Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...
    Forex trading business may kamyab hone Kay liye humain apne mind say kam lyNa chahye or koshish karni chahye Kay emotionally koi bhi decisions na lyn or market ko dikhty hoe trade order lagai jiye or in case ager loss ho jiye tu humain master mind hona bohat zarori hai kyu Kay forex trading business ek wahid trading business hai jis may hum apne loss ko easily recover kar sakty hain apne sharp mind ko use karty hoe jo trader emotional hoty hain or loss ko bohat ziyda sensitive lyte hain ase trader kamyab nahi ho sakty kamyabi Kay liye profit Kay sath sath loss ko bhi confidence say face karna ana chahye or koshish karni chahye Kay mehnat ki jiye or apne mind say profitable trade ko select karty hoe trade order laga jiye or situation ko hNdle kiya jiye seniors traders apni Rae zaror dyn shukria...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

    ji han aapane bilkul theek kaha Ham forex trading karte Hain to hamen ismein mind se kam Lena chahie apni skills ko shop per kam karna chahie Na Kar Dil se sochana chahie na hi ismein knowledge per nahin chahie agar Ham ismein lalach karenge to Ham ismein loss karenge isliye hamen ismein emotions Prasad Kam nahin karna chahie bol ke ful confidence ke sath dimag lagata kam karna chahie jitna achcha Ham is samay dimaag lagayenge itna achcha miss me time spend karenge utna hi acche se Ham ismein profit aise karenge isliye hamen dil se nahin karna chahie balki apne dimag aur skills ki badaulat ismein kam karna chahie aur jyada se jyada experience hasil karna chahie Taki aap kar sake aur accha profit hasil kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

      Dear friend Forex ek aisa business hai jismein Jitna
      zyada emotions say dur rahen gay utne hi Kamyab hone ke chances Jyada Honge Forex Aisa business hai ismein Dil Se kiye Hue Faisla Jyada ahmiyat Nahin rakhte ismein Itna Zyada dimag ka istemal Karenge utna hi Zyada profit aur experience gain kar Sakenge Kyunki Forex mein market ke ups and downs ko Madhya Najar rakhte hue Faisla karne Hote Hain na k a Dil kee sunke Faisla Kiya jata hai yah bhi Baki business Ki Tarah Halat Ko Dekhkar Soch Samajh Ke Faisla karne wala business hai ismein emotional ho k Faislay nahin karna chahie Varna aapko loss hone ke chances Ziada Ho Jaate Hain isliye Jab Bhi aap Forex mein trading Karen Tu Soch Samajh Ke aur Market ko zehan Mein rakhte hue Faisla Karen Kyunki Dil aur emotions mein kiye Hue Faislao par bad mein pachtana pata hai isliye pahle hi soch samj k aur dimag se a Faislay karne chahie ta k bad mein pachtawa na phary
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

        Dear mambers forex trading mein emotions ki Koi ahmiyat nahin hoti is liye aap Jab bhi is per kam karna shuru Karen to aap ko apne emotion per mukammal control rakhna pare ga. Social life mein hamare emotions hamare bahut acche companions hote Hain Magar trading life mein emotions ki koi jagah nahin hoti. Kyun ki bahut se hamare emotion aise hote Hain Jo ki aur insaan ke sath Jude hote Hain Magar trading mein bahut zyada nuksan dete Hain jaise ke fear, overconfident, lack of knowledge. Agar aap trading mein earning hasil karna chahte hain to aap professional way se start karen forex trading ko learn karne phir us ke bad money management kar ke apni trades place Karen aur aik professionals traders ke tarha earning hasil Karin.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

          forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi hota forex mai students be kam kar sakty hain is mai hum apny bos ap he hoty hain forex aik lgal busienss hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik unique business hain is mai har tarha ky log kam kr sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account banned ho jy ga forex aik acha business hain is mai usa or chna or new yok jasy bary bary mumalik invovle hain forex aik wasee busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

            Business mai dill say kam lainay ki koi gunjaish he nahi hoti kiyu kay decisions mind say aur aqal say hotay hain dill aur emotions say nahi ho saktay. Business mai jab emotions aur dill kay maamlaat ko laya jaey tou ye baat pehlay say samajh laini chaiye kay nuqsaan hoga. Forex trading business mai aik baat samajhna bohat eham hai kay loss aur profit her business ka hissa hota hai . Iss liye na tou profit pay emotional hona chaiye aur na he loss ko dill pay laina chaiye. traders ko apni learning ziada kerni chaiye apnay analysis kernay kay liye ziada time daina chaiye. Faislay kertay waqt news,signals aur trends ko daikhna chaiye laikin agar sirf iss baat pay faisla ker kay trade open ker li jaey kay dill ker raha tha tou profit bhi nahi ho sakta aur business bhi ziada time nahi chal sakta. Iss liye forex mai dill ki bajaey mind say kaam laina bohat zaroori hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

