Jaiza: how to select lot size
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: how to select lot size
    ✅FOR VARIOUS FUNDS IN YOUR TRADING ACCOUNT, BELOW WILL HELP YOU MANAGE YOUR ACCOUNT..

    $100 - $300 account use 0.01 lot size
    $500 account use 0.03 lot size
    $1000 account use 0.06 lot size
    $1500 account use 0.10 lot size
    $2000 account use 0.12 lot size
    $2500 account use 0.15 lot size
    $3000 account use 0.20 lot size
    $3500 account use 0.22 lot size
    $4000 account use 0.25 lot size
    $4500 account use 0.28 lot size
    $5000 account use 0.32 lot size
    WHEN IN 12.5% LOSS, PLEASE CLOSE ALL TRADES..
    New traders must follow this instruction to earn profits...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: how to select lot size

    Trading kertay huay lot size ko slect kerna trader ki apni will pay hota hai. Agar iss tarah kay charts ko daikha jaey tou yehi baat samajh mai aati hai kay koi bhi trader apnay account ko account balance say he manage ker sakta hai. 100$ say 300$ tak kay account pay .01 lot size aik achi setting hai laikin ye bata bhi zehan mai honi chaiye kay ye lot size kaha pay rakhi jaey matlab currency pairs mai theek rahey gi ya phir crude oil,silver aur gold mai bhi work karey gi. iss kay elawa news aur signals agar bohat important aur strong hoo tou bhi yehi lot size theek rahey ga ya ziada ker lia jaey tou behtar rahey ga.

    Expert tarders kay opinions aur suggestions ideal trading kay liye hotay hain jiss mai her cheez aik makhsoos limit mai chal rahi ho. Real time trading mai lot size ka decision hamesha trader ko uss waqt market ko soorat e haal kay mutabiq kertay rehna chaiye aur faida bhi usi mai hota hai. Koi bhi trader 0.01 pay her waqt trading nahi kerta hai. Jab market ka trend aik side pay hoto ziada lot size kamm balance kay saath bhi bohat faida day jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: how to select lot size

      Dear jaha tak baat hai lot size ko to ap ko pass agar account 1000$ ka hai aor ais par ap ne risk lena hai 2% to ais mai ap ka stop loss 20$ ka hona chaye agar ap ais market mai analysis karty hai aor aisi trade mil jati hai jis ka stop loss 20 pips ho to aus mai ap lot insta k hisab se 1.00 ki use kary gay magar yehi agar ap ko koi trade mil jati hai jis ka stop loss 40 pips ho aor aus par ne trade lagani hai to insta k hisab se 0.50 ki lot lagye gay agar ap ka stop loss hit ho jata hai to ais mai ap ko 20$ ka loss ho ga ab ye ap ki trade par depend karta hai k ap kitny stop loss wali trade lagany lagy hai aor ap k pass account kitna hai aus k hisab se jab ap kaam kary gay to ap ko ais mai faida ho ga aor account safe rahy ga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: how to select lot size

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
        ✅FOR VARIOUS FUNDS IN YOUR TRADING ACCOUNT, BELOW WILL HELP YOU MANAGE YOUR ACCOUNT..

        $100 - $300 account use 0.01 lot size
        $500 account use 0.03 lot size
        $1000 account use 0.06 lot size
        $1500 account use 0.10 lot size
        $2000 account use 0.12 lot size
        $2500 account use 0.15 lot size
        $3000 account use 0.20 lot size
        $3500 account use 0.22 lot size
        $4000 account use 0.25 lot size
        $4500 account use 0.28 lot size
        $5000 account use 0.32 lot size
        WHEN IN 12.5% LOSS, PLEASE CLOSE ALL TRADES..
        New traders must follow this instruction to earn profits...
        Lot Sizes:

        Apne bohot hi behtreen tarike se samjhaya hey aur waqai hamen forex business mein work kartey waqat aik acha plan bana lena chahiye aur jab hum is mein koi bhi deposit kartey hein to hamen rules ke mutabiq hi chalna chahiye aur kabhi bhi raton raat ameer banne ka kabhi sochna bhi nahin chahiye kioun keh forex aik business hey aur isko hamen aik real business samajh kar hi is mein work karna chahiye to hum is mein kamiyab ho saktey hein otherwise agar hum is mein raton raat ameer banne ke chakron mein partey hein to hum is mein sirf aur sirf loss hi kartey hein isliye hamen chahiye keh alwasy FUlly Money Mangement ke sath aur apne balance ke hisab ko dekhtey huwe hi is mein trade karni chahiye aur choti choti trades se hi hamen apne account ko grow karna chahiye is trha se hum is mein achi trha se kamiyab ho saktey hein.
        https://t.me/pump_upp

        اب آن لائن

        Working...
        X