Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...
    Forex trading business ek technical business hai jis may bohat say traders apni khud ki mistakes or laparhwai ki waja say loss ko bardsht karty hain forex may loss ki bari waja humri lack of knowledge or experience hota hai humra ziyda focus forex may ziyda sy ziyda earning hota hai hum learning ko ignore karty hain or begaar mehnat kiye profit ko earn karne ki koshish karty hain humain kabi bhi apne real account Kay balance ko zaya nahi karna chahye or koshish karni chahye Kay hum sab say phaly forex ko join karne Kay fOran bad apna experience gain karne Kay liye or learning Kay liye demo account pay trade lagni chahye or practice karty rahna chahye ta Kay real account may trade lagne may asaani rahy or sath sath forex forum may apni learning ko increase karty hoe apne knowledge or information may izafa karna chahye jitna ziyda humre pas knowledge ho ga hum utna loss say bachty hoe trade lagty hain or acha profit earn karty hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

    dear forex markeet main lose ka hona koi barry baat nai hay w k jis tarha hamko earning milty hay waisay he hamko lose ka bhi khatra hota hay aur agar ham is main kuch aisay indicators ko daltay hain kuch aisi planing banatay hain jiski wajha say hamko honewala lose kam say kam tar hota jayega laikin agar ham markeet ko samjhnay ki koshish he nai krtay hain aur yahi samjhtay hain k is main na koi knowledge kaam krta hay aur na experience kaam krta hay aur har din jaldi jaldi say tarding laitay jatay hain to markeet main lose ki sab say main wajha yahi banty hay k hamko lose k baad lose hona start hota jata hay mairy khayal say hamko jo lose hota hay uski sab sau main wajha yahi hay k ham markeet main koi aehtiaat nai krtay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

      Forex business mein loss ki bohot sari wajoohat hein jin ki wjha se forex traders is business mein loss kartey hein aur mostly loss Over trading aur lack of knowledge and experience ki wjha se hi hota hey aur is mein koi shak nahin hey, Actually bohot sarey traders aisey hotey hein jinke pas koi proper teacher nahin hota hey aur woh is business ko start kar lete hein unke pas koi technical knowledge bhi nahin hota hey jiski wjha se wo loss kartey hein isliye proper knowledge and money management ka hona boho thi ziada zroori hey is business mein aur tab hi hum is business mein achi trha se successful ho saktey hain aur is business mein achi income hasil kar saktey hain mein nichey kuch points de raha hun aur mein samjhta hun keh agar hum sab inko seekh jayen to hum easily loss se bach saktey hain.

      Reasons of LOss

      1. No Money Management
      2. No Risk Management
      3. Lack of Knowledge and Experience
      4. Lack of Confidence
      5. Over trading
      6. Emotional trading
      7. Depend on Luck
      8. Without Successful teacher
      9. News trading
      10. Big Lots

      Yeh kuch reasons mene diye hein aur agar hum sab in reasons ko achi trha se follow kartey hein aur samjhtey hein to hum is business mein kisi bhi barey loss se asani se bach sktey hein aur achi income hasil kar saktey hain aur always sucessful trader ban saktey hain

      Shukriya.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

        G app ke baat sahi hai ke forex traidg mai loss ke aik bari waja traders kay apni trading he hoti hai. Trading mai kamybi khud traders per bohot ziada depend kar rahi hoti ha. ager traders forex trading mai laperwahi say kam lain aur trading ko serious ho kar na Karin tu phir forex mai nakami hona common baat hai .
        Traders Forex trading ko serious nai lain aur trading karty time per sirf apny andazoon ke base per trading start kar daite hain . lakin forex trading kay liye kafe knowlge chaiye hota hai aur sirf andazon ke base per trading mai kamybi hasil karna kafi bara challenge ban jata aur traders ko khabi b kamyabi nai milti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex m loss ki sb sy bari waja km knowledge km experience or learning na hony k braber hy ham forex trading m learning k bagar to bilkal b ni chal skty forex m agr hamy successful hona hy to hamy zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy ham bagar mehnat kiay koi kam ni kr skty jb ham new hoty han to ham forex m km knowledge or km experience ki wja sy zyada loss krty han hamy chaiy k ham jb b forex ko join karan sb sy phly demo account bna kr acha experience hasil karan forex aik wasee business hy ye sb ko profit frahm krta hy ye kbi b bnd na hony wala business hy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

