Demo account may bhi loss say bachna chahye??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account may bhi loss say bachna chahye??
    Demo account say hun apna experience build karty hain
    galtiyo karty hoe trade lagty hain or recover karne ki koshish karty hain mgr kiya hum Demo account pay bhi loss say bachna chahye or risk say avoid karna chahye yah nahi please demo account pay best practices karne ky liye humain kiya krna chahye zaror guide karain shukria...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

    Demo account pay traders kay liye practice kerna bohat zaroori hai. New traders kay liye demo account pay trading ki practice kerna iss liye zaroori hai kay unhain MT$ terminal ka tajurba hojata hai aur unhain trading kay tools pata chal jatey hain aur unhain baar baar use ker kay achi tarah samajhna mumkin hota hai.

    Demo account mai strategies ko check kia jata hai.Traders demo account mai trading kay doraan apni future planning aur trading ki strategies jo woh real trading mai apply kerna chahtay hain unhain practice say behtar ker laitay hain. Issi tarah zaroori nahi hai kay new traders he demo pay practice karain demo trading account mai senior aur expert taders bhi apni strategies ko judge kertay hain takay real trading account mai nuqsaan ka saamna nahi ho
    • #3 Collapse

      Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

      Aoa
      ji han demo accounts main hum learning kartay han aur apnay knowlede ko gain kartay han aur demo accounts main hamay zeada sy zeada practice kartay han aur jo new treader hotay han un kop chayie ky wo demo pr practice karain demo accounts main treading ky doraan apni future planing aur treading ki strategies jo wo real treding main apply kena chaytay han aur hamay apnay senior ko fellow karna chayie
      • #4 Collapse

        Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

        Demo trading account.
        Forex trading main do kisam ke trading account hote Hain ek hota hai real trading account jis mein Ham real money se trading karte Hain aur dusra hota hai demo trading account jis per broker hamen fake Money deta hai Taki Ham practice kar sake. Demo trading account pay practice karne ke liye ye kuch baton ko lazmi apne zehan mein rakha Karen to is se aap ko fayda ho ga. sab se bara fark demo trading aur real trading mein capital ka hota hai aap koshish karen demo trading account mein small lot size se trading Karen kyun ki Jab Ham real trading account per trading karte hain to hamare pass capital kam hota hai. Secondly aap ki emotions real trading account aur demo trading account mein same hone chahie ki Jab aap loss mein jaate Hain to aap ko utani hi tension honi chahie jitni real mein hoti hai. Agar aap ne is ko light liya to aapki ki practice ka koi fayda nahin hoga. Jab bhi aap koi new strategy banate hain to woh pahle demo trading account per use Kiya Karen phir uske bad Jab aap practice kar len to usko real trading per apply Karin. Agar in chhoti chhoti baton ka dhyan rakhenge to ummid hai aap aapki practice se bahut kuch hasil hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

          hello dear friends hm ksi bhi cheez ki jitni zyada practice Karenge real mein bhi ham utna hi Zyada perform kar Sakenge Agar ham practice mein ki gai galtiyo se Nahin sikhenge Tu real mein bhi ham vah galtiyan dohraen gy. ISI Tarah Forex ke a demo account main practice karte hue unsub techniques aur rules and regulations Madhya Najar rakhte hue trading Karni chahie aur bahut Soch Samajh Ke ma'am trade Karni chahie aur usmein hone wale a profit aur loss main Vahi motions aur pareshani yah Khushi Ayi honi chahie Jo real trading mein Main hoti hai demo account ko Itna hi serious Lena chahie Jitna real account mein trading karte hue Lete Hain Jis Tarah ham real account se trading karte hue Sab chijon Ko Dhyan Mein rakhte Hain Taki ham Jyada profit gain kar Saken bilkul ISI Tarah Hamen Hamen demo account se trade karte hue techniques follow karna chahie Taki ham Jab real mein trade Shuru Karen To Hamen acchi prektis ki vajah se kam daswari ka Samna karna phary.
          • #6 Collapse

            Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

            jee han demo account main loss say bachna chahea demo account main log sb sy big mistake yehi karty hain ky us main mazak samjh laity hain aur rules ko bhol jaty hain aur money mangement ka bhi khyal nahi karty hain demo ko ager ham real samaj kar aur uss main ju bhi nuksan hota hai wo real samaj kar karain tu hamain kabhi bhi nuksan na ho real main es lea demo account main ager ap nay practice karni ha tu ap ko real samaj kar karni chaheay demo main new trader ki nakami ki sba sy main reason he yehi hai wo demo main kam karty wakt proper rules apply nahi akrty jiss ki waja say real main kam karty hoay loss hota ha demo ho ya real ap ko dono accounts py he trading rules ky mutabik karni chaheay phir he ap forex market main success hasil kar sakty hain es lea demo ko real samaj kar kam karain real main kabhi loss nahi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

              demo hamara ustad hain hamy is mai aik sal kam karny ka acha bonus earn kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hamjy demo mai mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain is mai poor mans be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai agar tukka sytem sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal busienss hain
              • #8 Collapse

                Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ham jb forex m trading krty han to hamy achy experience ki zrort hoti hy jo k ham demo account m practice kr k hasil krty han or demo account m hmari practice tb tk successful ni ho skti jb tk k ham isy real account smj kr trading na karan ham jb real account smj kr demo account m trading karan gy to hamy pta ho ga k hamy jo profit or loss ho ra hy real m ho ra hy is liay ham loss sy bachny ki koshish karan gy or hmari achi practice sy experience b hasil ho jaiy ga forex aik profitable business hony k sath sath difficult business b hy is m hamy easily kuch b ni milta hamy zyada sy zyada mehnat krni hoti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                  dear demo account main honewla lose na hamko koi lose daita hay aur na iska hamko koi faida milta hay yeh sirf aik formality ya learning k liye ham use krtay hain agar ham markeet k baray main kuch aisi practice krtay hain jis main ham demo ko bhi real ki tarha use krtay hain to ham jub real markeet main inn hotay hain tab tak haamra markeet main mined set ho chukka hota hay aur agar ham har baar markeet main demo say bhi lose say do chaar hotay jaatay hain to haam real main bhi same kisam ki mistakes say lose krtay jayengay is liye yeh lazmi hay k ham real ki tarha demo ki practice main bhi lose say bachain taa k haamra knowledge aur experience perfect ho aur ham jo kuch gain karain wo bhi real he ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                    G han bilkul demo account me trading practice ka ye matlab bilkul be nahi key zeyda risk le kar zeyda profit earn karny ko hi apna maqsad bana leya jaye aur esi ko app demo account me trading experience ya kamyabi ka name do, app ne jes tarha ki real account me trading karni hoti hay app ko demo account me esi tarha ki trading practice karni chaye, agar app ne real account me small investment karni ho to app ko zeyda account me be account balance kam hi rakna chaye ta key app ko small account balance me trading ki practice ho jaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                      ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha demo account bilkul real trade ki tarah hota hai ismein Ham jis tarah bhi kam karte hain hamen is male or se bachana chahie hamen ismein jyada se jyada profit game karne ki koshish karni chahie jitna jyada mis mein rocket game karenge utna hi hamara real trading main bhi use nahin karenge aur kya karenge agar Ham forex mein nahin hai tu hamesha se pahle demo account per kam karna chahie Taki Ham ismein experience hasil kar saken aur jab realted karen to usmein achcha se achcha profit isliye kaun sa kaam karna bahut jyada jaruri hai aur ismein hamesha koshish karni chahie ki jyada se jyada profit gai hai karne ki koshish karen jyada se jyada profit Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                        Ji bilkul demo account mein bhi loss se bachne ki puri koshish karni chahie. Demo account ka maksad hai yah hai ki aap usmein profit kamaye aur loss se bachne ki koshish karen taake jab aap real account mein trade karen to aapko pata ho k loss se kaise bacha ja sakta hai. Is tarah aap ki kamyabi ke Chand se bhi badh jaate Hain......
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                          Dear agar hum ais market mai demo par kaam sekhny k liay practice karty hai to hum ais market mai agar demo par loss karty hai to aus time hum ais market mai khud ko trained kar rahy hoty hai agar hum ais market mai demo par achy se pracitce kar lety hai to aus k baad hum ko real par bhi masla ni ho ga agar hum ne ais market mai acha profit banana hai to hum ko ais market mai demo par kaam karty waqat bhi kisi aik strategy par kaam kary gay aor ais mai money management k hisab se kaam kary gay to hum ais market mai acha profit bana sakty hai aisy hi hum real account par bhi profit bana sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to demo par sahe se kaam kary.
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                            jee dear demo account main bhi ap ko loss say bachna zrori hota hai kyon ky demo account ko ager ap real samajh kar nahi karain gay tu real main kam karty hoay ap rules ko follow nahi karain gy es lea jab bhi demo main kam karain ap ko rules say kam karna chaheay aur asy kamkarna chaheay jesy ap real main kam kar rahi hai demo account say he ap ko real main kam krny par mind set hota ha aur ap ko pata hona chaheay jesy ap demo main kam karain wesy he ap real main kam karty hain ager demo ko serious lay kam nahi karain gay tu real trading main ap ko loss ho ga kyon ky ap ziada lach ky chaker main big lot use karain gay jiss ki waja say ap ko loss ho ga es lea ap ko demo account main bhi proper rules aur regulation say aur money mangement say kam karna ho ga phir he success mily ge ap ko.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account may bhi loss say bachna chahye??

                              Ji ap nay bohat important question kia hay. Dar asal demo account main bhi trading real trading account main trading ki hi taran hoti hay hay jes taran real account main trade open hoti hay ya close hoti hay aor jes taran real account main Forex trading tools use hotay hain esi taran demo main bhi use hotay hain jes taran real main profit and loss hota hay esi taran demo pay bhi profit and loss hota hay lakin demo main investment and profit loss dumpy hota hay jo practice kay liay hi hota hay. Ab traders ko demo pay practice kay doran bhi loss say bachna chahiay kun k agar demo pay loss ko sanjeeda na lia gia to real main bhi trader loss ko sunjeeda nahi lay ga aor usi taran loss karta rahay ga kun k es kay liay us nay demo pay achi taran practice nahi ki ho gi lehaza trader ko chahiay k woh demo pay bhi real trading understand karay aor achi taran Forex ki practice kar kay experience hasil karay lehaza demo main bhi loss say bachna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X