Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

    dear forex friends forex trading mai loss ki bari waja hum khud hota hai wo is tarha forex aik internationl businesse hai is mai agar koi insan kaam karta hai to wo khud ko bhoot he expert samjata hai halakay wo expert nahi hota wo phir be apna ap ko expert samaj kay forex mai trading karna shuro kar dayta hai our jab osa loss hota hai to wo seer pakar kar byath jata hai our apna ap ko noksan karwa lyta hai seniors ko be loss ho jata hai ya baat nahi hai kay har koi aik jaysa ho seniors ko is tarha loss hota hai kay senior apni tarf say to bhoot he achi trading karta hai butt jab seniors ko loss hota hai to wo apna loss ko kawar karna janta hai wo sab say pahlaya to apni mistak dhudta hai kay hum nay pichli martba kaha ghalti ki thi is waja say wo apni purni ghalti mind mai rakh kar is baar acha profit kamta hai.barhal kasya be loss ho ap ko sabar say kaam lanaya chahia tab he ap forex trading mai agli martba acha profit hasil kar sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

      Assalamu Alaikum dear friends forex business Mein loss ki bahut sari Baju Hath Hain jinki vajah se Forex trader is business Mein loss karte hain aur mostly loss overtrading aur lack of knowledge and experience ki vajah se hi hota hai ismein koi shak Nahin Hai actually bahut Sare traders Aise Hote Hain Jinke Paas Koi proper teacher Nahin hota hai acche se isko samajh Nahin Sakte vah is business ko start kar lete hain unke Paas Koi technical knowledge bhi nahin hota hai Nahin Forex form per Kuchh kam karna aata hai Jiski vajah se belong karte hain isliye proper knowledge and money management Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai is business mein aur tab hi Ham is minut Mein acchi Tarah sakte ho sakte hain aur ek acche Businessman Ban sakte hain aur is business Mein acchi income Hasil kar sakte hain Kuchh log Apne Lakshya per depend karte hain unhen Aisa nahin karna chahie isase bahut jyada loss hota hai aur ko Kuchh log Gaya teacher ke bagair senior member ke kam karna Shuru karte hain Jiski vajah se bahut jyada uska Samna karna padta hai overconfidence log bhi hote hain lekin unhen bahut Samay se aur acche se kam karna chahie apni mehnat se kam karna chahie aur Forex Mein Ek Aam chij Hai risk lena Har Koi Ishq Mein risk leta hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

        Dear friend Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai lekin isko karne ke liye acche experience Ka Hona bahut jaruri hai jaise ki aapko Maloom Hai Kya Forex trading Mein unlimited earning Hasil ki Ja sakti hai to isliye log isko join to kar lete hain lekin ismein achha experience Nahin Hasil Karte aur vah apni trading start kar dete Hain FIR vo trading nahin kar paate aur usmein nuksan kar Baithe Hain To isliye Los ki badi vajah Yahi hoti hai ki Jyada lalach risk management ko control Na Karna badi badi lot size open karna aur experience ki Kami Ka Hona to isliye ine chijon ko Dur kar de to aap bahut hi acche aur Behtar trader Ban sakte hain aur apne loss ko recover kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

          dear forex markeet main lose ka hona koi barry baat nai hay w k jis tarha hamko earning milty hay waisay he hamko lose ka bhi khatra hota hay aur agar ham is main kuch aisay indicators ko daltay hain kuch aisi planing banatay hain jiski wajha say hamko honewala lose kam say kam tar hota jayega laikin agar ham markeet ko samjhnay ki koshish he nai krtay hain aur yahi samjhtay hain k is main na koi knowledge kaam krta hay aur na experience kaam krta hay aur har din jaldi jaldi say tarding laitay jatay hain to markeet main lose ki sab say main wajha yahi banty hay k hamko lose k baad lose hona start hota jata hay mairy khayal say hamko jo lose hota hay uski sab sau main wajha yahi hay k ham markeet main koi
           