            Forex business me loss ki waja jo meri samaj me ati hay wo ye hay key ham baghir sochy samjy aur bahot hi jaldi me esy point se trade open kar lety hey key market trend direction ki bilkul be hamy maloomat nahi hoti aur na hi hamy current market trend key bary me maloomat hoti hey loss ka yahi 1 reason hay agar soch samaj kar aur market trend ko dekty howy trades open key jaye to loss bilkul be nahi ho sakta hay aur agar per be loss ho to mery experience key mutabeq etna loss nahi ho sakta key recover na kia ja saky.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

              dear forex jaisa k sab ko malum hey k ek worldwide business bann chuka hey ab isme sab say main yehe sunny me ata hey k loss hogya account khali hogya wagera wagera so dear friends agar dekha jay to yaha jo bat hum kar rhy k sab say bari reason loss ki to sab say bari reason loss ki main reason mery khiyal sey ye hey k
              smart capital par big lot size ki trade
              agar is masely ko harr trader thek kar ly to mery khiyal sey loss say kaafi hadd tak bacha jaa sakta hey khas toor par account wash hony say bacha jaa sakta hey or forex market me survive karny k qabil rehjata hy bndA ab ye ek lalach b hey or begair plan k learning k trading karna b yehe kuch hota hey k trader big lot size use kar k beth jata hey jis say bara loss uthana par jata hey or insan market me dubara survive karny k qabil nahi rehta is liay lalach or capital management ko zarur mind me rakhyn ta k trading k waqt phir loss ka samna na karna pary
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                Forex trading business mai traders jab bhi loss kerta hai wo apni ghalti ki wajah say kerta hai. Laikin yeh baat bhi yaad rakhni chaiye kay trader kabhi bhi jaan boojh kay ghalti nahi kerta. Ghalti uss waqt hoti hai jab trader ka knowledge aur learning nahi hoti aur woh baghair sochay samjhay wo trade open kerta hai ya koi action apnay account mai ker laita hai. issi tarah account mai traders ko loss hotay hain aur ye loss unn kay accounts kay balances ko zero bhi ker daita hai. Traders ko hamesha utna profit sochna chaiye jitna unn kay account balance kay mutabiq mumkin bhi ho sakey. Aisay possible nahi ho sakta kay account balance 50 $ ho aur profit 500$ hojaey. 500$ profit kay liye balance bhi 2000$ ka hona chaiye. agar 50$ say 500$ kamanay ki koshish hogi tou seedha sa matlab 50$ ka complete loss hai.

