jaiza : loss sy learning gain kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss sy learning gain kary
    hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai live kam karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai usa or china jasy big mumalik involve hain forex aik bohat bara busienss hian is mai hum apny boss ap he hoty hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata haian hamara account banned ho jata hain hamy loss ho katem karna ho ga hamy next time apne mistake ko avoid kar ky km karna ho ga pher he hum ache earning gain kar saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss sy learning gain kary

    bohat achi bat ki k forex business ek aisa business he k jis me hum apny boss ap he hoty hen hamyn kisi k nechy reh kar kam nahi karna parta balky ye hmara apna kam hota hey hum jab marzi isko kar sakty hen or isme agar hamyn loss hota hey to us say hamyn ghabrana kabi b nahi chheay balky loss say hamyn seekhna chaeay k next time is traah k loss say hum kaisay bach sakty hen or kaisay forex market me or zada experience paa sakty hen basically ye puri dunya me kiya jany wala business hey isme kisi kism ki koi 2 numbre to nahi lakin isme hamyn proper plane k sath or proper seekh kar kam karna chaeahy ta k hum loss say bach sakyn or isme earning kar sakyn.han isme ek or bohat achi baat ye hey k ap isko apna professional business bana kr b kar sakty hen or part time k liay b join kar sakty hen or acha munafa kama sakty hen.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss sy learning gain kary

      Dear member main aap ki baat se ittefaq karta hun ki jab Ham forex trading mein kam kar rahe hote Hain to hamen apni mistake se sikhana hota hai aur in mistake ko dobara repeat karne se avoid karin. As a new trader jab Ham kam shuru karte Hain to bahut sari aisi mistakes Ham apni trading life mein kar rahe hote Hain Jo keh avoidable hoti hai aur ham unse bach sakte hain Magar hamen itni awareness nahin hoti is vajah se Ham ghaltion ko repeat karte rahte hain. Waqt ke sath sath jaise Ham mature trader bante jaate Hain Ham trading ki technique ko samajhna shuru ho jaate Hain. Aap kisi bhe forum per kam kar rahe hote hain apna focus learning per rakhen gay to jald successful trader Ban jaenge.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss sy learning gain kary

        Beshak loss hamara acha teacher hota hai ky hamain forex market main learning ki zarurat hi tab perti hai jab hamain kisi open trade main bara loss ho jata hai tou hamain phir same loss ki pehly cause find kerni hoti hai phir jab ham same cause ko find ker lety hain tou usko remove kerny ky liay hamain knowledge hasil kerna perta hai taky future main ham forex market main trade kerty huey same mistake kerny sy bach sakain ky aik jesi mistake sy hi hamain dobara loss na ho agar hamain forex market main trade kerty huey sirf profit hi hasil hota rehy tou phir hamain forex market ko mazeed learn kerny ki zarurat nehi perti ky jab hamara profit earn kerny ka maqsad hamain hasil ho raha hota hai tou phir hamain mazeed learning ki Kia zarurat hamain learning ki zarurat tab hi perti hai jab ham kuch trades main ya continue trade open kerny per hamain loss hi hota rehta hai jab ham same loss ko recover kerny ky liay trades open kerty hain tou phir hamain pata chalta hai ky ham kis terha trade ker ky apni trade ko loss sy bacha sakty thay lekin us waqat time guzar chuka hota hua tou hamain phir future trading ky liay mazeed learning ki zarurat hoti hai jis sy ham apni trading ko improve ker lety hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss sy learning gain kary

          G han agar app ko small loss be hota hay to app ko ignore karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye apny hi loss se agar app learning karo gey to ye app key life time kam aye gi, other traders key mistakes ya loss se app proper learning nahi kar sakty ho app ko trading me agar khud loss ho jaye aur app ko apny mistakes maloom ho jaye ye app ki sab se best learning hoti hay, ham khud to trading me bahot si mistakes aur loss kar lety hey magar hamari koshish ye hoti hay key other traders jo mistakes ya loss karen to us se ham learning karen ye bat bilkul be ghalat hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss sy learning gain kary

            G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m jb ham new hoty han to hamy zyada tr km knowledge or km experience ki wja sy loss hota hy to ye loss hmari learning ka zriaya hota hy hamy is sy sekh kr agy barhna chaiy q k forex aik profitable business hy ye hamy kbi b mayos ni krta forex m ham apny boss khud hoty han is liay is m profit or loss b hmara apna hota hy ham is m jb b loss krty han to ham apni wja sy hi krty han to hmara account wash ho jata hy hamy chaiy k ham mukamal knowledge or experience k sath forex ko join karan or bharpor mehnat sy kam karan
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss sy learning gain kary

              Dear ap jab ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai kisi trade par profit hota hai aor kisi trade par loss hota hai kun k ais market mai ap ne loss kar lia hai to ap ko ais mai apny loss se learn karna chaye k ap ne ais market mai loss kaisy kia hai aor ais ki waja kai hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai apny analysis par trade karni hai aor agar ap ko ais mai loss hota hai to ap ko ais mai changing karni chaye ais se ais ap k analysis bahot hi zayda best ho jaye gay kun k ais market mai ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai apny loss ko recover karna hai aus ko tab hi ap recover kar sakty hai jab ap ais market mai planing k sath kaam kary gay to faida ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss sy learning gain kary

