Jaiza:bank me payment batter ya forex me?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:bank me payment batter ya forex me?
    G dear friends aaj yaha par zikar kiya jayga k bank me payment rakhni chaheay ya forex trading me.
    Bank: dear jab hum bank me apny raqam rakhwaty hen to usk b 2 ways hoty hen ek current account me rakhi jati hey or dusra saving account me rakhi jati hey ab aagy in dono account ki apny rules hoty hen matlab k saving account apko totall amount par apko 0.07-8% profit monthly deta hey jo k sood k toor par ada ki jati hey jisko band interest kehta hey..
    Trading me: ab hum baat karty hen k trading me apny bari raqam ap kaisy rakh skty hen g dear forex trading me agar apk pass payment hey like 50,000.00$ ya is sey bari payment hey to ap uski save krny k sath sath earning b chahty hen to forex me ap 0.01% risk k sath uspar trading kar k band say acha profit kama sakty hen dusra ye k isme interest free sood free raqam hogi jo k ap trading kar k earning karyngy or kisi kism ka koi rook took nahi jab marzi isko withdraw karwa sakty hen ap so in baton sey yehe pata chalta hey k forex me raqam rakhna batter hey or profitable hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

    forex aik online or kabe be band na hony wala busiens hain hum is mai pasia invest kar sakty hain or hum acha muanafa kama sakty hain hum hasial hony waly profit ko skrils sy wth draw karwaty hain forex aik amm business ke taraha nahi hain hum is mai skrils account ke verification karwa ky dollars woth draw karwa sakty hain forex aik bhatren buisness hain hum is mai live kam kalrty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasuial nahi ho ga forex ailk big or legal business hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

      Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aapke pass payment hai to aap usko Bank mein rakhte Hain to usse aapko jyada fayda nahin hoga balki usse rahegi lekin usse itna jyada profit nahin hoga agar aap usko forex mein laga dete Hain aur use trade karte hain to aapko ek achcha khasa profit ho sakta hai agar aapke pass experience hai to agar aapke pass experience nahin hai to aap waha pe Saya bhi kar sakte hain isiliye isiliye aapko agar forexh mein paise lagane Hainto aapko friends ke bare mein experience hona chahie FIR agar aap ismein paise lagayenge to to aapko jyada se jyada profit hoga aur aapke paise bahut jald double Ho jaenge isiliye aap ko Bank mein rakhne se behtar hai agar aapke pass experience hai to aap forex mein lagaen se aapko kafi jyada fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

        Dear agar app investment key position me ho aur app asani se kesi business me investment kar sakty ho to app key ley sab se best place Forex business ki market hi hay jo app ko apni soch se zeyda ka profit de sakti hay, Forex business me bahot se log investment karty hey aur kamyabi key sath apni investment se zeyda ka profit earn kar rahy hey app ko chaye key app investment zaror karo magar pehly Forex business ka knowledge aur trading ki training hasil karo app key ley ye business hi sab se zeyda profitable ban sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

          Dear agar dekha jaye to ais market mai jab ap kaam karny k liay deposit karwaty hai to aus time ap ais mai jo payment processor select karty hai aus par hi ap ko withdraw milta hai kun k ais market mai ap ne jab real account bana k aus par deposit karna hai to aus par ap ko wohi method select karna chaye jo ap k liay best ho aor ap aus par trade kary ais market mai ap ko kaam karna hai to ap ko ais mai soch samjh k kaam karna chyae ais forum se hum ko jo bonus milta hai wo hum beshak bank mai chaye ya skrill wagera par withdraw karwa sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ais apny lehaz se method select karna hai jaha se ap easily le payment recive kar ley.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

