se successful nahin ho saktey hain isliye hamen chahiye keh hum always learning ka daman pakrey hi rakhen.

                Shukriya
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

                  dear forex amrkeet markeet main jo traders learning ko chorr jatay hain unka forex main kamyaab hona bhi nakami jaisa hota hay q k jo trader learning chorta hay wo yeh samjhta hay k ab usk pass ab kaafi knowledge hay ab usay koi lose nai day sakta hay laikin yeh un tradrs ki bhool hay k markeet main sirf aik baar learning ki jaaty hay learning ka amal aur iska step hamko life bhar kabhi bhi nai chorna chaye q k jub ham traders learning ko chorr jatay hain to ham markeet main honay wali har aik updates ko choorr jatay hain jub jub markeet main upgrations hoty hay hamara marrkeet main nakami say wast parta jata hay aur ham lose ki tarf jana start ho jatay hain aur koi bhi traders yeh nai chahhta hay k usay lose ho.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jazia : forex mai learning ko stop na kary

                    G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat kahe hai kun k hum jab ais market mai kaam karty hai to aus k sath sath hum ko ais market mai learning karni chyae kun k hum agar ais market mai learning karty hai to hum ko ais market mai faida hota rehta hai kun k time k sath sath hum agar ais market mai learning ko stop kary gay to hum ko ais market mai ho sakta hai k thora bahot loss ho jaye ais liay hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai learning karty hai to hum ko ais ka faida hota rehta hai ais market mai nai cheazy sekhny ko mil jati hai jin ko hum ais market mai dekh k acha profit bana sakty hai aor kamyab ho sakty hai agar ap ne ais market mai hum ko plan k hisab se kaam karna chaye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X