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

            Assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul theek kaha hai main aapki baat Se Mat fenko Forex Mein loss Ki Sabse Badi vajah kam knowledge carmex Peene se learning na hone ke barabar Hai Ham Forex trading Mein learning ke bagair to bilkul bhi nahin chal Sakte Forex mein agar Hamen successful hona hai To Hamen Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai Ham mehnat ke Koi Kam Nahin kar sakte Jab Ham new Hote Hain To Ham Forex Mein kam knowledge aur kam experience ki vajah Se Jyada lost karte hain Hamen chahie ki Ham Jab Bhi Forex ko join Karen sabse pahle Demat account Banakar check PNR Hasil Karen aur vaise business Sabko profit from Karta Hai yah kabhi bhi band na hone wala business hai ismein aap Jab Bhi Chahe kam kar sakte hain aur ismein successful ho sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

              Assalamu Alaikum jaise ki aap trading Karte Hain To trading Mein nuksan Ki Sabse Badi vajah Yahi banti hai ki aapko Forex trading ke bare mein Kuchh Bhi Maloom Nahin Hota Jab aapko Forex trading ke bare mein Kuchh Bhi Maloom Nahin Hota lekin fir bhi aap Forex trading Mein kam karna start kar dete hain to uski vajah se aapko bahut jyada nuksan hota hai to isliye use nuksan se bachne ke liye jaruri hai ki aap sabse pahle Achcha experience Hasil Karen Forex trading ke relative acche knowledge ko Hasil Karen Jab aapke pass Forex trading ka Achcha knowledge experience maujud hoga to aap Hamesha Kamyab aur acchi trading kar sakte hain to acchi training karne ke liye hard work bahut jaruri hai tu jitni mehnat Karenge utna hi aapko fayda Hoga aur aap nuksan se bacha Karenge
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                Assalamualaikum dear Forex members . Forex my loss ke bare waja less knowledge a. Jab hamaray pas forex business k mutahaliq koi knowledge, koi experience nae hota, rules ko follow nae Kar sakty, new strategies ko follow nae karty, Analysis ko nae seekh patay r wesay e trading start Kar dethay hay to hmhy BHT barhy loss ka samna Karna prhta a . Forex business ek aesa online business a jismy learning r earning dono hote hay ismy by dono py focus Karna chaheay tab hm success trader ban sakty hay. Otherwise Aghr traders ka focus just Earning e o ga, wo LALACH my shorts cuts dhond k Kam karhy to kch b learn nae kr sakhy gy to loss ka e samna Karna o ga, Isliay traders Joe's chaheay k wo mehnat r lagan k Sath ziada sy ziada time forex business ko day, Kam ke saw trh sy practice kark knowledge gain kark ek expert traders ban kar phr Trading karhy to tab hm success hasil Kar sakty hay.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                  dear forex markeet main lose ka hona koi barry baat nai hay w k jis tarha hamko earning milty hay waisay he hamko lose ka bhi khatra hota hay aur agar ham is main kuch aisay indicators ko daltay hain kuch aisi planing banatay hain jiski wajha say hamko honewala lose kam say kam tar hota jayega laikin agar ham markeet ko samjhnay ki koshish he nai krtay hain aur yahi samjhtay hain k is main na koi knowledge kaam krta hay aur na experience kaam krta hay aur har din jaldi jaldi say tarding laitay jatay hain to markeet main lose ki sab say main wajha yahi banty hay k hamko lose k baad lose hona start hota jata hay mairy khayal say hamko jo lose hota hay uski sab sau main wajha yahi hay k ham markeet main koi aehtiaat nai krtay hain.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                    Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge doston Forex Mein loss hone ke 95% chances Hain jabki sirf profit karne ke Hamen 5% chances hote hain Agar Ham Apne rules banaenge tab ismein Kamyab Nahin ho sakte Hamen sirf ismein ISI ke rules per kam karna hoga ISI k rules ko follow ker Ke Ham ismein profit Hasil kar sakte hain ismein bahut se members loss kar lete hain loss karne ki Badi reasons Mein kuch ye hain.
                    Knowledge ka kam hona. Bagair knowledge Hasil ke ismein kisi bhi trade ko open karna. ismein Kisi bhi trade ko open karne se pahle stop loss or take profit ka use Na Karna. money management ka use na karna. Iske rules ko follow na karna. Practice Na Karna. emotional trading. ismein over trading bhi ho sakti hai. Isliye Hamen loss Se bachne Ke Liye ine Sab chijon per Gaur karna chahie aur khaskar demo account per iski practis leni chahie ta ki ske bare mein zyada Jaan sake tabhi Ham loss Se Bachkar profit hasil kar sakte hain.THANKX
                    • #25 Collapse