                Ji bhaijaan aapane bilkul theek baat ki hai Jitna Jyada ham log loss se learning Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko is business ka fayda Hoga Kyunki Agar ham log Har dafa loss hi Hota Hai To fir yah Ham logon ko aur Jyada hardworking karne Hoga jitni Jyada ham log hardworking Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko iska fayda hoga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss sy learning gain kary

                  Loss hamesha koi na koi subaq zarur daita hai. Jo loog loss say sabaq seekh laitay hain woh kaamyab bhi ho jatey hain aur jo loss ay sabaq nahi seekhtay woh kabhi kaamyab nahi hotay kiyu kay woh same mistakes kertay rehtay hain aur loss hota rehta hai. Forex trading business mai bohat achi learning aur knowledge ki zarurat hoti hai aur iss baat mai koi shak nahi kay traders bohat mehnat kertay hain phir bhi market mai badalti situations ki wajah say koi na koi cheez miss bhi ho jaati hai jiss ki wajah say traders ko kisi waqt loss bhi ho jata hai. Jo traders aisi situation mai honay waali loss ki wajah maloom ker laitay hain aur usay door ker laitay hain woh successfully apna business jaari rakh laitay hain. Iss liye loss say learning zarur gain kenri chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : loss sy learning gain kary

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                    hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai live kam karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai usa or china jasy big mumalik involve hain forex aik bohat bara busienss hian is mai hum apny boss ap he hoty hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata haian hamara account banned ho jata hain hamy loss ho katem karna ho ga hamy next time apne mistake ko avoid kar ky km karna ho ga pher he hum ache earning gain kar saky gy
                    Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai ismein Jin Logon Ko nuksan Hota Hai vah Un Logon ki apni mistake ki vajah se hota hai agar Ham apni mistake ko hi find nahin kar Sakenge To Ham use Se Kaise leni Hasil Karenge isliye sabse Jyada Jaruri hota hai ki Jab aapko is Karan bar Mein nuksan Hota Hai to uski reason ko Talash karna chahie aur uski correction Tak trade Nahin Lagani chahie is Karobar mein agar aap apni mistake ko avoid Nahin Karenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Jab Koi mistake ho jaaye to use write karke rakh Lena chahie
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : loss sy learning gain kary

                      dear forex market mein profit bhi hota hai aur Kai bar Hamari Galti per Hamen loss bhi Hota Ham Apne emotions Mein Aake bahut sari Aisi galtiyan kar Baithe Hain Jiski vajah se Hamen loss hota hai iski Sabse Badi vajah to yah hoti hai ki Ham lalach kar Baithe Hain aur lalach mein Badi trade open kar Baithe Hain Jiski vajah se Hamen loss hota hai Los Hamara Achcha teacher hota hai ki Hamen forex market Mein learning ki jarurat hi tab padati Hai Jab Hamen Kisi opentrade Mein Bada loss Ho Jata Hai To Hamen FIR same loss ki cause find Karni hoti hai FIR Jab Ham same sause ko find Kar lete hain to usko remove karne ke liye Hamen knowledge Hasil karna padta hai Taake future Mein Ham forex market Mein trade karte hue se mistake karne se bache sake Ek Jaisi mistake se hi Hamen Dobara loss Na Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : loss sy learning gain kary

                        trading business Mein Hum Jitna Zyada learning Hasil karte hain Hamare liye utna Jyada acchi baat hai Ham easily Forex trading business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Jo traders Apne loss se learning Hasil karte hain aur apni mistakes koa identify karte hue Apne loss ko control karne ki koshish karte hain aur recover karne ki koshish Karte Hain Aise trading Forex trading business Mein Kamyab Hote Hain isiliye hamen bhi koshish Karni chahie ki Ham apni Forex trading business Mein learning power ko strong Karen aur Agar Hamen loss hota hai To Ham loss ki vajah identify karte hue loss ko recover karne ki koshish karen aur apni weakness ko recover Kare aur apni loss a landing Hasil Karen Jitna Jyada Ham Apne Logon se experience game karte hain aur learning power ko strong karte hain utna Jyada Hamare liye Forex trading business Mein Kamyab Hona Aasan Hota Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : loss sy learning gain kary

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
                          hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai live kam karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai usa or china jasy big mumalik involve hain forex aik bohat bara busienss hian is mai hum apny boss ap he hoty hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata haian hamara account banned ho jata hain hamy loss ho katem karna ho ga hamy next time apne mistake ko avoid kar ky km karna ho ga pher he hum ache earning gain kar saky gy
                          Loss Forex trading ka ek important part Hai trading Karke loss kisi se bhi ho jata hai Kyunki koi bhi kisi bhi time mistake kar sakta hai lekin acche traders kabhi bhi apni mistakes ko repeat Nahin karte Kyunki mistakes ko repeat karne se kabhi bhi aap successful Nahin ho sakte isliye traders ko chahie ki apni mistakes aur mausi se learn Karen is AAP acche aur successful traders Ban sakte hain mistake to Kisi Se Bhi Ho Jaati Hai Lekin acche traders apni mistakes ko repeat Nahin Karte Kyunki unko Pata hota hai ki yah mistakes repeat karne se success Nahin Milta

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X