              Forex trading business main dimag say kam lain dill say nah...G Han ap nay thek hi kaha hy business main hamesha dimag say kam lena chahiye...Pakistan forex forum boht hi acha online businesses hay ...jis main apna business online chala rahy h0ty Hain...thread or post sab kuch online hi kar rahy h0ty Hain...we main time ki b koi limit nh hay din ho ya rat ho jiss time b apky pass time ho ap apna online business kar sakty Hain...or lazmi hay k yeh business dimag say hi karna chahiye...ta k hmain apny business main loss na ho ...or achy trader ban sakain...
              $#@#i Khan
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai jo kaam sekhna hai aus ko real account par kaam karty hoye use karna hai jab hum ais market mai analysis karty hai to aus time hum ais market mai ye dekhty hai k hum ne ais market mai jo trade lagani hai aus par risk reward ratio kitna rakhna hai aor ais market mai hum ne lot kitni use karni hai agar hum ye sab baty soch k ais market mai trade lagye gay to hum ais market mai acha profit bana sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai kun k agar hum ais market mai mind ko use kary gay to hum ais market mai acha profit hasil kar sakty hai kun k ais market mai ap ne dil se kaam ni karna mind ko use karna hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                  G han Forex business me app ki kamyabi app key mind se kam leny par depend karti hay dil se kam leny ki koshish app ko hamesha key ley es business me fail bana sakti hay, agar app mind se kam len gey to app zeyda risk nahi lo gey app zeyda greed be trading me nahi karo gey es key sath app planing key sath aur discipline key sath trading karna zarori samjo gey aur agar app dil se kam lo gey to app ka dil kary ga key bahot zeyda risk leya jaye ta key zeyda earning karna asaan ho jaye magar ye possible nahi hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                    Professional traders kabi be trading dil se nahi karty aur na hi dil se koi big decision leny ki ghalti karty hey, Forex business me mind key sath kam karny se hi success milti hay agar app ka mind set hay aur app ki learning be complete hay to app kamyab ho sakty ho es situation me app ko dil se kam leny ki koi zarorat nahi app ko har decision apny mind se karna ho ga, 99 percent traders agar Forex business me kamyab nahi hoty to es ki waja mery khayal me dil se trading decision leny ki hi hoti hay mind se ki gai trading fail ho hi nahi sakti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...<br />Forex trading business may kamyab hone Kay liye humain apne mind say kam lyNa chahye or koshish karni chahye Kay emotionally koi bhi decisions na lyn or market ko dikhty hoe trade order lagai jiye or in case ager loss ho jiye tu humain master mind hona bohat zarori hai kyu Kay forex trading business ek wahid trading business hai jis may hum apne loss ko easily recover kar sakty hain apne sharp mind ko use karty hoe jo trader emotional hoty hain or loss ko bohat ziyda sensitive lyte hain ase trader kamyab nahi ho sakty kamyabi Kay liye profit Kay sath sath loss ko bhi confidence say face karna ana chahye or koshish karni chahye Kay mehnat ki jiye or apne mind say profitable trade ko select karty hoe trade order laga jiye or situation ko hNdle kiya jiye seniors traders apni Rae zaror dyn shukria...
                      JI ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading aik aisa business hay jesay aam tor par log just es ki qualities ko dekh kar aor sun kar start kar laiatay hain lakin es kay liay woh Forex ko poori taran understand nahi kartay aor na hi es ka knowledge hasil kartay hain. Forex trading kay liay Forex ki learning aor experience dono bohat importance kay hamil hain lakin emotional traders en ko ignore kar jatay hain jo k nakami ka sabab banta hay. Forex trading main agar mind say kam lainay ki bat ki jay to es kay liay Forex kay knowledge, Learning, experience and emotions ki bat karna bhi zarori hay.
                      1: Knowledge, Learning and Experience
                      Forex trading main agar mind say kam lainay aor es ko use karnay ki bat ki jay to es kay liay pehlay hamaray mind main Forex kay baray main complete knowledge hona chahiay hamain Forex ko achi taran aor completely understand karna ho ga ta k jo Forex kay baray main concept hain woh clear ho sakain Forex kay fawaid aor nuqsanat ka full knowledge ho sakay kun k Forex ko start karnay say pehlay trader kay pas es kay baray main basic information ka hona bohat zarori hay es kay bad Forex ki complete learning ki jay aor demo pay achi taran practice ki jay aor acha experience hasil kia jay jab trader trading say pehlay hi Forex kay baray main sab kuch jan lay ga aor Forex ko achi taran understand kar lay ga to us ka mind khud ba khud trading main kam karay ga aor woh Forex kay baray main positive soch rakhtay howay rules and regulation kay hisab say trading karay ga aor esi positive thought ki wajah say hi usay kamyabi ho gi.
                      2: Emotions
                      Insan kay andar emotions ka paida hona aik naturally bat hay jo k kisi khushi main bhi paida ho jatay hain aor dukh main bhi aor en ka relation insan kay heart say hota hay aj kay dor main insan bohat tension main hay jes ki wajah bay roz gari hay world main khas kar Pakistan main bohat say log jobless hain jab en jobless logon ko pata chalta hay k Forex aik aisa business hay jo en ki life set kar sakta hay to woh khushi say jald jald join karna chahtay hain aor un kay andar emotions paida ho jatay hain jen ki wajah say woh Forex ko poori taran understand kiay baghair hi esay join kar laiatay hain aor phir experience na honay ki wajah say loss kar bethtay hain loss kay bad phir un main bad emotions paida ho jatay hain jen ki wajah say woh Forex ko cheating samajhtay howay hamesha kay liay band kar daitay hain jo k aik big loss hay es liay traders ko chahiay k woh apnay dil say kam lainay ki bajay apnay emotions pay control kartay howay apnay mind say kam lain aor Forex ko analysis kar kay hi start karain kun k esi main kamyabi hay k ham apnay minde say kam lain na k heart say.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                        Ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading aik difficult or risky business hy is m hamy dil sy ni balky dmag sy faisly lyny chaiy q k jb ham dil sy koi b faisla lyty han to ham galt faisla lyty han or hamy hmasha nuqsan hi hota hy q k ham emotional ho jaty han dil sy jb b faisla lia jata hy wo emotions sy bharpor hota hy or ham jo faisly dmag sy lyty han wo drust hoty han hamy forex trading m successful hony k liay hmasha dmag ka istamal krna chaiy emotions sy dor ry kr trading krni chaiy zyada tr traders apny loss ko dakh kr emotional hoty han jb k hamy profit k sath sath loss ko b zahni tor par qbol krna chaiy or is k liay hmasha tyar rahna chaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                          g han bilkul ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt karta hun forex rading aik mind set businesshai jis main fully business apk mind par depend hota hai jitna apka mind acha or sharp hoga tab he apki trading achi or miyari hoti hai or forex main kamyb bhi wohi hoty hain jin ka mind tez or active hota hai forex main aik time main ayse sort e hal hoi hai jis ko face krna or oska hal nikalna parhta hai or jub yah sort e hal ko koi handle kar leta hai tab un ko loss hony se bach bhi jata hai esi liye yah mind ka bsunesshai apny mind ko forex ki traf se sharp karen jitana ap mind ko fresh rakh kar trading karengy otna he ap apni trading main acha profit gain kar skengy or otna he apko loss bhi kam se akm hony k chaces hoty hain forex main risk hota hai or risk ks ah he kam bhi karna hota hai e sliye mind ko active hona chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                            Mind se kam karna Dil se nahin:

