jaiza : jin ka knolwege gain un ka confidence acha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : jin ka knolwege gain un ka confidence acha

    Ji han bilkul aapki baat hundred percent theek hai Kyunki Jab aapke pass Achcha confidence hoga to aap Hamesha acchi reading bhi kar sakte hain Kyunki acche confidence ke sath hi aap Forex trading ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur ismein kam kar sakte hain to sabse pahle Forex trading ko acchi Tarah Se samjhi aur Forex trading Mein kam Karte Rahen Forex trading Ek bahut hi Achcha aur professional work Hai To isliye ismein kam karne ke liye acche experience Ka Hona bahut jaruri hai Jab aapke pass Kisi bhi kam ke related Achcha experience hota hai to aapko Maloom hota hai ki isko kaise kiya jaaye to icetest Aapka confidence level bhi ab Hota rahata Hai Jiski Bina per aap aur bahut acchi trading kar sakte hain to isliye confidence ko badhaen bootup Karen jisse aap Akele nahin kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : jin ka knolwege gain un ka confidence acha

      Assalamu Alaikum Dosto umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Forex forum Mein Ham Kitni Achhi knowledge ke sath posting karte hain Hamare confidence utna hi acha ho jata hai aur ham Achcha bonus hasil karne ki koshish Bhi Karte Hain isliye Jitna Hamara confidence Achcha Hoga knowledge acchi Hogi Hamari utani Hi quality bhi batter ho jati hai.
      Business start karne ke liye Hamare andar confidence Hona bahut hi jyada zaroori hai Achcha confidence Se Hi Ham bonus Hasil kar sakte hain.
      Jitni acchi hmari knowledge Hogi Hamari knowledge Se Hi Hamare confidence Mein izafa hota hai aur ham acchi learning kar sakte hain learning se Ham acchi earning bhi Hasil kar sakte hain.
      Forex forum Mein business online Bhi Kiya Ja sakta hai aur isme investment ke tarike se bhi Ham business ko start kar sakte hain. Lekin investment karne ke liye Hamen acchi knowledge or experience ki bahut jyada jarurat hoti hai jo Hamen sirf aur sirf demo account kezariye Ham iska test kar sakte hain. Acchi posting Karke Ham apne business ko Behtar tarike Se Chala sakte hain.THANKX
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : jin ka knolwege gain un ka confidence acha

        Knowledge acha ho to traders experienced ho jaty hey aur traders ko market me har tarha ki trading ka advantage hasil ho jata hay yahi cheez traders key confidence improve karny ki waja be banti hay basically achi trading confidence key hoty howy hi mumken hay aur knowledge ki kami kabi be traders key confidence ki kami ko pora nahi kar sakty hey profit jetna earn kia jaye traders ko without knowledge key confidence nahi mil sakta hay, confidence pedakarna hoto es key ley traders ko har tarha se apny andar knowledge ki kami aur experience ki kami ko pora karna ho ga yahi professional traders key success ka reason hay.
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : jin ka knolwege gain un ka confidence acha

          yes brother ap bilkul sahi kah rahy hain ager forex may humara acha experience ha or hum confidence say kam kartay rahay gay tu hum zayada earning kar saktay hain ye aik profitable bussinus ha or hum gher bathay kam kar kay zayada earning kar saktay hain ager hum forex par poray confidence or focuse say kam karay gay tu humay kahi dosari job ki bhi zarorat nhi ho gai is say na siraf humay bonuse hi acha millay ga balkay humara experience bhi zayada ho ga or humara knowlege bhi increase ho jay ga humay forex par poray confidence say kam karnay say hum aik achay trader bhi ban jay gay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : jin ka knolwege gain un ka confidence acha

            g bhai bilkul aisa hi hai jab hum kisi kaam ka acha knowledge rakhtay hain aur us kam per aboor hasil kar laitay hain tu automatically humara confidence boost ho jata hai aur confidence ki waja say hi hum kamyabiyan hasil kartay hain pir chahay wo duniya ka koi bhi business hi kiyon na ho aur agar hum baat karain forex trading ki tu forex trading aik highly volatile market hai aur is main precautionary step laina buhat hi zaroori hotay hain aur hum is marekt ko kabhi bhi for granted nai lai saktay. Confidence ka hona aik achi cheez hai lakin jab confidence over confidence main change ho jata hai tu hamesha nuksaan hi karwata hai tu humay is bat ka buhat dehan rakhna paray ga kai humara confidence kabhi bhi over confidence main change na ho nai tu is ka acha khasa nuksaan uthana par sakta hai. Humay is market main hamesha is baat ka khiyal rakhna chahiyay kai hum nay jab bhi trade lagani hai tu hamesha aik specific target lai kar market main enter hona hai aur us kai baad har trade main stop loss aur take profit ka istamal zaroor karna hai tabhi hum is market main apni equity ko secure rakh saktay hain aur waisay bhi yeh cheez zehna main honay chahiyay kai thora profit kama laina behtar hai kisi baray loss karwanay say.

            اب آن لائن

            Working...
            X