Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance
    Forex market main agar ham apni investment per trade risk ko manage ker ky nehi kerty tou ham apni investment ko sirf loss hi kerty hain hamain apni her trade ko risk management kerny ky bahd open kerna chahiay ky hamain acha profit hasil ho saky ga phir agar loss ho tou ham amount main ho jis ko recover kerna hamary liay asan ho hamain forex market main her trade open kerny ky sath stop loss aur take profit zarur lagana chahiay ky jab ham stop loss nehi lagaty tou hamara loss agar continue increase hota rehta hai tou hamara account hi wash ho jata hai lekin jab ham take profit nehi lagaty aur ham market main present nehi hoty tou hamain market aesy time per acha profit dy rehi hoti hai lekin marker sy absent hony ki waja sy ham trade ko achy profit main close nehi ker sakty tou ham same profit sy mehroom ho jaty hain aur wohi profit wali trade loss main chalty huey account bhi wash ker jati hai tou bahot zaruri hai ky ham stop loss aur take profit dono use kerty huey risk ko manage ker ky trade continue kerain ky hamain loss bhi kam ho aur acha profit bhi hasil ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

    Dear agar ap baat kary ais market ki to ais market mai agar ap ne kaam kar k paisa kamana hai to ap ko ais market mai ap ko apni her trade k sath take profit aor stop loss lagana ho ga tab hi ap ka account safe rehta hai agar ap ais market mai zayda risk lety hai to ap ko ho sakta hai k ais market mai zayda loss ho jaye ais liay apny account k hisab se jab ap ais market mai risk lety hai to aus mai ap ko lazmi stop loss use karna parta hai k agar ap ki trade loss mai jati hai to thory se loss mai close ho jaye aor aus k baad ap ais market mai mazeed trades laga k wo loss recover kar ley aor ais market mai ap asani se account growth kar ley ais k liay ap ko ais market mai plan k hisab se trading karny par faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

      Risk management

      Risk management terminal tools (take profit aur stop loss) key base par be possible hay aur sath me ye be zarori hay key app ki trading strategy achi aur app ka app ka trading plan poor level ka na ho, app key trading experience aur trading skills ka andaza esi se hota hay key monthly base par app key order take profit ko zeyda hit karty hey ya stop loss ko zeyda hit karty hey, agar app take profit aur stop loss har trade me lazmi lagaty ho aur zeyda tar app key orders stop loss hi hit ho jaty hey to per take profit aur stop loss use karny ka faida nahi app ko pehly apni trading ko behtar karny key ley hikmat e amli karni ho gi.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

        Stop loss and take profit.
        Dear members trading mein do tools bahut important hote Hain Jo ki hamesha hamare risk or reward ko calculate karne ke kaam aate Hain. Misal ke taur per agar Ham chahte Hain ki hamen ek khas level se zyada nuksan Na aaye yah ek khas level Tak agar market pahunche to hamen uska profit mil jaaye to aisa In do tool ki madad se hi mumkin hai. Ham apni activ trades per stop loss is liye istemal karte hain Taki hamen zyada nuksan Na Ho. Same isi tarah Jab Ham chahte Hain ki market kisi makhsoos price per jaaye to Ham us ka mukmmal benefit yani profit le lain to us ke liye Ham take profit use karte hain. Stop loss ko active trade se zyada kareeb nahin hona chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

          Ap ny bilkal tek kaha hy hamy apni trading risk management k sath krni chaiy risk management k bagar trading hamy loss dyti hy hmari koshish honi chaiy k ham apni hr trade ko risk management k bd hi open karan is tra agr hamy trading m loss ho b jata hy to hamy usy cover krny m asani rahti hy forex aik profitable business hy mgr is m hamy bot c chezon ka khyal rakhna prta hy hamy is m planning kr k risk management k sath chlna prta hy stop loss or take profit hamy zror lgany chaiy q k ye asi chezan han jo risk management k sath hamy km loss or profit zyada frahm krti Han hamy take profit or stop loss ka acha faida tb hota hy jb ham apni trades dakh ni skty market m mojod ni hoty to hamy agr loss ho ra hota hy to stop loss ki wja sy hmari trade khud hi km loss m close ho jati ha or agr profit hota hy to loss m jany sy phly hi trade profit m close ho jati hy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

            Importance of Stop Loss and Take Profit in Forex Trading

            Apne bohot hi acha jaiza kiya hey aur yeh bohot hi ziada zaroori hey har traders keliye keh woh agar forex mein kamiyab hona chahtey hein to unhen Always Risk Management Stop Loss & Take Profit ka daman kabhi bhi hath se nahin jane dena hoga, Kioun keh is field mein jitne bhi looser traders hein wo sab isliye hi loss kar rahey hein keh woh in chezon ko follow nahin kartey hein aur phir loss kartey hein forex business mein Stop loss ka bohot hi ziada importance hey is se aap apne emotions ko bhi control kar saktey hein aur aap aik barey loss se bach saktey hein jo keh apke account ko kisi bhi time wash kar sakta hey but jab hum Stop Loss ko use kartey hein to hum totally safe hi hotey hein aur hum utna hi loss kartey hein jitna keh hum loss efford kar saktey hain is ka importance bohot hi ziada hey aur is mein koi doubt nahin hey.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