                Iss liye apni soch ko musbat rakh kay laalach ko side pay rakh kay trading mai aein aur trading kia karain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                  g ap ny bilkul thek kaha main ap ki is bat sy agree karti hon forex trading aik risky or profitable business hy is main kam karana bohat mushkil hy is main loss ki bari waja ya hy k hum apni mitake ko control nai karty or is ko read nai karty hamyn chahya k hum hum is par mahnat karyn to zaror kamyab hon gy is main mahnat karna lazmi hy is sy knowledge hasil hota hy trading main loss b kamyabi ki waja hy loss hony k bad hum apni mistake ko control karty han or mahnat zayada sy zayada karty han .
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                    Forex trading mein loss ki wajohat tu bahut sari ho sakti hai Magar in may se do bahut aham hoti hai Balke commonly loss is vajah se a bahut sare traders ko aata hai. Ek hi Money management hamare bahut se traders aise Hain jin ko money management karne ka bilkul pata nahin hai is wajah se unhen apni trade mein loss aata hai. Money management ka asool yah hai hai ki aap apne total capital Mai se maximum 30% apni activated mein use Karen. Aisa karne se aap ko Koi Bara nuksan nahin ho ga. Second number par hai market judgement Jab bhi Ham trade karne lagte Hain tu sab se pehla kam hamara market ko judge karna hota hai agar hamari prediction theek hoti hai to most probably Ham earning hasil kar lete hain aur agar hamari judgement wrong hoti hai aur ham use per long time wait karte Hain tu apna bahut sa capital waste kar dete Hain isliye Jab bhi aapki prediction wrong sabit Ho initial stages per trade ko cut kar den.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                      ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar Ham forex mein kam kar rahe hain to ismein loss ki ho ja kam experience ho sakta hai ya FIR ismein emotional mein lagane se bhi aapke account close ho sakta hai mere khyal mein ismein bahut se aise reason hai jinki vajah se aapka loss ho sakta hai proper money management yah ismein time spend karna isko waqt Na Dena aur iske bare mein karna aur smart capital aur big lot size ki trade karna yah market ko learning Na karna market ko analyse Na karna soche samjhe trade laga dena isase bhi hamen loss ho sakta hai aur lalach mein agar trade laga dena agar hamen ektrit mein log ho jata hai to isko mistakes to ignore nahin karna chahie malkin se sikhana chahie aur agali trade mein mehnat aur experience se trade lagani chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                        forex trdaing main loss ki sub se bari wjah lake of knowledge hai q k knolwedge ki base pr he hum kamyb trdaing kar skty hain es liye aghr hum chahty hain k hum apni trdaing main kamyb ho jaen or achi trdaing karen tu hmain apni trdaing ka knolwege gain krna chahye forex ko jitna hum achi trha smjh kar trdaing karengy otna he hum apni trdaing ko achy traiky se kamybhi k sath kar skty hain or jub hum market kos cahi trha smjh nahi smkty ain tu hum kamyb trdaig kis trha ka skty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main knowlege gain krna chahye or apny expiernce ko gain krna chahye jub hmara expiernce acha ho jaa hai tu hmain loss hony k chances kam hoty han or hmari eraning achi ho jati ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                          Dear ais market mai sab se zayda loss aisi waja se hota hai k log ais market mai jab trading karty hai to ais market mai aun ko kaam karna aata ni hai aor wo ais market mai risk lety hai ais mai lot bari use karty hai aor aus k sath sath wo ais market mai jab trade lagaty hai to ais market mai aun ko jab loss hota hai to aun ka account bardast ni karta, ais k sath sath kuch log ais mai trade k sath stop loss ni lagaty jis ki waja se jab aun ko loss hota hai to kafi zayda hota hai aor wo log apna account wash karwa lety hai ais market mai loss se bachny k tareeky her kisi ko pata hai magar ais mai jab ap khud ghalti karty hai to ap ko ais market mai loss hota hai aor ap ais market mai kaam sahe ni kar paty.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                            Dear friend Forex trading loss Ki Sabse Badi Bazar yahi hai ki aap Jab market ke bare mein Achcha experience Nahin rakhte to aapko loss hota hai Kyunki Jab aapko forex market ke sabhi training to Uske bare mein nahin Pata Aur market ke bare mein aap acchi Tarah Se Nahin Jante to aap market se kabhi bhi achcha expect nahin kar sakte to isliye jaruri hai ki aap sabse pahle Achcha experience Hasil Kare Jab aapke pass Achcha experience hoga to aap market se bahut hi acchi aur behtarin nahin kar sakte hain Jiske Liye acchi bahut acchi aapko ho sakti hai aur kaun hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: forex trading my loss ki bari waja...

                              Forex Main loss ki mry khayl say bhrii wja jald bazii krna lalach krna bgr sochy samjy tread clos krna open krna market ko analysis na krny say tread lagna rolls k mutabik kam na krna zyda tar rolls ki khalif wardii karna jas say humy buht zyda loss nuksan hota hy as lay humy forex pay loss hota hy jas say humy nakmi ka samna karna phrta hy
                              Ya sub resons nakm hony loss nuksan hony ki sub say bhrii wja hotii hy as lay humy an say humsha jatna zyda ho sky door rhna chye jab hum an pay dill laga kar mahant k sth acha ir quality wla complete kam kary gay un rolls ko follow kry gay mahant kry gay acha or proper mahant k sth kam kry gay time day gay market ko follow kry gay us pay humri mahant straggle hi humri sub say bhri achievements hogie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X