            Ji ap nay bohat achi bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Ap ki yeh bat thek hay k bank main amount yehni paisay rkhnay say behtar hay k ham es say trading kar kay apni amount ko increase karain kun k Forex aik aisa business hay jes main bohat kam time main bohat ziada profit hasil kia ja sakta hay es kay liay ziada investment ki bhi zarorat nahi hoti kun k Forex brokers apnay clients ko leverage ki saholat provide kartay hain jes say trader kay liay small investment say bhi trading mumkin ho jati hay. Forex trading profitable honay kay sath sath aik difficult and risky business bhi hay jes main loss kay chances profit ki nisbat ziada hotay hain es main payment invest karna risky bhi ho sakta hay jab k bank main payment safe rehti hay aor es kay wast honay ka koi dar nahi hota lakin Forex trading main agar trader ko trading main loss howa to es say trader ka sara ka sara account wash ho sakta hay aor tamam payment wast ho sakti hay. Lehaza har trader ko just ads dekh kar big profit aor raqam dogni karnay kay lalach main trading start nahi karni chahiay bal k mukamal Forex ka knowledge hasil kar kay aor achi taran learning kar kay demo pay practice kar kay hi trading start karni chahiay ta k kamyabi ho sakay aor investment wast na ho agar payment ko Forex main full learn kar kay invest kia jay to es say kafi faida hasil ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

              Bhai aap jis Tarah Se Bhi kam Karen aapko iska is Waqt wider Hoga Jab aap log forex market Mein hardworking Karte Hain To hi aap Logon Ko Falak Se Achcha profile Milta Hai Isko Chahe aap jis Tarah Se Marzi nikalwa Le Chahe bank account mein nikalwa Lena Chahe Jazz cash account Mein Jis Tarah Aapka Dil Karta Hai Aap nikalwa sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

                dear apki post k maine dono steps ko read kia hay mujhay ab is baat ki samjh agai hay k hamko banks ki bajaye apni invest ko forex markeet main kisi achay broker k sath rakhan banks say ziada better hay q k agar ham jantay hain k kin dino forex markeet dangerous hay to hamko aisa koi bhi orders na lain jis main ziada risk hay aur jub ham feel karain k ab markeet relax hay har aik retracemnt complet kr chukki hay aur khatray kay bahut kam chances hain to hamko us wakt koi achi trades pick krnay main koi harj nai hay aur ham apni save ki huve invest say acha risk bhi lay saktay hain aur achi earning bhi gain kr saktay hain is liye banks ki bajaye hamko forex amrkeet main apni invest krna zaida better hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex jasa k aik bot bara or profitable business hy isy agr bank k sath compare kia jiay to forex m apni raqam invest krna zyada bahtr hota hy bank m ap apni raqam sirf save kr skty han ya interest k sath rakh sakty han ap ko jis ka hr month interest mtlb sood milta rahta hy jo k guna hy is liay bahtar hy k ham forex m investment karan is sy ham choti trade open kr k aista aista b profit hasil krty rahan to hmary liay bank sy bahtr hy hamy lalich sy Bach kr or acha knowledge or experience hasil kar k forex m achi trading kr skty han or apny dreams pory kr skty han is liay myri raiy to yahi hy k hamary liay bank sy bahtr hy k forex ko join karan
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:bank me payment batter ya forex me?

                    Apni payments bank mai rakhna ya business mai use kerna tou her individual ki apni marzi hoti hain laikin Agar ye baat ki jaey kay best kia hai tou iss pay baat ki jaa sakti hai. Bank mai paisay rakhnay ki mukhtalif wajuhaat hoti hai. Jo loog jobs kertay hain aur Kuch savings kertay hain woh bank ko he prefer kertay hain kiyu kay unhain business ki zarurat nahi hoti hai. Kuch aisay business bhi hotay jinn ki transactions aur payments bank kay through he hoti hain. Iss liye woh businessman apnay paisay bank mai he rakhtay hain. Forex aik business hai aur iss mai apni saari savings nahi use kerni chaiye Agar business kerna hai tou kuch investment ker laini chaiye aur Kuch savings bhi rakhni chaiye kiyu kay zaruri nahi kay business mai profit he ho tou back up kay liye bhi kuch na kuch amount honi chaiye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X