                            G Han bhai mein aap ki bat se fully agree karta hun aur hamen always forex business mein aik achey mind ke sath work karna hota Dil to kisi bhi business mein apko kamiyab nahin kar sakta hey aur dil to yeh karta he keh aap raton raat ameer ho jayen isliye hamen dil ko nahin dekhna chahiye balkeh apne trading style ko dekh kar aur forex ko rules ke mutabiq hi is mein work karna chahiye to hum is mein kamiyab ho saktey hein yeh aik purey business mein is mein hum fully mind ke sath aur active mind ke sath hi is mein work kartey hein to hum is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein Otherwise agar hum yahan par dil ki suntey hein to hum totally emotinal hotey hein aur is mein kabhi bhi acha profit nahin kar saktey hein aur is mein totally fail hi hotey hein.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: forex trading business may mind say kam lyn dil say nahi...

                              Aapki baat bilkul theek hai Forex mein aap mind Se Kam Nahin Kyunki Forex trading Ek mind work Hai Kyunki dimag se Forex trading Mein kam Kiya Ja sakta hai agar aap apne emotion ke sath Aur Dil Ke Sath trading Karte Hain To aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki market na to aapke emotion ko Dekhti Hai Aur na hi Aapke Dil Ko Dekhti Hai market mein sirf aur sirf mind ke sath work Kiya Ja sakta hai mastermind Banda hi forex market Mein acchi nahin kar sakta hai aur Kamyab profit Hasil kar sakta hai isliye aap Baithe earning ke liye Forex trading ke basic Se Lekar sabhi chijon ko pahle Sikh Le aur uske bad forex market Mein trading Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X