              Forex trading business Mein Hamen money management ka Khas Khyal Rakhna chahie senior members aur expert Riders preferred Than Ke Forex trading business Mein money management or kya hal karte hue stop loss or take profit ke margin ko Jarur set Karen aur koshish karen ke market ke analysis on market ki news se aware Rahe Jitna Jyada Ham Apne money management Ka Khyal Rakhenge aur balance ke mutabik hi trade order lagaen aur over trade na lagaen ISI Tarah hi Ham Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham over trade Lagate Hain aur apne balance Ka Khyal Karte aur stop loss take profit ke margin ko set Nahin Karte to sometime Hamen lose ka Samna karna padta hai isiliye koshish karen ki stoploss ke margin ko Jarur set Karen Kyunki yah bahut jyada jaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

                Bohat say traders ye samajhtay hain kay stop loss aur take profit kay use say unhain loss hojata hai aur profit Kamm hota hai. Traders ka khayaal hota hai kay stop loss laga kay unhain confirm loss hojata hai aur kabhi kabhaar aisa hota hai kay market mai loss usi waqt dobara profit mai chala Jata hai laikin traders kay stop loss ki wajah say aisa nahi hi sakta. Laikin traders ko ye baat samajh laini chaiye kay risk factor phir bhi saath saath hoga aisi soorat e haal say bachnay kay liye aur apnay account kay risk ki management kay liye stop loss aur take profit ko ehmiat daina hogi. Traders ko ye baat laazmi apnay plan mai rakhni chaiye kay stop loss aur take profit ka use unhain ziada loss say bachata hai aur take profit unhain kuch na kuch confirm profit bhi day Jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

                  hamy forex mi risk management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex mai hamy TAKE PROFIT ko or STOP LOSS ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum loss sy bach saky gy or hum kam kar ky ache earning gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy ksie be office mai jany ke zarirta nahi hite forex paksitan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kaae is mai kam kar sakty hain forex mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

                    forx mai take profit or stop loss kamyabe ky tolls hain hamy in ko istmal kar ky kam karna ho ga pher h hum pasia kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne maarze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik uniqur business hain hamy market ke movement ko samj kar is maai kam karna ho ga pher he hum gay bar saku gy forex mai hamy risk management ko apny expeirnece sy samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty haian hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain hm is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasail nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

                      Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai agar aap risk management ke sath trading kar rahe hain to trading tools ko use karna bahut jaruri hai Kyunki in toos ki help chahie aap risk management ke sath trading kar sakte hain aur Moscow control kar sakte hain Kyunki agar aap apni Har trade Mein stop loss aur take profit use karte hain to yah donon tools Aise Hain Jiski helper aap loss ko kam kar sakte hain aur profit ki ration ko Badha sakte hain Kyunki agar aap apni trade Mein stop loss ka istemal Nahin Karte to aap Jyada loss kar Baithe Hain To isliye stop loss Ek Aisa tools Hai Jiski help se aap trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Jyada lost Se Bach sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

                        Forex maytag profit or stop loss Kamyab kiitos Hai kam Inko istemal Karke kam karna hoga FIR hi Ham Paisa Kama sakte hain gay flexicon Kyon business hai Ham ismein Apne Marji se time table Banakar kam kar sakte hain Forex card Kyon business hai Ham market ki vah bete ko Sabak Kaise kam kar sakte hain FIR hi Ham Barati Ban Sakenge Forex Mein Hamen risk vidmate ko Apne experience se samajhkar kam karna hoga FIR hi Ham Paisa Kama Sakenge frocks Ek bahut bada business hai ham ismein full time bhi kam kar sakte hain cracks Hamen Apne Boss aap hi hote hain fracture clavicle Ban chuka hai usne Aisa business Hai Jo Kabhi Na band hone wala hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Risk management ky liay SL aur TP ki importance

                          Ji Assalamualaikum Pyare bhai aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai flex maytag profit or stop loss Kamyab ke tools Hain Hamen Inko istemal Karke kam karna hoga FIR hi Ham Paisa Kama Sakenge Presley can't going business hai Ham ismein Apne Marji se time table Nagpur kam kar sakte hain lekin iske liye loss bhi ho sakta hai aur profit kam hota hai traders Ka Khyal Hota Hai ke stop loss Laga kar unhen confirm loss ho jata hai aur Kabhi kbar Aisa Hota Hai Ki market Mein loss Civic 12 profit Mein Chala Jata Hai Lekin traders ke stop loss ki vajah se Aisa Nahin ho sakta lekin traders ko yah baat samajh Nahin leni chahie ka risk factor Fir Bhi Saath Saath Hoga Aisa Surat Al se bachne ke liye aur apne account ke risk ko thoda karna hoga Taki aap Har loss se Bach sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Dear risk management jab ki jati hai tu us mai ap ko stop loss or take profit dunu ki values ko use karna hota hai or yeh dunu values ap ko support or resistance ki madad sy milta hai or ap ko cheye aik time mai ap 1 sy zaida indicator ko use karian. Es sy ap ko faida yeh hota hai kay ap asani sy acha stop loss or take profit ko use kar sakty hain. Ap jab apni trading main in dunu ka use karty hain tu ap ka account aik tu secure rehta hai or 2nd ap kay account main jo ap nay analysis kiya hota hai woh take profit kay hit hony sy profit hasil ho sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X