                      Har trader kay loss ki waja alag alag hoti hai. ap ko pata hona cheye kay jab tak ap loss kar laity hain tu woh mistake ap ko note karna hoti hai. time to time ap un pay work kar kay us ko khatam kar sakty hain. ap ko cheye kay jitni be mistake ho rahi hai woh ap kam sy kam karain. or un ko again repeat na karain. jab tak ap yeh mistake repeat karain gy tu ap ko loss hota jaye ga. Es leye loss ko kam karny kay leye ap apni strategy pay karni hogi es tarhap achi tarha sy trade kar sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        forex trading my loss ki bari waja...:-

                        Forex trading mein nuksan ka samna karna aham hota hai aur isme kai wajuhaat ho sakti hain. Yahan kuch aam reasons hain jin se traders ko nuksan ho sakta hai:





                        1. **Ilm aur Taleem Ki Kami:**
                        - Forex market, trading strategies, aur risk management ki kum samajh, galat faislay par pohnchane ka sabab ban sakti hai.

                        2. **Bura Risk Management:**
                        - Asar dar risk management techniques ka istemal na karna, jaise ke stop-loss orders aur position sizing, bade nuksan ka sabab ban sakta hai.

                        3. **Jazbati Trading:**
                        - Jazbaat, jaise ke khauf, lalach, aur sabr ki kami, tezi se faislay lene ka sabab ban sakte hain.

                        4. **Zyada Trading:**
                        - Zyada tadad mein trading ya zyada leverage ka istemal, nuksan ko barha sakte hain aur ghalat faislay lene ki sambhavna ko badha sakte hain.

                        5. **Market Ki Idhar Udhar:**
                        - Achanak aur beawaqt market mein tezi ya ghatayein, khaas kar economic events ya news releases ke doran, nuksan ka sabab ban sakte hain agar trades ko theek se surakshit nahi kiya gaya hai.

                        6. **Discipline Ki Kami:**
                        - Trading plan ya strategy se bhatakna, sabr ya discipline ki kami se aata hai, jiski wajah se nuksan ho sakta hai.

                        7. **Ghair Maqool Trade Selection:**
                        - Solid analysis ke bina trades ko chunna ya ghair maqool sources par bharosa karna, nakam trades ka sabab ban sakti hai.

                        8. **Economic Indicators Ko Nazar Andaaz Karna:**
                        - Economic indicators aur dusre fundamental factors ko nazar andaz karna, currency prices ko asar daal sakte hain.

                        9. **Sabr Ki Kami:**
                        - Forex trading mein sabr ka hona zaroori hai. Jaldi se trades mein dakhil ho kar bahar nikalna, mauka gawana aur nuksan ka sabab ho sakta hai.

                        10. **Technical Analysis Ki Ahmiyat Ko Nakaarana:**
                        - Technical analysis tools aur indicators ka istemal na karna, market trends aur dakhil/sarai points ka adhoora ilm hone ki wajah se nuksan ka sabab ban sakta hai....
                        Forex trading mein apni performance ko behtar banane ke liye, apne aap ko taleem hasil karne mein waqt dena, ek solid trading strategy banane mein, disciplined risk management ka istemal karne mein, aur market ke haalat ke baare mein malumat hasil karne mein waqt guzarna bohot zaroori hai.
                        Last edited by ; 03-01-2024, 11:16 AM.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X