Jaiza: business news say help lyn...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: business news say help lyn...
    Forex trading business may profitable trade lagne Kay liye humain ziyda sy ziyda mehnat Kay sath sath news pay bhi focus rkhna chahye or koshish karni chahye Kay market ki hir up down situation ki information rkhi jiye ta Kay trade lagne may asani rahy seniors traders ko follow karna chahye kyu Kay unki first priority hoti hai Kay market ko analysis karty hoe business news ko read kiya jiye or koshish ki journal Kay follow kiya jiye news humain bohat ziyda help karti hai trade order select karne may.. Bohat say traders news ko ignore karty hain or bus to ky say trade lagty hain ase trader kabi kamyab nahi ho sakty kamyab hone Kay liye mehnat Kay sath sath market ki movement ki updates ho a bohat zarori hai jitna ziyda hum news pay focus rkhty hain hum easily Trade ko forecast kar Kay trade order laga rkhty hain shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: business news say help lyn...

    Dear ye to ap ko pata hona chaye k ais market mai jab ap trade kar rahy hoty hai to ais mai technical par analysis kar k trade lagany waly bhi fundamental par fail ho jaty hai kun k jab bhi koi event aata hai jis se market moment karti hai bahot hi zayda aus time ais market mai ap ko technical par koi result ni milta aisy hi jo technical traders hai wo ais market mai trade lagany se phly ais market mai news ka shedule dekh lety hai k kon si news aani hai aor aus se market mai kai faraq par sakta hai aus k baad wo ais market mai trade lagaty hai aisy hi news ko phly study kar lena aor aus k hisab se analysis karna bahot hi help ful ho sakta hai ap ko ais mai news k hisab se trade karni chaye tab faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: business news say help lyn...

      trading mai news ke importance say inkar nai kiya ja sakta hai . forex trading mai news ka effect bohot he ziada hota ha aur jo traders news ko ignore kar kay trading karna chahty han inkay liye trading mai kamaybi ka hasool b kafi ziada mushkil ban jata hai . kafi market iss trah ke hain tu ziada tar move he news ke base per hoti hain.
      Forex kay business say related news say traders ko zaroor help laina chaiye kion ke ager traders kay pass forex ke market say related news ka acha knowledge majood ho tu phir aik tu trading kay faisay karnay mai kafi asani rehti hai.aur dosra ager open trade kay sath market ke news ko b dakin tu kafi dafa loss say bacha ja sakta hai .
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: business news say help lyn...

        Forex business news ko ham kesi be condition me ghalat nahi samaj sakty hey, business news Forex market par be bahot zeyda effect karti hey, hamari ye responsibility hoti hay key agar ham news trading karny par hi depend karty hey aur hamari nazar har important aur non important news par honi chaye, news base ki trading etni asani se fail nahi hoti hay, new trading jo be traders karty hey un ko short term trading karny ka risk nahi lena chaye aur market me news key bunyad par long term ki trading karna bahot zarori ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: business news say help lyn...

          Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main sy mutafiq hon k forex trading main humy maximum knowledge or experience hasil karny k sath sath analysis karna bi seekena both zarori ha jis sy humy trading karny main ahsani ho sakti ha is ley proper knowledge or experience sy trading karni chae ha
          Forex trading main humy agr koi masla ho samj na aa rehe ho to humy expert trader sy help lani chae ha phr is ko demo account main practice kar k ache learning kar sakty han pehly ache tahra seekena chae ha tab he hum kamyab ho sakty han is ley forex trading ko sakun k sath karna chae ha ta k humy ziada sy ziada earning kar sakeny or bethar life guzar sakeny
          Forex trading main hum jtni mehnat karny gy utny he kamyab hon gy is ley humy mehnat sy trading karni ho ge
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: business news say help lyn...

            Forex trading mai business news say bohat help milti hai instaforex ki taraf say bhi apni website pay her waqt business related international news update ho rahi hoti hai. Metatrader ki taraf say terminal pay bhi aik news ka baqayda section mojud hai jaha her waqt news update hoti rehti hain phir traders ko khud bhi international ko daikhtay rehna chaiye. CNN, BBC, VOA, aur CNBC kay business bulletins bohat eham news updates daitay rehtay hain iss kay elawa, USA, CHINA, RUSIA aur OPEC countries ki news ko bhi bohat tawajho say sunna aur daikhna chaiye. Iss waqt market pay UK brexit ka aur president Trump ki impeachment ka bohat pressure hai. Forex Tarders Ko her waqt apnay aap ko news say update rakhna chaiye. Aur ye bhi daikhtay rehna chaiye kay market kay charts pay kiss news say kaha asar Parr sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: business news say help lyn...

              agar hamy market ke samj nahi aa rahe to hamy news ko watch karna ho ga hamy ache learning gain kar ky new ko dahk kar kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex mai news ko kabe be ignore nahi karna chahe hum new py live trading be akra sakty hain hum is mai parat time be kam kar skaty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai free account bana ar be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain dnya bar mai news ke forex mai bohat value hain hamy isy kakbe be ignre nahi karna chahey forex aik unique business hain hum isy apna profesisonal career be bana sakty hain forex aik amm busienss ke nisbat acha busienss han hum is mai apny boss ap he hoty hain is maai hamara kou be boss nahi hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: business news say help lyn...

                forex aik unique business hain hum is mai news watch kar ky kam kary gy to hamy kamyabe hasla ho jy ge forex aik bohat bara business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is maa iagar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex aik legal busines hain hum news py live trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kaer kam kar sakty hain hamy news ko kabe be ignore naho karna chaehy forex aik asa busienss hain jo hamy learnng eb deta hain or hamy earning be deta hain or hamy international busienss hain is mai hum apny boss ap he hoty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X